Ghansham Vaswani - Tujhse Bichhad Ke Hum Bhi Muqaddar-(Soulful Ghazals).
Tujhse Bichhad Ke Hum Bhi Muqaddar Ke Ho Gaye- (Ahmed Faraz) by Ghansham Vaswani. Music: Arjan Daswani. (Jagjit Singh Presents Soulful Ghazals by Ghansham Vaswani). Lyrics in Hindi & English:- तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए- (अहमद फ़राज़) - घनशाम वासवानी. (एल्बम : जगजीत सिंह प्रीज़ैंट्स सोलफ़ुल गज़ल’स बाइ घनशाम वासवानी). संगीत : अर्जन दासवानी. (ये ट्रैक मेरे मित्र, श्री फ़ाल्गुनी दाश ने कृपापूर्वक साझा किया है) तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए फिर यूँ हुआ के ग़ैर को दिल से लगा लिया फिर यूँ हुआ के ग़ैर को दिल से लगा लिया अंदर वो नफ़रतें थीं के बाहर के हो गए अंदर वो नफ़रतें थीं के बाहर के हो गए फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए ऐ याद यार तुझ से करें क्या शिकायतें ऐ याद यार तुझ से करें क्या शिकायतें ऐ दर्द-ए-हिज्र हम भी तो पत्थर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए समझा रहे थे मुझ को सभी नासेहान-ए-शहर समझा रहे थे मुझ को सभी नासेहान-ए-शहर फिर रफ़्ता रफ़्ता ख़ुद इसी काफ़िर के हो गए फिर रफ़्ता रफ़्ता ख़ुद इसी काफ़िर के हो गए फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए फिर जो भी दर मिला है उसी दर के हो गए तुझसे बिछड़ के हम भी मुक़द्दर के हो गए इस ग़ज़ल के कुछ और अश’आर: अबके ना इंतिज़ार करें चारागर की हम अबके गए तो कू-ए-सितम- गर के हो गए क्या लोग थे कि जान से बढ़ कर अज़ीज़ थे अब दिल से महव नाम भी अक्सर के हो गए रोते हो इक जज़ीरा-ए-जाँ को 'फ़राज़' तुम देखो तो कितने शहर समुंदर के हो गए (अहमद फ़राज़) --------------------- Tujhse Bichhad Ke Hum Bhi Muqaddar Ke Ho Gaye- (Ahmed Faraz) - Ghansham Vaswani. (Album: Jagjit Singh Presents Soulful Ghazals by Ghansham Vaswani). Music : Arjan Daswani. (This track has been shared kindly by my friend, Shri Phalguni Dash) Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Phir jo bhi dar mila hai Usee dar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Phir jo bhi dar mila hai Usee dar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Phir yoon hua ki ghair ko Dil se laga liya Phir yoon hua ki ghair ko Dil se laga liya Andar wo nafraten then Ki baahar ke ho gaye Andar wo nafraten then Ki baahar ke ho gaye Phir jo bhi dar mila hai Usee dar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Aye yaad yaar tujh se Karen Kya shikaayaten Aye yaad yaar tujh se Karen Kya shikaayaten Aye dard-e-hijr hum bhi to Patthar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Phir jo bhi dar mila hai Usee dar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Samjha rahe thay mujh ko sabhi Naasehaan-e-shahar Samjha rahe thay mujh ko sabhi Naasehaan-e-shahar Phir rafta rafta ḳhud isee Kaafir ke ho gaye Phir rafta rafta ḳhud isee Kaafir ke ho gaye Phir jo bhi dar mila hai Usee dar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Phir jo bhi dar mila hai Usee dar ke ho gaye Tujhse bichhad ke hum bhi Muqaddar ke ho gaye Some more stanzas of this ghazal: Abke na intizaar karen chaaragar kee hum Abke gaye to koo-e-sitam- Gar ke ho gaye Kya log thay ki jaan se Badh kar azeez thay Ab dil se mehav naam bhi Aqsar ke ho gaye Rotay ho ik jazeera-e-jaan Ko ‘Faraz’ tum Dekho to kitne shahar Samundar ke ho gaye (Ahmed Faraz) ============ Jagjit-Chitra Singh Ghazals @ URL: • Jagjit-Chitra Singh - Ghazals Asha Bhosle @ URL: • Asha Bhosle Mukesh - Film Songs-(Videos) @ URL: • Mukesh - Film Songs-(Video) Hariharan - Ghazals @ URL: • A. Hariharan - Ghazals Devotional Music @ URL: • Devotional Music Indian Classical-(Instrumental) Music @ URL: • Indian Classical (Instrumental) Music Ameer Khusrau @ URL: • Ameer Khusrau Pankaj Udhas - Ghazals @ URL: • Pankaj Udhas - Ghazals Lata Mangeshkar - Ghazals @ URL: • Lata Mangeshkar - Ghazals Ghulam Ali - Ghazals @ URL: • Ghulam Ali - Ghazals Mohammed Rafi - Ghazals @ URL: • Mohammed Rafi - Ghazals & Film Songs And, many more @ scsharma is back @ URL: / @scsharmaisback #jagjitsingh #chitrasingh #ghulamali #hariharan #chhayaganguli #sudhamalhotra #mohammedrafi #latamangeshkar #ashabhosle #mukesh #anupjalota #talatmahmood #mehdihassan ============= Copyright Disclaimer: This is a Non-Profit Channel. No copyright infringement is intended. If any copyright holder has any objection, please mail on: [email protected].

Ghansham Vaswani - Door Koyi Raat Bhar Gaata Raha-(Soulful Ghazals).

Ahmad Faraz, Annual Sir Syed Day Mushaira-1999 (USA)

मोहब्बत ना होती तो कुछ भी ना होता 💔 | New Sufi Qawwali 2026 | Sad Romantic Qawwali

Jahan Mujhse Dil - Ghansham Vaswani

When Nutan Slapped Sanjeev Kumar in Public! | Bollywood's Forgotten Incident

Dard Bhari Ghazal 💔 | Jagjit Singh Vibes | Heart Touching Urdu Ghazal | Ishq Tarang

Main Nashe Mein Hun | With Lyrical | Jagjit Singh One Of The Hit Song | Jagjit Singh Best Ghazal

Bahadur Shah Ki Laundi (The Emperor's Handmaiden) – An Urdu Masterpiece By Khwaja Hasan Nizami

Main Hosh Mein Tha

Bangladesh ने दिया Modi को बड़ा झटका, China के खेल का कैसे देंगे जवाब? || Ashok Kumar Pandey

Jagjit Singh - We Don't Know : Episode 7 - Shri Ghanshyam Vaswani

Tujhse Bichhad Ke Ham Bhi Muqaddar Ke Ho Gaye | Kitab e Maazi

Hungama Hai Kyon Barpa | Shaam-E-Ghazal | Ghulam Ali | Romantic Ghazals | Sad Ghazals | Old Songs

Jagjit Singh on Carryy on Shekhar

Aaj Phir Unka Samana

Jinke Hirday Shree Ram Ghansham Vaswani Live @ Iskcon

Ahmad Faraz, इस कदर मुसलसल थी शिदतें जुदाई की, आज पहली बार उससे मैंने बेवाफ़ाई की -अहमद फ़राज़

Sunghursh Making Story: Did Sanjeev Kumar Outshine Dilip Kumar | The Untold Story of Their 'Rivalry'

Hothon Se Chhu Lo Tum (Vertical Video) | Jagjit Singh, Indivar | Prem Geet | Hindi Songs | Revibe

