Skinny Pant Aur Genzzz Collage!!! 😭😩

toh yarr ye kya hogya me aaj jaldi college kyoo chala gaya wo bhi bina kuch liye aur haa bhai ye meri hostel walo ko koi kuch bolo yarrr kabhi light nai hoti kabhi pani nai hota aur wo bhi 1 2 din tak aur haa yahan koi bhi sim ka network nai chal rha kya hoga.. agar kya hum log wahan he hote jahan pehle thhe toh esa hota kyaaa!!!??? #youtube #vlog #strugglelife #explore