Mazay ka safar gham ma badal gaya 😔 Madad ke liye koi na aya 😔

Hum safar par nikalay thay bohat khushi aur maze ke sath 🚗✨ lekin achanak gari ka engine kharab ho gaya 😢. Beech rastay mein hum phans gaye aur sab kuch ek dam se badal gaya. Hum ne madad ke liye awaz di magar koi bhi na aya 💔. Yeh safar jo khushiyon se bhara hua tha, woh gham aur mushkilat mein badal gaya. Ab sirf yaadein aur thakan reh gayi hai 😔