Khoji, BABA JHANDEY SHAH KA QATAL Oct 25, 2013

Baba jhandey shah jo ke qabristan mai apne aastane mai beth kar mardoun or aurtoun ko tavees deta tha ek raat is ko na maloom afraad nai qatal kardiya police nai jab ibtidai tafteesh ki to yeh dakeeti ki wardaat lagi lekin jab is wardaat ka khoj lagaya tu jo is ka suragh mila woh heran kun tha