Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN - Anjuman: Chashma e Kausar (Wazir Bagh Lucknow)
Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Nauhkhwan: Janab Saif Hussain Saifi saheb Anjuman: Chashma e Kausar (Wazir Bagh Lucknow) ===== Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Aye Mere Tashna dahaN, Tujhko dhundhu MaiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Aye Mere Noore Nazar, aye Mere Mahelaqa Haye afsos Tere, sar pe sehra na bandha Dil se uthta hai dhuwaN, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Ran me tanha haiN Husain, koi yawar bhi nahi Kis tarah se ye kahuN, Nanha Asghar bhi nahi Mustarib hai teri Maa, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Zalzale me hai zameen, arsh bhi kaaNp utha Zere Shamsheer hai ab Shah e Wala ka gala Hai malak mahwe fughaN, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Aag khemo me lagi, sara asbabb luta Nanhe Asghar ka mere, haye jhoola bhi jala Tu hai nazroN se nehaa, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Aao ab bahre madad, Sar se chadar bhi chhini Haye rone pe mere, muskurateN haiN layn Ab hai andher jahan, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Lasha e Ibne Hasan, jab ke pamaal hua Aye mere Laal bahot, royeN haiN Shah e Huda Aye mere Sher e Jawan, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Qaid se chhoot ke ab, ja rahi huN maiN watan Kya MaiN Sughra se kahuN, aye Mere Ghuncha Dahen Muntazir hai teri Maa, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN Aye Bahaar* aathoN paher, thi ye Bano ki sada Aye Mere Rashq e Qamar, Tu hai kyoN Maa se khafa Tujhko dhundoN maiN kahaN, Tujhko dhundoN maiN kahaN Tha yeh Bano ka bayaN, Tujhko dhoondoN maiN kahaN ============ Please Comment / Like / Share / Subscribe. Download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like / follow my Official Facebook Page: / oldnohay #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics #PuraneNauhe

Zehra ki dua hai ye matam - Ali Rizvi Sachay

🏴Thousands Join Ashura Muharram Juloos in Downtown Toronto Canada 🇨🇦 Queen's Park Procession 2026

Kehti Hai Shabbir Ki Tanhayi | Anjuman Qamrul Iman Rg | 7 Muharram Pura Maroof Mau | 2026/1448 |

Waaz - Abbas Masiyah new Kufa ma ek din M Murtaza bh Sidhpurwala and M Abdulqadir bh badri

Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya - Janab Ishrat Rizvi } Janab Dilawar Hasan

Ali Mohammad Rizvi | Sachay Bhai | Life Story | #nohakhawan

Nouha | Ay Fouj e Hussaini Ke Alamdar | Anjuman Shamsheer e Haidery Bareilly |Shabbedari 25 Safar 41

Sar e Abbas (as) Aata Hai || Mir Hasan Mir , Mir Qasim & Mir Jawad || Markazi IB Bab e Fatima KHI

AayateN soo gayiN khamoosh hai QuraN Zainab - Shadab Hussain, Anjuman Chashma e Kausar, Lucknow

Hussain Akela Hai | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445

Sadiyon Se Utha Rakha Hai Ghazi Ke Alam Ko | Noha Khuwan Janab Sachay Bhai #ZulfiqareHaideri

Aao Ro Leen Shah-E-Karbala Ko | Reciter |Asif Mughal | Chahlum Ka Tareekhi Kalam

"Aye Sher-e-Nayastan-e-Haider Abbas" "Zainab Aur Abbas" by Sachay Bhai at Astaana-e-Zehra - 4-24-99

Mere Ghareeb ko lakhoN ne mil ke mara hai - Haaye Hussain Pyaase Hussain - Mohtarma Sabira Kazmi

Mere Nojawa Akbar |New Noha Moharram 2026 AZEEM ABBASS

Amma Laut Ai Hoon Mai | Noha Khuwan Janab Sachay Bhai #ZulfiqareHaideri

Salaam - Abrar Hussain Fatehpuri - Yoon rafiqooN ko liye sibt e payamber (a.s) niklay

Yeh sochta hooN - Ustad Fateh Ali Khan - Nauha

Bohra’s Majlis In Karbala || Khitab:Mufaddal Saifuddin

