Mere Murshid Muffasire Quran ka Marhaba Marhaba| Noori Miya|Sayyed Ghazi Rabbani
Kalaam ✍🏻by Aafaq Rabbani (Mumbai) Sanakhwan- Noori Miya @noorimiyanahmedraza Lyrics- Aastan hai ye Banda ke sultan ka Marhaba Marhaba Mere Murshid Muffasire Quraan ka Marhaba Marhaba 1) Unko Daste Nabuwat ka Bosa mila, unka ye Martaba Unki Maa Sayeda Baba hai Murtaza, unka ye Martaba Roke Barish ko padh padh ke Salle ala, unka ye Martaba Humko Mufti e Azam ne sikhla diya, unka ye Martaba Wo Nawasa hai Nabiyo ke Sultan ka Marhaba Marhaba 2) Jinko Aaqa ne Sikhlayi Tafseer hai,Wo mera Peer hai Faiz-e-Gausulwara ki jo Tasveer hai, wo Mera peer hai Jinki Imaan Afroz Taqrir hai, wo Mera Peer hai Abde Rab ki jo khwabo ki tabeer hai , wo Mera Peer hai Sher Aesa hai wo Sher-e-Yazdaan ka Marhaba Marhaba 3) 10vi Shabaan ko yu Manaya gaya, Aaj Salle ala Aastane ko dekho sajaya gaya ,Aaj Salle Ala Sehra dekho najaf se mangaya gaya ,Aaj Salle Ala Mere Ghazi ko Dulha banaya gaya ,Aaj Salle Ala Urs hai ye Muffasire Quraan ka Marhaba Marhaba 4) Naam se unke batti ye khairaat hai,urs ki raat hai Har taraf aaj rehmat ki barsaat hai,urs ki raat hai Maanglo Jo tamnna Jo Hajaaat hai,urs ki raat hai Aaj jholi bharegi ye wo zaaat hai,Urs ki raat hai Josh par aaj Dariya hai faizaan ka Marhaba Marhaba 5) Mehboob ul Auliya Shaha Manzar miya , Aesa beta tera Qaum O millat ke Shahid hai Shahid miya, Aesa Beta tera Orr Khatib e jaha Shaha Hamid miya, aesa beta tera Sher e Ahlesunan mere Mehmood miya, Aesa beta tera Hai Gharana tera ye badi Shaan ka Marhaba Marhaba 5) Jisne Surat ki Seerat ko Chamka Diya, wo hai Ghazi piya Jisne Murda Parinde ko Zinda kiya, wo hai Ghazi piya Har kadam par Mera jo bana Rehnuma, wo hai Ghazi piya Mujhko Aafaq Murshid hai Aesa mila, wo hai Ghazi piya Jo Nigahban hai Mere Imaan ka Marhaba Marhaba #SayyedGhaziRabbani#SayyedMehmoodRabbani#RabbaniNetwork#RabbaniChannel#SalamiChannel#GhaziRabbaniChannel#MehmoodRabbani #MehmoodRabbani #rabbani #gulamanegazirabbani #gulamesarkarerabbani #gulamemehmoodrabbani #muffasirequran #mohsinesurat #rabbanisilsila #proudtoberabbani #qadrirabbani #beautyofahlesunnat #lionofahlesunnat #aalerasool #Tajululama #MufakkireIslam #haqpeer#MuffakireIslam #haqmurshid #haqgazi#yaagazi #rabbani #khanqaherabbani #peeromurshidlove💕

Mere Murshid ka Urs Aaya hai | New Manqabat 2023| Urs-e-Huzur Muffasire Quran| Syed Ilmuddin Qadri

Shaan teri laa sani Mere Ghazi Rabbani| New Manqabat| Noori Miya Ahmed raza

Mujhy Aik Amal Mery Ustad Ne Bataya Tha || Maulana Arif Hussain Kazmi || Tarz E Ali

Hazrate Ghazi Rabbani

Entry of Sayyed Hamid Rabbani Sahab Kibla | Sayyed Hayat Rabbani | Rabbani Channel Mumbai

Shaan Theri Laasani | Mere Ghazi Rabbani | Manqabath E Ghazi Rabbani | Urs E Huzoor Mufassir E Quran

Shaheed e Karbala Hussain as | New Noha 2026 | Nalain e Abbas Mir

Khuda Se Dosti Karwane Wali Surah | Surah Al-Hamd Ka Khas Wazifa

Quaid Mera Dulha Bana | Rizvi Sehra | Saleem Raza Qadri | TLP Chief Allama Saad Hussain Rizvi Sehra

Shan-e-Gausulwara Marhaba Marhaba| New Manqabat| Sayyed Mehmood Rabbani

Super Hit Manqabat 2023 | Murshid Ghazi Rabbani | Syed Ilmuddin Qadri | Abdul Qadir Rabbani

Murshid Ghazi Rabbani | Manqabat| Sayyed Mehmood Rabbani| Rabbani Network

Ran Ko Jatay Howay Sar Jhukaye huway - Ali Rizvi Sachay

NOORI MIYA NAAT SHARIF / GHAZI RABBANI URS E MUBARAK #naat #shorts #mubarak

Mufti Salman Azhari Live | Nandruk Bayan 2026

Jahan dekho Jidar Dekho Yahi Ailan Hai Ghazi | Urs Special Kalam | Manqabath E Ghazi Rabbani

Pani Sakina Ko Pilao | Syed Raza Abbas Zaidi | Taseer Raza Zaidi | Nohay 2026 | Bibi Sakina Noha

Zameen o Zaman Tumhare Liye | Ahmed Noori Miyan Dhamnagar Sharif

Karbala mein imam Hussain akele Gaye Baki Shaba ke bete kyon Nahin Gaye

