Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya - Janab Ishrat Rizvi } Janab Dilawar Hasan

Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya Kalaam: Janab Ishrat Rizvi Lucknowi Saheb Saheb e Bayaaz: Janab Dilawar Hasan Saheb Anjuman: Gulzar e Panjetan, Lucknow ========== Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya Chut'te hi Madina zulm hua, Ammu ne akela chod diya Bachpan se abhi tak saath rahe, darya se nahi lekin palte Jeene ka nahi ab koi maza, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya Ab kaun pilayega pani, hai kaun jo layega pani Zainab se musalsal tha shikwa, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya Hum pyaas jo apni seh jaate, kuch aur wo zinda reh jaate pani ka taqaaza aisa kiya, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya Jab godh meiN Zainab ki baithi, sajjad ke jab seene se lagi Eik saaNs may sau sau baar kaha, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya HaathoN ki lakeerein mitni lagi, ab acche Mere haalaat nahi Kismat ne diya aisa tohfa, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya Shabbir ke ghar bhar ki pyari, zindaN e sitam may jab pahunchi Jab dard utha moo se nikla, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya ZindaN e musibat meiN Ishrat*, bigdi jo Sakina ki haalat Yeh kehte huwe dam tod diya, Ammu ne akela chod diya Har dam tha Sakina ka nauha, Ammu ne akela chod diya ============ Please Comment / Like / Share / Subscribe. Download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like / follow my Official Facebook Page:   / oldnohay   #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics #PuraneNauhe

SUBHA KA TARA JHILMILATA HAI - Old Nauha From Lucknow
▶︎

SUBHA KA TARA JHILMILATA HAI - Old Nauha From Lucknow

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi
▶︎

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi

Muawiya Ki Hakoomat Mein Imam Hussain (a.s) Khamosh Kyun Rahay..? | Maulana Anwar Ali Najafi
▶︎

Muawiya Ki Hakoomat Mein Imam Hussain (a.s) Khamosh Kyun Rahay..? | Maulana Anwar Ali Najafi

Hussain Akela Hai | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445
▶︎

Hussain Akela Hai | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445

Zindan meiN Sakina ka tha nauha Mere Baba - Janab Afzal Mirza (Pape Nawab) Saheb
▶︎

Zindan meiN Sakina ka tha nauha Mere Baba - Janab Afzal Mirza (Pape Nawab) Saheb

Markazi Azadari Nishter Park | 8 Muharram 1448 | Allama Shehanshah Hussain Naqvi
▶︎

Markazi Azadari Nishter Park | 8 Muharram 1448 | Allama Shehanshah Hussain Naqvi

Abbas ghaiz meiN thay jise paa gayi nazar - Kalaam: Janab Salik Lucknowi
▶︎

Abbas ghaiz meiN thay jise paa gayi nazar - Kalaam: Janab Salik Lucknowi

🏴Thousands Join Ashura Muharram Juloos in Downtown Toronto Canada 🇨🇦 Queen's Park Procession 2026
▶︎

🏴Thousands Join Ashura Muharram Juloos in Downtown Toronto Canada 🇨🇦 Queen's Park Procession 2026

YEH KEHTI THI ZINDAN MEIN RO KE SAKEENA - Anjuman: Shamsheer e Haidery, Lucknow
▶︎

YEH KEHTI THI ZINDAN MEIN RO KE SAKEENA - Anjuman: Shamsheer e Haidery, Lucknow

6th Majlis || Moulana Syed Arif Hussain Kazmi || Irc Imambargah Karachi || Moharram 2026
▶︎

6th Majlis || Moulana Syed Arif Hussain Kazmi || Irc Imambargah Karachi || Moharram 2026

Jang Moula Hussain slwt by Allama Dr syed Zameer Akhtar naqvi
▶︎

Jang Moula Hussain slwt by Allama Dr syed Zameer Akhtar naqvi

Jab run mai Alamdaar ki shamsheer chali hai - Ali Rizvi Sachay
▶︎

Jab run mai Alamdaar ki shamsheer chali hai - Ali Rizvi Sachay

Karbala SPECIAL PODCAST with Engineer Muhammad Ali Mirza | Irshad Bhatti
▶︎

Karbala SPECIAL PODCAST with Engineer Muhammad Ali Mirza | Irshad Bhatti

NASIR ZAIDI OLD NOHA
▶︎

NASIR ZAIDI OLD NOHA

No More Scout Protocol During Majlis || Allama Syed Aqeel ul Gharavi & Moulana Arif Hussain Kazmi
▶︎

No More Scout Protocol During Majlis || Allama Syed Aqeel ul Gharavi & Moulana Arif Hussain Kazmi

Mir Anees Marsia By Allama Rasheed Turabi| Allama Rasheed Turabi| Yadgaar Marsia Mir Anees India
▶︎

Mir Anees Marsia By Allama Rasheed Turabi| Allama Rasheed Turabi| Yadgaar Marsia Mir Anees India

Mere Ghareeb ko lakhoN ne mil ke mara hai - Haaye Hussain Pyaase Hussain - Mohtarma Sabira Kazmi
▶︎

Mere Ghareeb ko lakhoN ne mil ke mara hai - Haaye Hussain Pyaase Hussain - Mohtarma Sabira Kazmi

Haye Mera Sajjad | Nadeem Sarwar | 2026 / 1448 - 47th Album
▶︎

Haye Mera Sajjad | Nadeem Sarwar | 2026 / 1448 - 47th Album

Q & A Session with Maulana Sadiq Hasan - June 22 2026 - 8th Night of Muharam
▶︎

Q & A Session with Maulana Sadiq Hasan - June 22 2026 - 8th Night of Muharam

"Aye Sher-e-Nayastan-e-Haider Abbas" "Zainab Aur Abbas" by Sachay Bhai at Astaana-e-Zehra - 4-24-99
▶︎

"Aye Sher-e-Nayastan-e-Haider Abbas" "Zainab Aur Abbas" by Sachay Bhai at Astaana-e-Zehra - 4-24-99