Nigah-e-Faqr Mein Shan-e-Sikandari Kya Hai | Rahat Fateh Ali Khan & Hina Nasrullah | English Subs
Subscribe to the official channel of Mian Yousaf Salahuddin and remain updated about the new upload. Click to subscribe: https://goo.gl/fJknAq --------------------------------------------------------------------- Kalam: Nigah-e-Faqr Mein Shan-e-Sikandari Kya Hai Singers: Rahat Fateh Ali Khan Poet: Allama Sir Muhamamd Iqbal Composition: Mian Yousaf Salahuddin -------------------------------------------------------------------- نگاہ فقر میں شان سکندری کیا ہے خراج کی جو گدا ہو وہ قیصری کیا ہے بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نومیدی مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے فلک نے ان کو عطا کی ہے خواجگی کہ جنہیں خبر نہیں روش بندہ پروری کیا ہے فقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کا نہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہے اسی خطا سے عتاب ملوک ہے مجھ پر کہ جانتا ہوں مآل سکندری کیا ہے کسے نہیں ہے تمنائے سروری لیکن خودی کی موت ہو جس میں وہ سروری کیا ہے خوش آ گئی ہے جہاں کو قلندری میری وگرنہ شعر مرا کیا ہے شاعری کیا ہے -------------------------------------------------------------------- nigāh-e-faqr meñ shān-e-sikandarī kyā hai ḳhirāj kī jo gadā ho vo qaisarī kyā hai butoñ se tujh ko umīdeñ ḳhudā se naumīdī mujhe batā to sahī aur kāfirī kyā hai falak ne un ko atā kī hai ḳhvājgī ki jinheñ ḳhabar nahīñ ravish-e-banda-parvarī kyā hai faqat nigāh se hotā hai faisla dil kā na ho nigāh meñ shoḳhī to dilbarī kyā hai isī ḳhatā se itāb-e-mulūk hai mujh par ki jāntā huuñ ma.āl-e-sikandarī kyā hai kise nahīñ hai tamannā-e-sarvarī lekin ḳhudī kī maut ho jis meñ vo sarvarī kyā hai ḳhush aa ga.ī hai jahāñ ko qalandarī merī vagarna sher mirā kyā hai shā.irī kyā hai -------------------------------------------------------------------- निगाह-ए-फ़क़्र में शान-ए-सिकंदरी क्या है ख़िराज की जो गदा हो वो क़ैसरी क्या है बुतों से तुझ को उमीदें ख़ुदा से नौमीदी मुझे बता तो सही और काफ़िरी क्या है फ़लक ने उन को अता की है ख़्वाजगी कि जिन्हें ख़बर नहीं रविश-ए-बंदा-परवरी क्या है फ़क़त निगाह से होता है फ़ैसला दिल का न हो निगाह में शोख़ी तो दिलबरी क्या है इसी ख़ता से इताब-ए-मुलूक है मुझ पर कि जानता हूँ मआल-ए-सिकंदरी क्या है किसे नहीं है तमन्ना-ए-सरवरी लेकिन ख़ुदी की मौत हो जिस में वो सरवरी क्या है ख़ुश आ गई है जहाँ को क़लंदरी मेरी वगर्ना शे'र मिरा क्या है शाइ'री क्या है

Tere Ishq ki Intehaa Chahta Hun - (English Translation) Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan - Virsa

Chill77, Unjaps, mikeeysmind - Papaoutai (Afro Soul) | SONIC
![Maikada | Muhammad Samie [HD]](https://i.ytimg.com/vi/8_Yz2hUmfIU/hqdefault.jpg?sqp=-oaymwEjCNACELwBSFryq4qpAxUIARUAAAAAGAElAADIQj0AgKJDeAE=&rs=AOn4CLCXNpFLwxQ9t-U_exBzS48bGA6fVA)
Maikada | Muhammad Samie [HD]

"Nigah E Faqar Mein" | Sad Song | Live Performance | Rahat Fateh Ali Khan, Hina Nasarullah

Awwal Allah Noor Upaya | Ustad Shafqat Ali Khan | Shabad Gurbani Raag

Nigah-e-Faqr main shan-e-sikandari kya hai II Kalam-e-Iqbal II by Sidra Bashir Mirpur AJK

Noor E Ilahi - Official Music Video | Salim Sulaiman | Abida Parveen | Pankaj Tripathi

Baang-e-Dara: 105 | Shikwa | The Complaint | Allama Iqbal | Iqbaliyat | AadhiBaat

Nigah e Faqar Mein | Hina Nasarullah & Rahat Fateh Ali Khan | Full Song | Gaane Shaane

Na Tu Zameen K Liye Hai - English Translation Kalam e Iqbal || Hina Nasrullah

Aastan Hai Yeh Kis Shah-E-Zeshan Ka | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | official version | OSA Islamic

Allama Iqbal - Khudi ka sare nihan la ilaha illallah | Lyrical Video | Sufism

LIVE CONCERT | Nigah-e-Faqr Mein Shan-e-Sikandari Kya Hai | Hina Nasrullah | کلام علامہ محمد اقبال

Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein- Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan (English Translation) Virsa

Sikwa Jawab E Shikwa by Amjed Farid Sabri and Naeem Abbas Rofi - Complete

Coke Studio | Season 14 | Tu Jhoom | Naseebo Lal x Abida Parveen

Kalam e iqbal Nigah AASHIQ ki dekh leti hai

Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hoon | Asrar

Diyar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD Video

