10-Oct-2016 Khyam Jal chukay Abbas ab tau aa Jao - Ashraf Abbas Saheb
Ye kali raat, ye tanhaee, kya kare Zainab Sabhi chalay gaye awaz de kisay Zainab Ye chatay ho yahan nangay sar phiray Zainab Yahan se sham talak nangay ser phiray Zainab Khuda ke wastay kuch der ko tau aa Jao Khyam Jal chukay, Abbas ab tau aa Jao Ajeeb raat hai sab log sehmay jaatay hain Dikha ke naizay shaki bachon ko daratay hain Kabhi jo sharm se cheron ko hum chupatay hain Tau Tazyane ye zalim hamain lagatey hain Laeen gairay hain bhaya inhain hata jao Khyam Jal chukay, Abbas ab tau aa Jao Hamara saath agar nagawar hai bhaya Ye bebasi nigaho dil pe bar hai bhaya Taraee se tumhain itna hi piyar hai bhaiya Tau lot jaana tumhain iktiyar hai bhaiya Zara see der ko aa kar hamain bhitha jao Khyam Jal chukay Abbas ab tau aa Jao Suno Sakina bulati hai tum ko ror ro kar Bara bharosa tha bachi ko apnay amoo par Wo durray khati rahi aur huee na tum ko khabar Laeen le gaye kano se cheen kar gohar Wo tum se rooth gaee hai usay mana Jao Khyam Jal chukay Abbas ab tau aa Jao Tumhari bewa wo bhaithi hai sar jukhaye huway Rida tau chin gaee balon se mun chupaye huwaya Jo aag dil mein lagi hai usay dhabaey huwaey Tumhare bachon ko dil se magar lagaey huwaey Yateem kaisay palein gay usay bata jao Khyam Jal chukay, Abbas ab tau aa Jao Salam recited by Ashraf Abbas Saheb in 8th Moharram majlis at residence of Marhoom Syed Ali Muttaqi Jafry Saheb, in Karachi

Karbala Ho Chuki Tayyar Taqaddam Waladi | Muharram 2021 | Ashraf Abbas

Salam Janab Ashraf Abbas Kalam Josh Malihabadi

Izzat Lakhnawi mersia Zainab ne kaha baap kay qadmoan say lipat kar, Ab Aaye ho Baba

"Aye Sher-e-Nayastan-e-Haider Abbas" "Zainab Aur Abbas" by Sachay Bhai at Astaana-e-Zehra - 4-24-99

Tere Khaimay Ka Diya | Syed Zair Naqvi | Syed Zaire Naqvi | Jashan-E-Masoomen s.w.t |15 Shaban 1443

Salam e Akhir Nasir Jahan Pakistan

Abbas Rizvi | Khayam Jal Chuke Abbas Ab Toh Ajao | Toronto 1990

Mukhtar Hussain Fatehpuri | Ek Baar aur Mujhe | Destination Karbala (7) | ZAN HD TV

Nasir Jehan - Musafiron Ko Madina Salam Kahta Hai

Salaam: Karbala Ho Chuki Tayyar -- Ashraf Abbas

Ghabraye Gi Zainab- Nasir Jahan

Ashraf Abbas-14 sadiyaaN beet gayeeN SHABBEER ka charcha baaqi hai !!

eezabre dashtay nainawa Ameer e Lashkare Hussain - Ali Rizvi Sachay

Allama Asif Raza Alvi | Zilhaj 2026 | Hussania Bradford Uk | Latest Majlis e Aza

Zindan Se Chut Kar Jo Watan Jaiyo Zainab | Ashraf Abbas

Powerful Tasbeeh for Immediate Help ✨ Quick Relief for Your Needs | Shia Islamic Wazifa

Beti Ali ki Turbat e Zehra Par aayi hai

udhar lakhon ka lashkar hai, idhar Sarwar akele hai - Ali Rizvi Sachay

Khayam Jal Chuke Abbas | 8th Muharram | Ashraf Abbas

