“Mysore Big News: New Medical College & Hospital | Ulama Delegation Visit | FAME Project”
Mysore shehar mein sehat aur medical education ke field mein ek badi aur khush-aind pesh-raft saamne aayi hai. Farooq Academy of Medical Education (FAME) ek modern medical college aur hospital project hai jo mustaqbil ke doctors tayyar karne aur awaam ko behtar ilaaj ki sahuliyat dene ke liye qaim kiya ja raha hai. Aaj Mysore shehar se ulama-e-kiraam aur a’maideen-e-shehar par mushtamil ek wafd ne is idare ka daura kiya, jisme mere ustad Sheikh-ul-Hadith wa Qazi-e-Shariat Hazrat Maulana Mufti Syed Tajuddin sahab bhi shamil the. Wafd ne poore medical campus ka muaina kiya aur is azeem taleemi aur tibbi project par khushi ka izhar kiya. Mysore ke musalmano ka barson purana khwab tha ke shehar mein apna ek bada medical college aur hospital ho. Ab yeh khwab Mr. Bava Mohammed Farookh ki koshishon se haqeeqat banta hua nazar aa raha hai. Yeh project mustaqbil mein Mysore aur aas paas ke ilaqon ke liye ek bada medical aur education center sabit ho sakta hai. 📍 Location: Mysore–Madikeri Road, near Ilavala, Mysuru District, Karnataka Report: Afsar Mysori. #Mysore #Mysuru #MysoreNews #MedicalCollege #HospitalProject #FAME #FarooqAcademy #BavaMohammedFarookh #MysoreMuslims #KarnatakaNews #HealthNews #EducationNews #UlamaVisit #AfsarMysori #BreakingNews #IndiaNews

Gulf में माहौल गरम | ट्रम्प ने फिर तोड़ा करार| ईरान ने किये जवाबी हमले | Deepak Sharma |

SIR Ko Lekar Mysuru Mein Aham Baithak | Ulema, Siyasatdan Aur Tanzeemon Ki Appeal.

Mysore:Hazrat Sufi Syed Mukhtar Ahmad Shah Liaqati (Noori Baba) Ki Namaz-e-Janaza Aur Dua.

BJP KOLAR DISTRICT VICE PRESIDENT MR KAMALNATH PRESS STATEMENTS ABOUT MARATHON IN KGF THALUKA

Khawaja Asif Accidentally Revealed the Truth? | Major Gaurav Arya | Majorly Right

DWAC Chairman Janab Azeezulla Ajju At Avoid Drugs Awareness Program At Mysore City #avoiddrugs

🔥 Top Muslim Minority Medical Colleges In India | Minority Medical Colleges In India | State wise

تلاوة القرآن للدراسة والتركيز 📚🕛 | راحة وطمأنينة | Peaceful Focus Quran | محمد هشام

Bangalore's Longest Mystery of the Iyengar Bakery | Stories That Matter

Bangladesh ने दिया Modi को बड़ा झटका, China के खेल का कैसे देंगे जवाब? || Ashok Kumar Pandey

Turkey की Israel को सीधी चुनौती, Pakistan में फ़ेल मो साद का प्लान? || Ashok Kumar Pandey

The CIA Sent Him to Prison. Now He's Speaking Out

Operation Sindoor के 6 शहीदों पर घमासान! Congress ने Modi सरकार को घेरा!

Mysore:Juma Ke Din MLA Tanveer Sait Ka SIR Par Aham Bayan! Har Musalman Tak Yeh Paigham Pahunchayein

Champat Rai resigns. Trust confirms after 24 hours. Will there be an FIR now?

‘I’ve operated on children targeted by drones in Gaza,’ British surgeon says | BBC News

JANITOR vs THE BIGGEST GUYS IN THE GYM. They Didn’t Expect THAT

Mysore Ne Apna Buzurg Kho Diya | Hazrat Sufi Syed Mukhtar Ahmed Sha Liyaqati (Noori Baba) Ka Inteqal

PM Modi के मंत्री का ऐसा कारनामा, खीरे के नाम पर ले लिए 99 लाख || Ajit Anjum

