Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do - Nauha by Anjuman Garoh e Hussain, Lucknow
Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Poet: Janab Suroor Lucknowi Recited by: Anjuman Garoh e Hussain - Lucknow ========================= Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Main bedayar hoon Bhaiyya, Mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Mera khayaal karo main aseer hootin hoon Main aaj rah gaye tanah, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Tumhare baad bohut zulm dhaye aada ne Main thak gayi hoon, zara sa mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Na sar pe Baap ka saaya, na Maa, na Bhai Hasan Tum hi ho mera sahara, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Samajh mein kuch nahin aata ke kya karoon aakhir Tadap rahi hai Sakeena, Mujhe Sahara do. Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Tumhe kubool na the mere aakh mein aasoo Bani hoon kab se sarafa, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Yateem bachchey hain, raande hain, sar chupaoon kahan Bichha hai aag ka darya, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Tumhare khoon mein Mushkil kushaiye shamil hai Bahen ki baat hai Bhaiyya, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Yeh jaante hue majboor hoon akeli hoon Taras na khaye gi duniya mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Ghamon ke bojh se saasen bhi ladkhadane kagi Safar tamaam hai mera, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do Suroor* laash e besar tadap gaya ran mein Sada jab aaye ke bhaiya, mujhe sahara do Bahen ne ro ke pukara,mujhe sahara do ===== Please Comment / Like / Share / Subscribe. You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like my Official Facebook Page : / oldnohay #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics

Maut aai aur Ali Asghar ko behla le gai - Old Nauha from Lucknow - Anjuman Garoh e Hussain

Kah rahe thay yeh Sarwar khat likha hai Sughra ne - Old Nauha from Lucknow

مجلس عزاء قديم . حسين فخري

NA POCHYE K KYA HUSSAIN HEN ||Last recording in Chicago|| AMJAD FREED SABRI

Jab Karbala Ki Simt Barha Haq Ka Rehnuma | Noha Khuwan Janab Sachay Bhai #ZulfiqareHaideri

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi

Haye Haye Ali Akbar (With Lyrics) | Mir Hasan Mir

Haram ko Kushtey e Khanjar ki yaad aaye gi - Old Nauha from Lucknow by Janab Sultan Suroor Lucknowi

Aashoor ko jalte khaimo may - Raunak-e-deen-e-Islam

Noha | Meri Tarah Mere Baba Koi Yateem Na Ho | Rehan Jalalpuri Noha | 2 Safar 2020 Jafrabad Jalalpur

Tha Sughra Ka Nala Bohat Din Huey - Old Nauha from Lucknow - Janab Sultan Suroor Lucknowi

Aaram Kahan - Nasir Zaidi | Nohay 1989 | Old Nohay | Bibi Zainab Noha 2020

Nadeem Sarwar - Bhaiya Mujhe Bhool Na Jana 1999

Tumhara Gham Rahay Zinda Hamesha Karbala Walo | Heart Touching Noha | Imam Hussain A.S | Muharram

Khat men yeh Sughra ne likha kya hua - Old Nauha from Lucknow - Anjuman Garoh e Hussain

Sadiq Hussain (Chajjan Sahab) Anjuman Abdia Kazmia

Nohay 2020 | Laila Duain Kijiye Jeeta Rahay Akbar | Syed Raza Abbas Zaidi Noha 2020 | New Noha 2020
![Aza Do Akbar Sahar hui hai [Adopt 1885] Anjuman:- Sajjadia Lucknow](https://i.ytimg.com/vi/JIwRxcuzFlQ/hq720.jpg?sqp=-oaymwEbCNAFEJQDSFryq4qpAw0IARUAAIhCGAG4AvcY&rs=AOn4CLClmR49Iv4mjrRldI0oINIZq_Uefw&usqp=CCc)
Aza Do Akbar Sahar hui hai [Adopt 1885] Anjuman:- Sajjadia Lucknow

Azad Parindo Se Keh Do | Noha Arzoo Jalalpuri | #SULTANPUR 2019

