Nauhakhwani- Anjuman-e-Naqviya Mustafabad 9 Muharram 2024 1446 Hijri

Parchame Hazrate Abbas ko Lekar Athar Ham Hussaini Hai Chala Karte Hai Angaaro Par 9 Muharram 2024 1446 Hijri Mustafabad Unchahar me din bhar Majliso ka silsila chalta raha aur sath me Lucknow Allahabaad Highway par Langare Hussaini, Sabeel-e-Imam Hussain Allaihisalaam Jo ki Har saal hoti hai wo bhi chalti rahi aur Naujawano ki mehnat se har saal ki tarah langar,sabeel bahut hi kamyabi se huyi Shabe Ashur Darbare Hussaini Bada Imambada Mustafabad me Qadimi angaaro ka matam hua Angaaro ka Matam hote hi shabe Ashur ka juloos baramad hua Anjuman-e-Naqviya Mustafabad ne Nauhakhwani shuru ki aur daste ne bahut hi zordaar matam kiya juloos puri raat juloos puri raat chalta raha Juloos Angaaro ke matam ke baad Marhum Nazar Abbas Sahab (Achche Bhai) ke Azakhane me rukta jaha par Anjuman-e-Naqviya Mustafabad ke wa juloos me shamil tamam log jo Maula Hussain Allaihisalaam ki mohabbat me juloos ke sath puri raat rehte hai un sabhi ke liye Chai Paani ka intezaam hota hai jitna ye juloos qadimi hai utna hi ye chai paani ki sabeel bhi qadimi hai Parwardigaar iss sabeel ko karne wale sabhi logo ko sehat ke sath khoob taraqqi inayat farmaye Aamern Juloos yaha se dobara shuru hua jo ki puri raat gasht karta raha subha taqreeban 5 baje darbaare Hussaini Bada Imambada Mustafabad me tamam hua #mustafabaadazadarinetwork

9 Muharram 2024 1446 Hijri Mustafabad Unchahar Juloos-e-Aza Bada Imambada (Deewankhana) Mustafabad
▶︎

मोहम्मद हसनैन साहब की बेहतरीन तक़रीर 10 Muharram Qasba Mustafabad Unchahar

Akhri Sajda | Nadeem Sarwar | 46th Album - 2025 / 1447

مرکزی ماتمی سنگت وفاۓ عباس علمدار اوکاڑہ

Nanna Tere Shabbir Lai Nahi Umaat Ne Koi Rah Chadya | 26 ZIL-HAJ |2026 | Tehzeeb-e-Azza zafar colony

जलालपुर में नोहा सुनते ही पुरा मजमा रोने लगा | Shafqat Taqi Noha Ghosi

@rahilnaqvi1  SAMNE MAA KE CHALA SOOKHE GALE PAR KHANJAR   سامنے ماں کے چلا سوکھے گلے پر خنجر

Podcast  - Pegham e Karbala - Ustad Syed Jawad Naqvi with Rehan Tariq

Nauhakhwani- Anjuman-e-Naqviya Mustafabad 20 Ramzan 10 March 2026

Aaj Shabbir Pe kya Aalame Tanhaee Hai,  Zulm Ki Chand Pe Zahra Ke Ghata Chhaii Hai 10 Muharram 2024

Anjuman lashkare abbasiya sonbarsa Sultanpur 2025 record by - ahaad Ahmed  1447 Azadari Sonbarsa

Nauhakhwani- Anjuman-e-Naqviya Mustafabad 20 Ramzan 10 March 2026 Azakhana-e-Abu Talib Alaihissalam

10 Moharram 2023 1445 hijri Qasba Mustafabaad Raibareli

Ali Jee | Akbar E Man (Persian) | 2018 / 1440

Allama Gulfam Hashmi Addresses To Majlis Sham e Ghariban | Salam Ya Hussian | Muharram 2026

🔴 15 Safar Amhat Sultanpur 2024 | Tarahi Shabbedari Wa Duniya Ka Sabse Uncha Alam | Anjuman Asgharia

Sub E Ashura 1448 - 2026 💔😭 || Hazara Town To Mariabad ❤️ || Quetta Pakistan

Matam e Hussain | Kamal Mehdi | 5 Safar 2025 |  Kundarki Sadat | Nochandi | #matamdari #adskundarki

Juloos- Amirul Momeneen Hazrat Ali Ibne Abi Talib (a.s.) Anjuman-e-Naqviya Mustafabad 10 March 2026

Thousands Join Ashura Processions in East London to Honor Imam Hussain (RA) | Geo News