ASHKE GHUME HUSSAIN - HASHIM SISTERS | New Nohay 2018 | Muharram 1440
Nohay 2018/2019 - ASHKE GHUME HUSSAIN WITH LYRICS - TITLE NOHA - HASHIM SISTERS 2018 - NOHAY MUHARRAM 1440 ASHKE GHUME HUSSAIN (AS) BAHANA SAWAB HAI MAJLIS MEIN AAKAY RONA RULANA SAWAB HAI This noha is written in light of hadith of the holy Masumeen (as). How valuable are the tears that we shed in the name of Imam Hussain (as)? What rewards become incumbent upon you as you shed tears and perform acts of mouring His tragedy? This Noha explains all in the words of our Holy Imams (as) and Sayyeda Fatima (sa). Reciters : Hashim Sisters Noha : Ashke Ghume Hussain (as) Poetry : Dr. Majid Raza Abidi Vol. 13 Islamic Calendar Date - Muharram 1440 Hijri ITunes - https://itunes.apple.com/us/album/ash... Facebook - / hashimsisters Digital media platforms: https://songwhip.com/album/hashim-sis... Lyrics: Ashke ghume Hussain bahana sawaab hai Majlis mein aakay rona rulana sawaab hai Bachchay ka gaahwaray me Rona ghamay Hussain Daryaon me ye lehro ka uthna ghamay hussain Sehraon me ghubar ka urna ghamay hussain Maghrib me ye Shafaq ka obharna ghamay hussain Her sheh ke dill me shah ka gham bay hisaab ha Chauthay Imam kehtay hein ye baaday karbala Ek Bar meray Baba kay gham me jo ro diya Aanso ka ek Qatra, bhi ger aankh se gira Allah Aisay shakhs ki bakhshay ga her khata Na kuch ataab us pe ha na kuch aazaab ha Kehtay hein nahiya ki ziyarat me ye Imam Jadday buzurgwar ay shabbir tashna kaam Ghilmaan aur horeyn iliyeen me tammam Rukh per tamachay maar k rotay hein sub mudaam Firdos me bhi aapka gham bay hisaab ha Kamil ki ye riwayate sadiq bhi deikheay Ashkay ghamay Hussain Khuda ko Pasand hai Jo chahta ha Zehra kay Haq ko ada karay Laazim ha os pay roay wo gham me Hussain kay Ashkay ghamay Hussain haqay bu Turab ha Deikhain Bihar me yehi fermatay hein Raza Ho jis jagha humaray fazaeyl ka tazkira Ro ker sunnaya jaaey jaha zikray karbala Koee bhi es terha ki jo majlis me jaeayga Bus wo hi kamiyab Ba rozay hisaab ha Chauthay Imam nay ye farazdaq se tha kaha Ye daybal o kumait se fermatay thay Raza Kehta ha jo Hussain ki Nusrat me Mersiya Roohul Ameen us ko madad kertay hein sada Dargahay haq me os ka qalam kamyaab ha lo aa rahee hai Fatima zahra ki ye sada meray ghareeb laal pay jo koi roye ga us ka har aik ashk meray gham ki hai dawa main us ko bakhshwaongee wada hai ye Mera us k lye khula hua jannat ka baab hai Ha majlisay Hussain ka majid jo mertaba Wo ha bashar ki soch aur idraak se siva Batlado subko mahum o Adeeya Saania Is majlisay Hussain me aatay hein umbiya Her dushmanay AZA ki tu matti kharaab haI #AshkeGhumeHussain #Noha2018 #HashimSisters

NAHIN BHOOLUNGI - HASHIM SISTERS - NEW NOHA 2019 - MUHARRAM 1440

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi
![noha [ KYA MUHAMMAD KA PYARA NAHI HO ]](https://i.ytimg.com/vi/EbkGS8KsY4A/hqdefault.jpg?sqp=-oaymwEjCNACELwBSFryq4qpAxUIARUAAAAAGAElAADIQj0AgKJDeAE=&rs=AOn4CLCu0dKhoutW1zo-MaxPIE2hbqFDFw)
noha [ KYA MUHAMMAD KA PYARA NAHI HO ]

Imam-e-Zamana (ATFS) Ki Naseehatein | Ayatullah Marashi RA Najafi Ko | AGHA SYED ABID HUSSAIN ZAIDI

Karbala ke Baad Shaam E Karbala Allama Khan Muhammad Qadri

Ali Jee | Akbar E Man (Persian) | 2018 / 1440

Karbalai Ramzan Ali Haideri | دادہ حسین غم دی | Dada Hussain Gham Di | Pashto Noha

YA ZAINAB - HASHIM SISTERS - New Noha 2018 | Farsi & Arabic یا زینب| Muharram 1440 | Nohay 2019

Nohay 2019 | Arzoo e Azadar | Syed Raza Abbas Zaidi | New Noha 2019 | Karbala

Nohay 2019 I Hashim Sisters I Ya Abbas Adrikni | New Noha Hazrat Abbas 2019 | Muharram 1441

Nohay 2024 | SHAHEED E KARBALA KA RAASTA | Hamd Zehra Ali New Noha 2024 | Muharram 1446

Yazeed Ki Asal Haqeeqat Kya Thi? Hazrat Hussain (R.A) Ka Qatal Aur Uska Anjam | Dr Israr Ahmad

Hath Cha Medey Piyu

Abbas Kahan Ho | Ali Zia Rizvi & Ali Raza Rizvi (Son of Sachay Bhai) | Muharrum 1446|2024

SULTAN WAFAWA DA | 2026 NOHA | IQRA RAFEEQ | MUHURRAM 2026

Ali Shanawar | Maula Zawar Bana Dey | 2018 / 1440

Na Ro Sakina | Hashim Sisters Bibi Sakina Nohay 2022 | Muharram 1444 | New Bibi Sakina Noha 2022

