New Nohay 2023 | Ali Mohammad Sultanpuri Nohay 2023 | Aye Abbas Teri Zainab | Muharram Nohay 2023

New Nohay 2023 | Ali Mohammad Sultanpuri Nohay 2023 | Aye Abbas Teri Zainab | Muharram Nohay 2023 | Noha Mola Abbas 2023 Subscribe - 𝐀𝐥𝐢 𝐌𝐨𝐡𝐚𝐦𝐦𝐚𝐝 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥 𝐋𝐢𝐧𝐤    / @alimohammadsultanpuri   🔔𝐒𝐭𝐚𝐲 𝐔𝐩𝐝𝐚𝐭𝐞 Title - Aye Abbas Teri Zainab Be Parda Hai | New Noha 2023 Recited by | Ali Mohammad Sultanpuri Poet & Composition | Waiz Hasan sultanpuri Vocals | AMU Audio | ODS Chorus | Rizwan Mirza Edit & creatives | Azmat Hyder Video - ‪@AzadariChittora‬ Lyrics :- Haye Ghazi haye haye Ghazi…2 Dukhyari Zainab ke labon par tha noha Aye Abbas teri Zainab be parda hai….2 Le jaate hain qaid mujhe karke aada Aye Abbas teri Zainab be parda hai 1..Suraj ne jis ko na dekha be parda Usko nange sar dekhegi ab duniya Waqt ye kaisa gurbat ka mujh par aaya Aye Abbas teri Zainab be parda hai 2..Tu jab se ja kar dariya pe soya hai Saara kunba khoon ke aansu roya hai Jal gaye khaime chhin gayi chadar ghar ujda Aye Abbas teri Zainab be parda hai 3..Jis ke aththara bhai the wo khwahar Qaidi ban kar khati hai dar dar thokar Mujhko moqaddar ne kar daala hai tanha Aye Abbas teri Zainab be parda hai 4..Qatl huye mere bete aur sab bhai Haye mujhe taqdeer kaha lekar aayi Kaun kare imdad nhi koi apna Aye Abbas teri Zainab be parda hai 5..Jab se suna hai aane wala hai bazar Dard ke chalti hai mere dil par talwar Waqt hai teri bahna ke mar jane ka Aye Abbas teri Zainab be parda hai 6..Dil mera ghabrata hai kya hoga ab Bazaron se kaise guzregi Zainab Charon janib na mahram majma hoga Aye Abbas teri Zainab be parda hai 7..Mai ek din jis kufe ki shahzadi thi Jaati hun us shaher me ban karke qaidi Aye Ghazi ab phat jayega dil mera Aye Abbas teri Zainab be parda hai 8..ek jaisi hai maa aur beti ki gurbat Dono ko darbar talak layi qismat Farq hai itna parde me thi maa Zahra Aye Abbas teri Zainab be parda hai 9..Aye Waiz ek hashr ka manzar tha us dam Roke Ali ye kahti thi Zainab jis dam Sar h khula balon se chhupaya h chehra Aye Abbas teri Zainab pe parda hai 𝗦𝗼𝗰𝗶𝗮𝗹 𝗠𝗲𝗱𝗶𝗮:- 𝗦𝘂𝗯𝘀𝗰𝗿𝗶𝗯𝗲 𝗬𝗼𝘂𝘁𝘂𝗯𝗲 𝗖𝗵𝗮𝗻𝗻𝗲𝗹    / @alimohammadsultanpuri   𝗙𝗼𝗹𝗹𝗼𝘄 𝗼𝗻 𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 Instagram:   / alimohammadoffical   𝗙𝗼𝗹𝗹𝗼𝘄 𝗼𝗻 𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 Facebook:   / alimohammadsultanpuri