New Noha Bibi Sakina 2025 | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Abutalib Sultanpuri Nohay 2025
Nohay 2025 | Bibi Sakina & Imam Hussain a.s | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Abutalib Sultanpuri Noha 2025 | Masayeb Bibi Sakina s.a & Imam Husain a.s | Shahadat Bibi Saikina Noha 2025 | Ayyame Aza Noha 2025 | New Noha 2025 Abutalib Sultanpuri Nohay 2025 | Mazlooma Beti Mazloom Baba Noha by Abutalib Sultanpuri | Abutalib Sultanpuri Muharram Nohay 2025 | A heart-touching noha of Bibi Sakina Sakina s.a & Imam Hussain a.s "The Tragedy of a Father and Daughter – Imam Hussain (a.s.) & Bibi Sakina (s.a.)" This noha captures the deep sorrow of Imam Hussain (a.s.) and his young daughter Bibi Sakina (s.a.) during the tragedy of Karbala. It reflects the pain of a father who gave everything for Islam, and the suffering of a child who witnessed the brutal martyrdom of her family. Thirsty, frightened, and orphaned, Sakina endured unbearable cruelty from the burning tents to the prison of Shaam while longing for her father, only to receive his severed head. This noha is a tribute to their shared pain, love, and sacrifice that continues to echo through time. Kalam Credits :- ►Title | Mazlooma Beti Mazloom Baba ►Reciter | Abutalib Sultanpuri ►Poetry & Composition | Nadeem Sultanpuri Audio Credits :- ►Audio Recording | HDS 14 ►Audio Mix & Master | HDS Studio - Lucknow Video & Graphics Credits :- ► Edit | Aizan Aarfi ► Video | Aza Graphic ► Graphic | Syed Abbas Raza - / shiagraphic.in ►Occasion | Shahadat Bibi Sakina s.a | 10 Safar Noha 2025 | Bibi Sakina Shahadat Noha 2025 ►Related | Bibi Sakina s.a aur Imam Hussain a.s ki musibat Lyrics (Hindi) हाय सकीना, हाय हुसैन हाय सकीना, हाय हुसैन 1. बाबा के गले पर चलता था खंजर कुछ दूर खड़ी थी मासूमा दुखतर थी बाप की ज़ुल्फ़ें हाथों में लईं के और देख रही थी दुखिया ये मंज़र 2. ग़ुरबत का किसी पर ये वक़्त न आये अल्लाह किसी को ये दिन न दिखाये ये ज़ुल्म न देखें बेटी की निगाहें एक बाप तमाचे दुश्मन से खाये 3. बच्ची पे क़यामत का था वो लम्हा रोई है तड़प कर उस दम मासूमा दिखला के कटा सर जब बोला ज़ालिम पहचान यही है क्या तेरा बाबा 4. नज़रों में अंधेरा बच्ची के छाया जब शिम्रे सितमगर सर काट के लाया और उस दुखिया की नज़रों के आगे सर उसके पदर का नैज़े पे चढ़ाया 5. डर से सहमी हुई, मायूस खड़ी थी दुखिया बाप के सर की तरफ़, कर के निगाहें अपनी उसको मलऊन ने जब, पहला तमाचा मारा बंद कर लीं शह-ए-मज़लूम ने आंखें अपनी 6. बेटी ने तड़प कर बाबा को पुकारा जब दिल पे चला है ये ज़ुल्म का आरा ख़ू जिसपे लगा था दुखिया के पदर का बच्ची को लईं ने, उस हाथ से मारा 7. रोए हैं शहे दीं नैज़े पे तड़प कर लाया है रसन जब बे-रहम सितमगर बिन्ते सरवर के नन्हे से गले को बेदर्द ने बांधा रस्सी से जकड़ कर 8. ग़ुर्बत की नदीम इस दुखिया पे घड़ी थी सरवर की यतीमा हैरान खड़ी थी आदा के लाशे दफनाते थे दुश्मन लाश उसके पदर की बेगोर पड़ी थी मज़लूमा बेटी मज़लूम बाबा मज़लूमा बेटी मज़लूम बाबा तमाम शुद Lyrics :- Haaye Sakina, Haaye Hussain Haaye Sakina, Haaye Hussain 1. Baba ke gale par chalta tha khanjar Kuch door khadi thi masooma dukhtar Thi baap ki zulfein haathon mein lai'n ke Aur dekh rahi thi dukhiya yeh manzar 2. Ghurbat ka kisi par yeh waqt na aaye Allah kisi ko yeh din na dikhaye Yeh zulm na dekhein beti ki nigaahen Ek baap tamaache dushman se khaye 3. Bacchi pe qayaamat ka tha woh lamha Royi hai tadap kar us dam maasooma Dikhla ke kata sar jab bola zaalim Pehchaan yahi hai kya tera baba? 4. Nazron mein andhera bacchi ke chhaya Jab Shimr-e-sitamgar sar kaat ke laaya Aur us dukhiya ki nazron ke aage Sar uske padar ka naize pe chadhaya 5. Dar se sahmi hui, mayoos khadi thi dukhiya Baap ke sar ki taraf, kar ke nigaahen apni Usko maloon ne jab, pehla tamaacha maara Band kar lein Shah-e-Mazloom ne aankhen apni 6. Beti ne tadap kar baba ko pukaara Jab dil pe chala hai yeh zulm ka aara Khoon jispe laga tha dukhiya ke padar ka Bacchi ko lai ne, us haath se maara 7. Roye hain Shahe Deen naize pe tadap kar Laaya hai rasan jab be-rahm sitamgar Binte Sarwar ke nanhe se gale ko Be-dard ne baandha rassi se jakad kar 8. Ghurbat ki Nadeem iss dukhiya pe ghadi thi Sarwar ki yateema hairaan khadi thi Aada ke laashe dafnate the dushman Laash uske padar ki begor padi thi Mazlooma beti, Mazloom baba Mazlooma beti, Mazloom baba Tamam Shud ►Social Media:- Subscribe : / azadaribhanauli Facebook: / bhanaulisadat Instagram: / azadaribhanauli Hit me up on social media! Instagram: / shiagraphic.in #Nohay2025 #Muharram2025 #AbutalibSultanpuriNoha #mazloomabeti #mazloombaba #AbutalibSultanpuri #Nohay2025 #muharram2025 #MuharramNohay #10safarnoha #isteqbalemahemoharram #AzadariBhanauli

BOHOT ROI SAKINA | Shabih Abbas Arfi Noahy 2025

Shabbir Hai Peeri Hai | New Noha 2026 | Anjuman E Haidariya Maniyarpur Sultanpur

New Noha 2025 | Mazlooma Beti Mazloom Baba | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

Noha Shahadat Muslim ibne Aqeel 2025 | Be Watan Muslim | Abutalib Sultanpuri Nohay 2025

Sabr sakina ko de khuda kat rha h baap ka gala || anjumane sipahe hussaini || bhanauli sadat ||

New Noha 2026 | Aya Sare Husain jo | Ayaz Husain | Noha bibi Sakina | Moharram 2026-1448H New Nohay

Majlis Sham e Ghariban | Maulana Syed Arif Hussain Kazmi

Azmaton ki malika bazar me hamza ali

Karbala SPECIAL PODCAST with Engineer Muhammad Ali Mirza | Irshad Bhatti

Kaise Mai Sakina Ke Janaze Ko Uthaoon | Yaume Syed e Sajjad 2025 | Ghuncha e Mazloomia Faizabad

Bibi Sakina Noha 2024 | Dare Zindan Par Koi Masooma | Shabih Abbas Arfi Nohay 2024 | New Nohay 2024

Kahan Le Chali Maut Dulha Bana Ke | Anjuman Haideriya Maniyarpur Sultanpur | Turabkhani Sultanpur

Matam karlo hussain ka logo noha

Podcast - Pegham e Karbala - Ustad Syed Jawad Naqvi with Rehan Tariq

Hay Sakina Meri Haye Sakina | Shanawar Rizvi Sultanpuri | Bibi Sakina New Noha 2025 | #Jaipur 2025

Nohay 2020 | Laila Duain Kijiye Jeeta Rahay Akbar | Syed Raza Abbas Zaidi Noha 2020 | New Noha 2020

Naya Noha 2024 | Sakina ko Itna Sataya Gaya Hai | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Masaib Maula Hussain Aur Bibi Sakina | Maula Hussain Ki Rukhsati | Maulana Mohammad Mehdi Azamgarh

