Allah Ki Khamosh Madad ❤️||Muhammad Ali||

Kya aap zyada sochte rehte hain aur har baat ki fikr karte hain? Is video mein hum Allah Ta'ala ki khamosh madad ki 4 aham nishaniyan bayan karenge. Agar ye nishaniyan aap ki zindagi mein nazar aa rahi hain, to samajh lijiye ke Allah ki rehmat aur madad aap ke saath hai. Is video ko akhir tak zaroor dekhein, kyun ke ho sakta hai ye paigham aap ki zindagi badal de. 🤲 Allah hum sab ko apni rehmat aur hidayat naseeb farmaye. Ameen. Agar video pasand aaye to: 👍 Like karein Comment mein "Alhamdulillah" zaroor likhein Apne doston aur family ke saath share karein Channel ko Subscribe karna na bhoolen. #IslamicReminder #AllahKiMadad #IslamicBayan #UrduIslamic #Deen #Quran #Islam #MotivationalIslamic #Pakistan #IslamicVideo