The Shocking Rise of Pseudoscience in Indian Academia | Arpit Explains

India ek taraf Chandrayaan-3 ke through Moon ke South Pole tak pahunch raha hai… aur doosri taraf hamare academic institutions mein pseudoscience ko “science” bana kar present kiya ja raha hai. Is video mein hum fact-based analysis karenge: • NCERT syllabus se Evolution aur Periodic Table kyun hataye gaye? • IITs aur universities mein pseudoscientific claims kaise normalize ho rahe hain? • AYUSH, Medical Astrology aur “Mixopathy” ka scientific reality kya hai? • Ayurvedic medicines mein adulteration, heavy metals aur hidden allopathic drugs ke documented cases • Kaise weak regulations public health ko risk mein daal rahe hain • Aur kya India ka scientific temper dheere dheere weaken ho raha hai? Ye video kisi culture ya tradition ke against nahi hai. Ye evidence, logic aur scientific accountability ke support mein hai. Article 51A(h) kehta hai ki har Indian citizen ka fundamental duty hai scientific temper aur spirit of inquiry ko develop karna. Sawal poochna anti-national nahi hota — scientific progress ki foundation hota hai. Agar aapko lagta hai ki India ko myths nahi, research aur innovation lead karna chahiye, toh video ko share zaroor kariye. Jai Hind यदि आपको मेरा काम पसंद है तो आप नीचे दिए गए लिंक्स के जरिये मुझे सपोर्ट कर सकते हैं। If you like my work then you can support me by using links Below. UPI Link : arpit0911@icici Buy me a coffee Link : https://www.buymeacoffee.com/arpitexp... Patreon Link :   / arpit_explains   Join this channel to get access to perks:    / @arpit_explains