Dil Ka Haal Sune Dilwaala | Raj Kapoor Songs | Manna Dey | Shankar Jaiksihan | Shree 420 Songs
Dil Ka Haal Sune Dilwaala | Raj Kapoor Songs | Manna Dey | Shankar Jaiksihan | Shree 420 Songs 🔸 Song Credits ✔️ Song : Dil Ka Haal Sune Dilwala Movie : Shree 420 (1955) Actor(s) : Raj Kapoor Singer(s) : Manna Dey Music : Shankar Jaikishan Lyrics : Shailendra 🔸 Lyrics of Dil Ka Haal Sune Dilwala : dil ka haal sune dil wala dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala aji dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala chhote se ghar me garib ka beta, mai bhi hu maan ke nasib ka beta chhote se ghar me garib ka beta, mai bhi hu maan ke nasib ka beta ranj-o-gam bachpan ke saathi, aandhiyo me jali jivan baati bhukh ne hai bade pyaar se paala dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala haay karn kya surat aisi, gaath ke pure chor ke jaisi haay karn kya surat aisi, gaath ke pure chor ke jaisi chalta phirta jaan ke ek din, bina dekhe pahchaan ke ek din baandh ke le gaya police wala dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala budhe daroga ne chashme se dekha budhe daroga ne chashme se dekha aage se dekha pichhe se dekha, upar se dekha niche se dekha bola ye kya kar baithe ghotala, haay ye kya kar baithe ghotala ye to hai thaanedaar ka saala dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala gam se abhi aazad nahi mai, khush magar aabad nahi mai gam se abhi aazad nahi mai, khush magar aabad nahi mai manzil mere paas khadi hai, paanv me lekin bedi padi hai taang deta hai daulat wala dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala sun lo magar ye kisi se na kahna, tinke ka leke sahara na bahna sun lo magar ye kisi se na kahna, tinke ka leke sahara na bahna bin mausam malhaar na gaana, aadhi raat ko mat chillana varna pakad lega police wala dil ka haal sune dil wala, sidhi si baat na mirch masala kah ke rahega kahne wala, dil ka haal sune dil wala #superhitgaane #mohammedrafi #bollywood4ksongs #4ksongs #bollywoodsongs #hindisongs #LatestSongs #60sHindiSongs #bollywoodclassicsongs #60sHits #oldisgoldsongs #oldhindisong #mukesh #mukeshdardbharenagmegane #mukeshsuperhitsongs #rajkapoor #merajootahaijapani #rajkapoorsongs

रमैय्या वस्तावैय्या Ramaiya Vastavaiya - HD वीडियो सोंग - लता मंगेशकर, मो.रफ़ी, मुकेश | Shree 420 |

Raj Kapoor & Nargis Hits | Romantic Old Songs | Pyar Hua Iqrar Hua | Yeh Raat Bheegi Bheegi

Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji | Geeta Dutt & Rafi Timeless Duets | Johny Walker | MR & MRS 55

Aye Meri Zohra Zabeen, Tujhe Malum Nahi | Waqt (1965) | Manna Dey | Superhit Old Romantic Songs

Raj Kapoor 70's Classic : Ae Bhai Zara Dekhe Chalo | Manna Dey Superhit Song | Mera Naam Joker 1970

Ae Dil Hai Mushkil Jeena Yahan in 4K Color | CID (1956) | Mohmmed Rafi | Johnny Walker

Ramaiya Vastavaiya HD Song | Lata Mangeshkar, Mohd Rafi, Mukesh | Raj Kapoor | Nargis | Shree 420

Awaara Hoon | Mukesh | Awara @ Raj Kapoor, Nargis, Prithviraj Kapoor

Shayad Meri Shaadi Ka Khayal (Lyrical) | Souten (1983) | Rajesh Khanna,Tina Munim | Lata Mangeshkar

Yeh Ratein Yeh Mausam | Kishore & Asha's EVERGREEN ROMANCE | Old Hindi Song 🎶

1959: चोरी चोरी फिल्म के सभी गाने कलर मे | Raj Kapoor, Nargis | Lata-Rafi | 50s Best Old Hindi Songs

💘 Raj Kapoor 💘 Mukesh 💔 Har Dil Jo Pyar Karega 💔 4K Full Song | Lata Mangeshkar | Old Hindi Song

Koi Sehri Babu Dil Lehri Babu | 8K Video Song | Asha Bhosle | Mumtaz | Farida Jalal | Loafer

ब्लैक एंड वाइट ओल्ड इज़ गोल्ड गाने ✨ | Old Hindi Songs | Lata, Kishore, Rafi, Mukesh

Hotho Pe Sachchai Rahti Hai | Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) | Mukesh | Hindi Movie Song

60s & 70s Romantic Hits💖🎶 | Evergreen Love Songs | Golden Era Hindi Songs | Video Jukebox

Dum Dum Diga Diga डम डम डिगा डिगा | Mukesh | Raj Kapoor, Nutan, Pran | Chhalia 1960 | Bollywood Song

Likhe Jo Khat Tujhe Vo Teri Yaad Mein ❤️ | Mohammed Rafi Evergreen Song | Shashi Kapoor Asha Parekh

Leke Pehla Pehla Pyaar 4K Color Song | लेके पहला पहला प्यार | Shamshad Begum | Dev Anand, Shakila

