Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota | Lata Mangeshkar Mohammed Rafi Superhit Song
मुझमे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता is a superhit song sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi Sahab. This song is from the film Aap Aye Bahaar Ayee (1971) starring Rajendra Kumar, Sadhana. Film: Aap Aye Bahaar Ayee (1971) Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Music By: Laxmikant Pyarelal Lyrics: Anand Bakshi Actors: Sadhana, Rajendra Kumar #mohammedrafihitsongs #latamangeshkarhitssongs #retrohitsongs Lyrics of Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota - मुझमे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता dilshad tha ke phul khilenge bahar mein mara gaya garib isi aitbar mein mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota na tha manzur kismat ko, na thi marzi baharo ki nahi to is gulistan mein nahi to is gulistan mein, kami thi kya nazaro ki meri najaro ko bhi koi nazara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota khushi se apni aankho ko main ashko se bhigon leta mere badle tu has legi mere badle tu has legi, tere badle main ro leta mujhe ae kash tera dard sara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota mili hai chandni din ko, yeh unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar se, faqat itni shikayat hai mujhe tuta hua koi sitara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota #retrohitsongs #oldhindiromanticsongs #oldhindisongs #latamangeshkarhitssongs #retrohits #mohdrafihitsongs #MujheTeriMohabbat #puranegane #superhitromanticsongs #superhitgaane

Mohd Rafi - Lata Mangeshkar : Tumhari Nazar Kyon Khafa Ho Gayi | Hindi Song | Mala Sinha | Biswajeet

70s 80s Hit Hindi Songs | ७० ८० दशक के सदाबहार गाने | Mohd Rafi Kishore Kumar Lata Mangeshkar Songs

Barsaat Ke Mausam Mein { Kumar Sanu } Abhi Jinda Hu To Jee Lene Do | 90s Sad Song | All Time Hit

60s Song, 70s Song, 80s Song | Hindi Old Song | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar, Mohammed Rafi Song

Hindi Melody Songs #bollywood #movies #love #hindi #romantic #song

60s, 70s, 80s के बेस्ट गाने 💖 3 घंटे वाला नॉन स्टॉप Jukebox | Lata, Kishore, Rafi Evergreen Hits

Old Is Gold | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar | O Mere Dil Ke Chain | Evergreen Hindi Songs

Likhe Jo Khat Tujhe 💌 Evergreen Classic | Shashi Kapoor, Asha Parekh | Mohammed Rafi

Mujhe Teri Mohabbat Ka | Sadhana | Rajendra Kumar | Aap Aye Bahaar Ayee (1971) | Dard Bhare Gaane

Lata Mangeshkar And Mohammad Rafi Songs | Kitna Pyara Wada Hai | Dafli Wale Dafli Baja | Old Is Gold

Main Na Bhoolunga Sad Version 💔| Roti Kapda Aur Makaan 4k Song | Lata Mangeshkar, Mukesh |Hindi Song

लता-रफ़ी: सुरों का संगम | Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar Ke Superhit Gaaane - Puarane Gaane

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai | Kumar Sanu & Alka Yagnik | Sanjay Dutt, Madhuri

80s Ke Superhit Gaane | Kya Khoob Lagti Ho | Bollywood Old Hindi Songs | Lata Mangeshkar | Old Songs

Tum Agar Saath Dene Ka Vaada Karo - Mahendra Kapoor | Hamraaz | BR Chopra | 60s Classic Hit

डफलीवाले डफली बजा 4K Video Song SARGAM Rishi Kapoor & Jaya Prada Lata Mangeshkar, Mohd Rafi

Tu Mera Jaanu Hai | Hero | Anuradha Paudwal, Manhar | Jackie, Meenakshi | 80's Hindi Hit Songs

Best of 80s Hindi Songs 🎵 | ८० दशक के लेजेंडरी गाने | Kishore–Rafi–Lata Golden Hits | JUKEBOX

'Mujhe Teri Mohabbat Ka' पर Vineet की Awesome Singing! | Indian Idol S13 | Viral Auditions

