New Noha 2025 | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

Nohay 2025 | Bibi Sakina & Imam Hussain a.s | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Anjuman Sipahe Hussaini, Bhanauli Sadat Noha 2025 | Masayeb Bibi Sakina s.a & Imam Husain a.s | Shahadat Bibi Sakina Noha 2025 | Ayyame Aza Noha 2025 | New Noha 2025 Kalam Credits :- ►Title | Mazlooma Beti Mazloom Baba ►Recited | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat ►Poetry & Composition | Nadeem Sultanpuri Lyrics (Hindi) हाय सकीना, हाय हुसैन हाय सकीना, हाय हुसैन 1. बाबा के गले पर चलता था खंजर कुछ दूर खड़ी थी मासूमा दुखतर थी बाप की ज़ुल्फ़ें हाथों में लईं के और देख रही थी दुखिया ये मंज़र 2. ग़ुरबत का किसी पर ये वक़्त न आये अल्लाह किसी को ये दिन न दिखाये ये ज़ुल्म न देखें बेटी की निगाहें एक बाप तमाचे दुश्मन से खाये 3. बच्ची पे क़यामत का था वो लम्हा रोई है तड़प कर उस दम मासूमा दिखला के कटा सर जब बोला ज़ालिम पहचान यही है क्या तेरा बाबा 4. नज़रों में अंधेरा बच्ची के छाया जब शिम्रे सितमगर सर काट के लाया और उस दुखिया की नज़रों के आगे सर उसके पदर का नैज़े पे चढ़ाया 5. डर से सहमी हुई, मायूस खड़ी थी दुखिया बाप के सर की तरफ़, कर के निगाहें अपनी उसको मलऊन ने जब, पहला तमाचा मारा बंद कर लीं शह-ए-मज़लूम ने आंखें अपनी 6. बेटी ने तड़प कर बाबा को पुकारा जब दिल पे चला है ये ज़ुल्म का आरा ख़ू जिसपे लगा था दुखिया के पदर का बच्ची को लईं ने, उस हाथ से मारा 7. रोए हैं शहे दीं नैज़े पे तड़प कर लाया है रसन जब बे-रहम सितमगर बिन्ते सरवर के नन्हे से गले को बेदर्द ने बांधा रस्सी से जकड़ कर 8. ग़ुर्बत की नदीम इस दुखिया पे घड़ी थी सरवर की यतीमा हैरान खड़ी थी आदा के लाशे दफनाते थे दुश्मन लाश उसके पदर की बेगोर पड़ी थी मज़लूमा बेटी मज़लूम बाबा मज़लूमा बेटी मज़लूम बाबा तमाम शुद Lyrics :- Haaye Sakina, Haaye Hussain Haaye Sakina, Haaye Hussain 1. Baba ke gale par chalta tha khanjar Kuch door khadi thi masooma dukhtar Thi baap ki zulfein haathon mein lai'n ke Aur dekh rahi thi dukhiya yeh manzar 2. Ghurbat ka kisi par yeh waqt na aaye Allah kisi ko yeh din na dikhaye Yeh zulm na dekhein beti ki nigaahen Ek baap tamaache dushman se khaye 3. Bacchi pe qayaamat ka tha woh lamha Royi hai tadap kar us dam maasooma Dikhla ke kata sar jab bola zaalim Pehchaan yahi hai kya tera baba? 4. Nazron mein andhera bacchi ke chhaya Jab Shimr-e-sitamgar sar kaat ke laaya Aur us dukhiya ki nazron ke aage Sar uske padar ka naize pe chadhaya 5. Dar se sahmi hui, mayoos khadi thi dukhiya Baap ke sar ki taraf, kar ke nigaahen apni Usko maloon ne jab, pehla tamaacha maara Band kar lein Shah-e-Mazloom ne aankhen apni 6. Beti ne tadap kar baba ko pukaara Jab dil pe chala hai yeh zulm ka aara Khoon jispe laga tha dukhiya ke padar ka Bacchi ko lai ne, us haath se maara 7. Roye hain Shahe Deen naize pe tadap kar Laaya hai rasan jab be-rahm sitamgar Binte Sarwar ke nanhe se gale ko Be-dard ne baandha rassi se jakad kar 8. Ghurbat ki Nadeem iss dukhiya pe ghadi thi Sarwar ki yateema hairaan khadi thi Aada ke laashe dafnate the dushman Laash uske padar ki begor padi thi Mazlooma beti, Mazloom baba Mazlooma beti, Mazloom baba Tamam Shud ►Social Media:- Subscribe :    / azadaribhanauli   Facebook:   / bhanaulisadat   Instagram:   / azadaribhanauli   Hit me up on social media! Instagram:   / shiagraphic.in  

AMMA'N LAHOO LUHAAN CHAMAN DEKHNE CHLO | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2024 | #CHAWANPUR
▶︎

AMMA'N LAHOO LUHAAN CHAMAN DEKHNE CHLO | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2024 | #CHAWANPUR

New Noha Bibi Sakina 2025 | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Abutalib Sultanpuri Nohay 2025
▶︎

New Noha Bibi Sakina 2025 | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Abutalib Sultanpuri Nohay 2025

Mazlooma Beti Mazloom Baba | Noha Shahadat Bibi Sakina 2025 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat
▶︎

Mazlooma Beti Mazloom Baba | Noha Shahadat Bibi Sakina 2025 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

HAI LAY NE MAZLOOM BABA || ALI ABBAS || NOHAY 2025-1447 ||
▶︎

HAI LAY NE MAZLOOM BABA || ALI ABBAS || NOHAY 2025-1447 ||

New Nauha । Hai bachpan magar dikh rahi hai zaeefa । Anjuman sipahe hussaini bhanauli sultanpur ।
▶︎

New Nauha । Hai bachpan magar dikh rahi hai zaeefa । Anjuman sipahe hussaini bhanauli sultanpur ।

Shimr Ne Khak Pe Dikhla Ke Jo Phenka | Sipahe Hussaini Bhanauli 2023 | Juloos E Biswan Turabkhani
▶︎

Shimr Ne Khak Pe Dikhla Ke Jo Phenka | Sipahe Hussaini Bhanauli 2023 | Juloos E Biswan Turabkhani

New Noha 2025 | Wa Hussaina | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat | Muharram 2025
▶︎

New Noha 2025 | Wa Hussaina | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat | Muharram 2025

Sakina Ki Turbat Pe Mahshar Bapa Hai | Anjuman Zeenatul Aza Amhat Sultanpur | 8 Rabiul Awwal Amhat
▶︎

Sakina Ki Turbat Pe Mahshar Bapa Hai | Anjuman Zeenatul Aza Amhat Sultanpur | 8 Rabiul Awwal Amhat

SARWAR KO MARNA HAI TO AKBAR KO MAR DO | Shabih Abbas Arfi Nohay 2025 | 13 Muharram 2025 Buknala
▶︎

SARWAR KO MARNA HAI TO AKBAR KO MAR DO | Shabih Abbas Arfi Nohay 2025 | 13 Muharram 2025 Buknala

Anjuman Abbasiya Nimauli | Mere Akbar Ke Sine Main | 18th Safar 2024 | Bhadarsa Faizabad
▶︎

Anjuman Abbasiya Nimauli | Mere Akbar Ke Sine Main | 18th Safar 2024 | Bhadarsa Faizabad

Me Mazlooma Hun Me Fatema Hun | Ayyame Fatima Noha 2024 | Anjuman Sipah E Hussaini Bhanauli | JAUPUR
▶︎

Me Mazlooma Hun Me Fatema Hun | Ayyame Fatima Noha 2024 | Anjuman Sipah E Hussaini Bhanauli | JAUPUR

Naujawan Bete Ke Mar Jane ke Baad | New Noha 2026 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2026
▶︎

Naujawan Bete Ke Mar Jane ke Baad | New Noha 2026 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2026

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haidariya Maniyarpur 2025 (#TURABKHANI)
▶︎

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haidariya Maniyarpur 2025 (#TURABKHANI)

NEEND AAYI NA RABAB KO ASGHAR KI YAAD ME | 15 Safar 2025 Sultanpur | Anjuman Asgharia Qadeem Amhat
▶︎

NEEND AAYI NA RABAB KO ASGHAR KI YAAD ME | 15 Safar 2025 Sultanpur | Anjuman Asgharia Qadeem Amhat

New Noha 2024 | Kat Raha hai Baap ka Gala | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat
▶︎

New Noha 2024 | Kat Raha hai Baap ka Gala | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Amma Lahu Luhan Chaman Dekhne Chalo | New Noha 2024 I Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat
▶︎

Amma Lahu Luhan Chaman Dekhne Chalo | New Noha 2024 I Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

Azmaton ki malika bazar me hamza ali
▶︎

Azmaton ki malika bazar me hamza ali

Sabr Sakeena ko de khuda, Anjuman Sipah e Hussaini, Bhanauli Sadat,
▶︎

Sabr Sakeena ko de khuda, Anjuman Sipah e Hussaini, Bhanauli Sadat,

Ae Ghairat e Maryam Tera Bazar Main Jana - Chakwal Party - Qom Iran - 26 December 2022 #subscribe
▶︎

Ae Ghairat e Maryam Tera Bazar Main Jana - Chakwal Party - Qom Iran - 26 December 2022 #subscribe

Aaya Hai Alam Khoon Me Dooba Dariya Se Alamdar Na Aaya Noha 2025 | Anjuman Masoomiya Noorpur
▶︎

Aaya Hai Alam Khoon Me Dooba Dariya Se Alamdar Na Aaya Noha 2025 | Anjuman Masoomiya Noorpur