New Nohay 2023 | Aye Abbas Teri Zainab Beparda hai | Anjuman Sipah E Hussaini Bhanauli Sadat
New Noha 2023 | Aye Abbas Teri Zainab Beparda hai | Anjuman Sipah-e-Hussaini - Bhanauli Sadat 2023/1445 | New Noha Bibi Fatima Zahra s.a Aye Abbas Teri Zainab Beparda hai | अये अब्बास तेरी ज़ैनब बेपर्दा है | اے عبّاس تیری زینب بے پردہ ہے Poetry & Composition - Waiz Hasan Sultanpuri Recited by- Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat Organized by- Anjuman Panjatani Turabkhani, Sultanpur Posted by- Azadari Bhanauli Lyrics (Aye Abbas Teri Zainab Beparda hai) Haye Ghazi haye haye Ghazi…x2 Dukhyari Zainab ke labon par tha noha Aye Abbas teri Zainab be parda hai….x2 Le jaate hain qaid mujhe karke aada Aye Abbas teri Zainab be parda hai 1. Suraj ne jis ko na dekha be parda Usko nange sar dekhegi ab duniya Waqt ye kaisa gurbat ka mujh par aaya Aye Abbas teri Zainab be parda hai 2. Tu jab se ja kar dariya pe soya hai Saara kunba khoon ke aansu roya hai Jal gaye khaime chhin gayi chadar ghar ujda Aye Abbas teri Zainab be parda hai 3. Jis ke aththara bhai the wo khwahar Qaidi ban kar khati hai dar dar thokar Mujhko moqaddar ne kar daala hai tanha Aye Abbas teri Zainab be parda hai 4. Qatl huye mere bete aur sab bhai Haye mujhe taqdeer kaha lekar aayi Kaun kare imdad nhi koi apna Aye Abbas teri Zainab be parda hai 5 Jab se suna hai aane wala hai bazar Dard ke chalti hai mere dil par talwar Waqt hai teri bahna ke mar jane ka Aye Abbas teri Zainab be parda hai 6. Dil mera ghabrata hai kya hoga ab Bazaron se kaise guzregi Zainab Charon janib na mahram majma hoga Aye Abbas teri Zainab be parda hai 7. Mai ek din jis kufe ki shahzadi thi Jaati hun us shaher me ban karke qaidi Aye Ghazi ab phat jayega dil mera Aye Abbas teri Zainab be parda hai 8. Ek jaisi hai maa aur beti ki gurbat Dono ko darbar talak layi qismat Farq hai itna parde me thi maa Zahra Aye Abbas teri Zainab be parda hai 9. Aye Waiz ek hashr ka manzar tha us dam Roke Ali ye kahti thi Zainab jis dam Sar h khula balon se chhupaya h chehra Aye Abbas teri Zainab pe parda hai Access:- Aye Abbas Teri Zainab Beparda hai, New noha 2023, bhanauli noha, bhanauli azadari, anjuman bhanauli, bhanauli sadat 2023, live noha noha bhanauli, Bhanauli sadat nohay, anjuman sipahe hussaini nohay, bhanoli sadat new nauha, azadari bhanauli, haider raza, zuhair qain, anjuman sipahe hussaini bhanauli sadat, turabkhani 2023 noha, juloos e biswan turabkhani sultanpur Hashtag:- #newnoha2023 #azadaribhanauli #noha2023 #anjumansipahehussainibhanaulisadat ►Social Media:- Subscribe : / azadaribhanauli Want to chat? Hit me up on social media! Instagram: / iamrizvi Facebook: / bhanaulisadat Instagram: / azadaribhanauli

Chehlum Baradar Ka | Anjuman Sipah E Hussaini Bhanauli Sadat | 16 Safar Shivli Azamgarh 2024

Tha Qasim Ke Lashe Pe Kubra | 13 Muharram Shabbedari Chitora Sadat Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli

Haye Qaidan Ch Ro Ro Ke Sakina Mar Gayi Aey Noha Anjuman e Guldasta e Jaffria

New Nohay 2023 | Ali Mohammad Sultanpuri Nohay 2023 | Aye Abbas Teri Zainab | Muharram Nohay 2023

Ab Bhi Ati Hai Sakina Ki Sadayen Logon

New Noha 2023 l Shimr Ne Khak Pe Dikhla Ke Jo Phenka Pani l Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

Chehlum Baradar ka Bahot Nazdeek hai | New Nauha 2020 | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Shabih Abbas Arfi Nohay 2022 Ab Na Ayega Laut Kar Akbar | 29 Muharram Muzaffarnagar @MehdiChannel

New Noha 2024 | Kat Raha hai Baap ka Gala | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Shimr ne khak pe dikhla ke jo fenka pani | noha | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli sadat |

13 Muharram Shabbedari Chitora Sadat | Kon Aya Tha Faraat Pe | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli

Turbat pe Sakina ki Sajjad ka Nauha tha | Anjuman Sipah-e-Hussaini - Bhanauli Sadat | New Nauha 2019

Hik Raat Da Mehman | Zawar Nohakhwan | Zakir Ali Ahmed Joiya | Nohay 2023 - 2024 | Mukhtar Sheedi

AMMA'N LAHOO LUHAAN CHAMAN DEKHNE CHLO | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2024 | #CHAWANPUR

Lash Ghazi ki Pari hai ~ Zawar Ali Raza Noshi | Guldasta e Jafferia | New Noha Mola Abbas as

Mujhse ab khaak pe soya nahi jata bhaiyya | 19 Muharram Sinjhauli Akbarpur | Anjuman Faroghe aza

Naujawan Bete Ke Mar Jane ke Baad | New Noha 2026 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2026

Noha Nana Akbar Nahi Aya | Gham Zainab Chakwal Party | Hussaini Daira Jhaliyari | Salar Anayat Kazmi

New Nauha । Hai bachpan magar dikh rahi hai zaeefa । Anjuman sipahe hussaini bhanauli sultanpur ।

Tu Na Aya Ghazi (as) | Mir Hasan Mir | Mir Qasim Mir

Mere Kadiyal Jawan Bete Ne Tera Kya Bigada Tha | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat Sultanpur

