Ishque Ke Marahil Me #mursaleenstu #poetry
Aamir Usmani ishq ke marāhil meñ vo bhī vaqt aatā hai āfateñ barastī haiñ dil sukūn paatā hai āzmā.isheñ ai dil saḳht hī sahī lekin ye nasīb kyā kam hai koī āzmātā hai umr jitnī baḌhtī hai aur ghaTtī jaatī hai saañs jo bhī aatā hai laash ban ke jaatā hai ābloñ kā shikva kyā Thokaroñ kā ġham kaisā aadmī mohabbat meñ sab ko bhuul jaatā hai kār-zār-e-hastī meñ izz-o-jāh kī daulat bhiik bhī nahīñ miltī aadmī kamātā hai apnī qabr meñ tanhā aaj tak gayā hai kaun daftar-e-amal 'āmir' saath saath jaatā hai #poetry #urdu #ghazal

▶︎
Ishq ke Marahil me ||عشق کے مراحل میں || Aamir Usmani ||Abdur Raheem Umari @BazmeJahanUrdu

▶︎
This Sister's Shocking Argument Silenced the Whole Crowd! | Dr Zakir Naik
![AL Faiz Song [Independence day] #15august #bestsong](https://i.ytimg.com/vi/p2jxmASeke0/hqdefault.jpg?sqp=-oaymwEjCNACELwBSFryq4qpAxUIARUAAAAAGAElAADIQj0AgKJDeAE=&rs=AOn4CLAivFY8wnt8FVXBktQR6BjZIzaihg)
▶︎
AL Faiz Song [Independence day] #15august #bestsong

▶︎
Mazloom ka Dil 💔 | Best nazam 🎧| Sad nazam 😢@mursaleenstu85 #trending

▶︎
Trending Song : Naa To Kaaravaan Ki Talaash Hai | Super Hit Song

▶︎
Visit and speech by the Minister of Foreign Affairs of the country to the great religious and aca...

▶︎
Rekha जी को रुलाने के बाद Amitabh ने पोंछे उनके आंसू || The Kapil Sharma Show || Latest Episode ||

▶︎
Surah Yasin (Yaseen) Full | سورۃ یس ☘️ Surah Yasin Full | Best Quran | Recitation | Part 260

▶︎
خواتین جلدی کیوں ڈھل رہی ہیں؟ 7 باتیں سمجھ لیں.

▶︎
गरीब समझकर सबने उसका मज़ाक उड़ाया… लेकिन आख़िरी पल ने सबको चुप करा दिया 😱🔥 | Heart Touching Story

▶︎
This Sister's Fearless Argument Amazed Everyone! | Dr Zakir Naik

▶︎
