Aao Ke Muskurayein – দুঃখ ভুলে হাসি | GUL | آؤ کہ مسکرائیں (Bangla and Urdu) | SaiFur R RaNa
Aao Ke Muskurayein | آؤ کہ مسکرائیں (Bangla and Urdu) | Most Famous Urdu Nahseed | SaiFur R RaNa Artist: Anwar Muavia Poet : Saifi Uzma translate: AI.RaNa Prod: SaiFur R RaNa Lyrics ( Aao Ke Muskurayein ): Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Ghut ghut ke aap aahein kab tak bharenge hamdum Takleef bhool jayein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Aankhein jhuki hui hon, honton pe ho khamoshi Kuch bol bhi na payein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Kaise hayat beeti tanhaiyon mein Saifi Kyun sab ko hum batayein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Mausam bhi ho suhana, gulshan mein hon baharein Bulbul bhi chehchahayein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Veeran kyun pada hai, kyun soona lag raha hai Dil ka jahan sajayein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Rukh par udasiyon ki tareekiyan hain taari Aao ke muskurayein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein Khushiyon ke gul khilayein, aao ke muskurayein. Sab ranj-o-gham bhulayein, aao ke muskurayein. credit: @Dilkidunya. Edit: @rs.rana1014

ভালোবাসার ফিতনায় ডুবে গেছি ┇ Fitna-E-Ishq ┇ Cover - Ahmad Faiyaaz @ummahstudio5084 @UmmahNetwork

Aansu Na Bahao Rehne Do – এখন কেঁদে আর কি হবে | ILTIJAᵗᵒʷ | انسونہ (Bangla and Urdu) | SaiFur R RaNa

দুনিয়া তোমাকে কি দেবে যুবক- bangla waz || jamshed majumder waz- bangla waz mahfil |

Khodar Premer Sharab Piye | Nazrul Geeti | Angel Noor | Pavel Areen | Cholo Islamer Pothe 🌙

পাকিস্থানের করাচি শাহ হাকীম মুহাম্মদ আখতার সাহেব দাঃবাঃ এর কবিতা মাশাআল্লাহ

Kali kali Zulfon Ke Phande Na Dalo | Without Music Most famous Urdu Ghazal Bangla translation |

Ye IQrar Karte Hain – তোমাকে চাই TUMAKE Cʜᴀɪ | یہ اقرار کرتے ہیں (Bangla and Urdu) | SaiFur R RaNa

কখনো ভীষণভাবে ভেঙ্গে পড়লে 🫀 | কথাগুলো মন দিয়ে শুনুন 🖤 | প্রফেসর মোখতার আহমেদ | Mukhtar ahmed waz

New Urdu Nasheed || Friendship Song || Ehsan Mere Dil pe Tomhara Haia Dosto || @Dilkidunya.

Hadir Jindabad | হাদির জিন্দাবাদ | Abu Ubayda | Zia Haq

সে হৃদয় পাবো কোথা ┇ Woh Dil Kahan Se Laaun ┇ Ziyad Hanif ┇ Ammarul Haque ┇ @Dilkidunya.

Ishq Ne Dard Jagaya – ভালোবাসার কথন | ɪsʜϙ | اشک آنکھوں نے گرایا (Bangla and Urdu) | SaiFur R RaNa

আনিসুর রহমান আশরাফী নতুন ওয়াজ | নফসের ধোঁকা😔 | Anisur Rahman Ashrafi New Waz 2026

তুমি মেঘ বালিকা || Tumi Megh Balika || Bangla Islamic Romantic Song || Omor Bin Yasin

Most Emotional Urdu Ghazal | Without Music | idhar zindagi ka janaza uthe ga | By Dil ki Dunya

ভালোবাসায় মজে গেলে হায় ┇ Muhabbat Mein Kabhi Aisa ┇ আবদুর রহমান হুযাইফী ┇আম্মারুল হক (অনুবাদ)

Aap Khair Ul Bashar – আপ খাইরুল বাশার | اپ خیر البشر (Bangla and Urdu) | SaiFur R RaNa

Mujhe Kufa Walo Musafir Na Samjho | Sheikh Anam | Karbala Gojol | مجہے کوفاوالو مسافر نہ سمجہو

Jo Dil Ko Roshan – মোহমুক্তি আত্মপরিচয় | DIL | جو دل کو روشن (Bangla and Urdu) | SaiFur R RaNa

