Attaullah Khan Song तेरे बिना दिल मेरा | Superhit Sad Song | Dard Bhare Geet
Presenting Evergreen Sad Song 'Tere Bina DIl Mera Ek Pal Bhi Nahi Lagta' Gham-E-Dil' by Attaullah Khan. Subscribe our channel to listen more songs by Attaullah Khan. Song : Tere Bina DIl Mera Ek Pal Bhi Nahi Lagta Singer : Attaullah Khan Label : Nupur Audio Zakhm Ke Phool Chuna Karte Hai Anganayee Me Hum Tujhe Yaad Kiya Karte Hai Tanhai Mein Shukriya Tera Ada Kaise Karu Main Jafar Naam Tera Bhi Hai Shamil Meri Ruswayee Mein Tere Bina Dil Mera Ek Pal Bhi Nahi Lagta Aa Jaa O Harzayi Gham Mera Nahi Ghatata Aa Jaa O Harzayi Gham Mera Nahi Ghatata Kaise Katu Katti Nahi Hai Gham Ki Ye Kali Rate Kaise Katu Katti Nahi Hai Gham Ki Ye Kali Rate Yad Mujhe Hai Aaj Bhi Jalim Teri Yade Bahta Meri Ankho Ka Ye Dariya Nahi Thamta Aa Jaa .. Rahe Wafa Mein Dard Ke Hatho Aise Mujhe Majbur Na Kar Rahe Wafa Mein Dard Ke Hatho Aise Mujhe Majbur Na Kar Dekh Mujhe Tu Nazro Se Apni Dur Na Kar Jiwan Ka Safar Tanha Ab Mujhse Nahi Katata Aa Jaa... Hadse Kya Kya Tumhari Berukhi Se Ho Gaye Sari Duniya Ke Liye Hum Ajnabi Se Ho Gaye Kuch Tumhari Gesuon Ki Barhami Ne Kar Diye Kuch Andhere Mere Ghar Me Roshni Se Ho Gaye Dekh Main Dil Ke Jakhamo Ki Is Aag Mein Jalta Rahta Hu Dekh Main Dil Ke Jakhamo Ki Is Aag Mein Jalta Rahta Hu Bhid Me Gham Ki Tanha Chalta Rahta Hu Badal Ye Jafao Ka Mere Sar Se Nahi Chatata Aa Jaa .. Dil Ki Har Ek Aarju Aakhir Aahon Se Do Char Hui Hasti Basti Duniya Bhi Mismar Hui Mujhse To Judai Ka Ye Daag Nahi Mitata Aa Jaa O Harzayi Gham Mera Nahi Ghatata. Khoj Mein Teri Dar Dar Bhataku Tere Milan Ki Aas Liye Did Ko Teri Tak Tak Haroon Pyas Liye Jafar Se Tere Tufaan Ashokon Ka Nahi Thamta Aaja O Harjai…. तेरे बिना दिल मेरा एक पल भी by अत्ताउल्लाह खान ज़ख्म के फूल चुना करते है अंगनाई में हम तुझे याद किया करते है तन्हाई में शुक्रिया तेरा अदा कैसे करू मैं जफ़र नाम तेरा भी हे शामिल मेरी रुस्वाई में तेरे बिना दिल मेरा एक पल भी नहीं लगता आजा ओ.. तेरे बिना दिल मेरा एक पल भी नहीं लगता आजा ओ.. कैसे काटू कटती नहीं है ग़म की ये काली राते कैसे कटु कटती नहीं हे ग़म की ये काली राते याद मुझे हे आज भी जालिम तेरी यादें बहता मेरी आँखों का ये दरिया नहीं थमता आजा ओ .. राहे वफ़ा में दर्द के हाथो ऐसे मुझे मजबूर ना कर रहे वफ़ा में दर्द के हाथो ऐसे मुझे मजबूर ना कर देख मुझे तू नज़रो से अपनी दूर ना कर जीवन का सफर तन्हा अब मुझसे नहीं कटता आजा ओ.. हादसे क्या क्या तुम्हारी बेरुखी से हो गए सारी दुनिया के लिए हम अजनबी से हो गए कुछ तुम्हारी गेसुओं की बरहमी ने कर दिए कुछ अँधेरे मेरे घर में रोशनी से हो गए देख मैं दिल के जख्मों की इस आग में जलता रेहता हु देख मैं दिल के जख्मों की इस आग में जलता रहता हु भीड़ में ग़म की तन्हा चलता रहता हु बादल ये जफ़ाओ का मेरे सर से नहीं छटता आजा ओ .. दिल की हर एक आरजू आखिर आहों से दो चार हुई हसती बसती दुनिया भी मिस्मार हुई मुझसे तो जुदाई का ये दाग नहीं मिटाता आजा ओ .. खोज में तेरी दर दर भटकु तेरे मिलन की आस लिए दीद को तेरी तक तक हारूं प्यास लिए जाफर से तेरे तूफ़ान अश्कों का नहीं थमता आजा ओ .. Subscribe Us At : / mehfil #TereBinaDilMera #AttaullahKhan #SadSong #DardBhareGeet #NupurAudioMehfil Attaullah Khan Song तेरे बिना दिल मेरा | Superhit Sad Song | Dard Bhare Geet

Attaullah Khan Sad Songs | Daag -E -Gham | Heartbroken Songs | Nupur Audio

Dil Ke Armaan Aansuo Mein Bah Gaye (HD) | Nikaah | Salma Agha | Sad Song | NH Hindi Songs

Best Of Attaulla Khan - अत्ताउल्लाह खान के दर्द भरे गाने | Dard Bhare Geet | Sad Songs Collection

Teri Yaad Yaad Yaad | Bewafaa | Anil Kapoor | Kareena Kapoor | Ghulam Ali | Nadeem Shravan

Super Hit Sad Songs By Attaullah Khan I ज़ख़्मी दिल के दर्द भरे नग्मे By Attaullah Khan

Dilshad Zakhmi Ghazal - Ishq Karti Hai Aur Khafa Bhi Hai | Wo Sitamgar Hai | 2024 दर्द भरी गजल

Attaullah Khan Ishaakhelvi's England Show Mehfil Program Full Show

Kaha Gaya Bedardi Man Ko Tadpake कहां गया बेदर्दी मन को तडपाके | Attaullah Khan | Best Sad Song

Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf Maikada (Official Lyric Video) - Pankaj Udhas | Na-Yaab | Hindi Song

मेरा दर्द तुम ना समझ सके/अत्ताउल्लाह के दर्द भरे गाने /NEW SONGS #ATTAULLAH KHAN #BADSHAH SONG

90s Hindi New trending Song #viralvideo #songlyrics song

Ral Mil Ke Khob Vigari Ay | Attaullah Khan Esakhelvi

तू किसी और की जागीर है || Tu Kisi Aur Ki Jageer H || Ghazal || Aslam Sabri || HIT GHAZAL

Tere Bin Ek Pal With Lyrics | Udit Narayan | Jaspinder Narula | Aa Ab Laut Chalen

Dil Tod Ke Hasti Ho Mera - Attaullah Khan | अत्ताउल्लाह खान के दर्द भरे गाने | Attaullah Khan Songs

पुराने सुनहरे गाने l Old Is Gold l Bollywood classics song l #oldisgold #bollywoodclassic #80s#90s

Bewafa Sanam Vol.2 | Attaullah Khan Sad Songs | Most Popular Romantic Songs

Main Gham Ke Ghar Mein Qaid Hoon By Attaullah Khan | Popular Sad Song

Ghazal Audio Song || Tu Kisi Aur Ki Jageer Hain Ae Jaan E Ghazal By Aslam Sabri

