durood e ibrahim ki mannat | shartiya dua qabool | Darood Ibrahim benefits #islamicvideo

durood e ibrahim ki mannat | shartiya dua qabool | Darood Ibrahim benefits #islamicvideo Assalam-o-Alaikum Pyare Viewers! Aaj ki is video mein hum shuru kar rahe hain aik bohat hi khas aur barkat wala "Darood Pak Challenge". Darood Sharif parhna na sirf sawab ka kaam hai balkay yeh hamari pareshaniyon ka hal aur duaon ki qabooliyat ka sab se asaan rasta hai. Is Challenge Mein Kya Hai? Hum ne mil kar aik makhsoos muddat (e.g., 7 din ya 11 din) ke liye rozana aik tay shuda tadad mein Darood Pak parhna hai. Iska maqsad apni zindagi mein barkat lana aur Allah ke Nabi (S.A.W) se apni mohabbat ka izhaar karna hai.