जो अपने घर में हैं फ़र्श-ए-अज़ा बिछाए हुए | नौहा | अंजुमन गुलज़ार-ए-क़ासिमी | इलाहाबाद #viral #noha
🎞️ ... VIDEO INFO ... 🎞️ ➡️ 𝚃𝙸𝚃𝙻𝙴 :- JO APNE GHAR MEIN HAIN FARSH-E-AZA BICHHAYE HUE || KALAM:- JANAB FAIYAZ RAI BARELI SB || BAMUQAM:- AZAKHANA GAZANFER ALI KHA DULARE KHAN DARIYABAD|| TARZ COMPOSED BY :- SHADAB ZAMAN ( SHARUKH ) SB|| ANJUMAN GULZAR E QASIMI ALLAHABAD ➡️NOHA:- JO APNE GHAR MEIN HAIN FARSH-E-AZA BICHHAYE HUE ➡️KALAM:- JANAB FAIYAZ RAI BARELI SB ➡️ NOHAKHAWANS :- SHADAB ZAMAN , SHABIH ABBAS JAFRI , ASKARI ABBAS , AKHLAQ RAZA ( BABLU) , YASIR ZAIDI , ZAHEER ABBAS , EJAZ NAQVI ,TALIB ALLAHABADI, KAMRAN RIZVI , ALI RAZA RIZVI , ASAD ALI , ZEESHAN HAIDER , HAIDER RIZVI , RAZA HAIDER , KUMAIL ABBAS , ZEESHAN HAIDER , YUSUF , SYED SHABIH ABBAS , AKBAR RIZVI , ZULFIQ , WASEEM RIZVI , HAIDER ALI (SHAFAQ) •••••••••••••••••••••••••••••••• LYRICS THIS NAUHA 👇🏻👇🏻 Jo apne ghar mein hain farsh-e-aza bichhaye hue Wohi zameen ko hain aasmaan banaye hue Jise na jhukne diya Karbala mein Ghazi ne Hum aaj bhi usi parcham ko hain uthaye hue Saja rahe hain jo apne lahu se dee'n ka chaman Furaat-e-ishq mein hain sab ke sab nahaye hue Abhi hai chaand sitaron ka imtehaan baqi Chiragh is liye Shabbir hain bujhaye hue Saja rahe hain saron se jo maqtal-e-Shabbir Hain sab ke sab shab-e-Aashoor aazmaye hue Shikaar jald karo Hurmala ka aye Mukhtar Zamana ho gaya Abid ko muskuraye hue Jo aaj kehte hain Iran ko mita denge Ye sab hain asl mein Khyber ki chot khaye hue Woh dekho dasht mein angdai le rahe hain Habib Khadi hai saamne bai'at kamar jhukaye hue Khizaa'n raseeda na hogi kabhi ye fasl-e-aza Shajar ye Sani-e-Zahra ke hain lagaye hue Yazeed-e-waqt ko milti nahin hai raah-e-faraar Hussain wale zamane pe yun hain chhaye hue Na jaane kaisa ye jazba hai nusrat-e-Shah mein Hai bachcha bachcha yahan aasteen chadhaye hue Alam ki chaah mein Khyber mein jaagne wale Alam na milne se ab tak hain tilmilaye hue Paseena aane laga surajon ke maathe par Naqaab chehre se Abbas hain uthaye hue Hum un ko maan lein kaise bhala raziallah Jo hain Rasool ki beti ka dil dukhaye hue Yazeed-e-waqt se Faiyaz hum nahin darte Hum apni fikr ko hain Karbala banaye hue •••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• PRESENT BY ANJUMAN GULZAR E QASIMI ALLAHABAD ° RELEASE BY ANJUMAN GULZAR-E-QASIMI ALLAHABAD ° __________________________________________ اس چينل ميى محفو ظ كى جا نے والى تمام و يڈ يو كو بغیر اجازت كاپى كرنا شرعاً حرام ہے ➡️𝐂𝐨𝐩𝐲𝐫𝐢𝐠𝐡𝐭 𝐝𝐢𝐬𝐜𝐥𝐚𝐢𝐦𝐞𝐫 𝐮𝐧𝐝𝐞𝐫 𝐬𝐞𝐜𝐭𝐢𝐨𝐧 107 𝐨𝐟 𝐭𝐡𝐞 𝐜𝐨𝐩𝐲𝐫𝐢𝐠𝐡𝐭 𝐚𝐜𝐭 1976 𝐚𝐥𝐥𝐨𝐰𝐚𝐧𝐜𝐞 𝐢𝐬 𝐦𝐚𝐝𝐞 𝐟𝐨𝐫 𝐟𝐚𝐢𝐫 𝐮𝐬𝐞 𝐟𝐨𝐫 𝐩𝐮𝐫𝐩𝐨𝐬𝐞𝐬 𝐬𝐮𝐜𝐡 𝐚𝐬 𝐜𝐫𝐢𝐭𝐢𝐜𝐢𝐬𝐦 𝐜𝐨𝐦𝐦𝐞𝐧𝐭 𝐧𝐞𝐰𝐬 𝐫𝐞𝐩𝐨𝐫𝐭𝐢𝐧𝐠 𝐬𝐜𝐡𝐨𝐥𝐚𝐫𝐬𝐡𝐢𝐩 𝐚𝐧𝐝 𝐫𝐞𝐬𝐞𝐚𝐫𝐜𝐡 𝐟𝐚𝐢𝐫 𝐮𝐬𝐞 𝐢𝐬 𝐚 𝐮𝐬𝐞 𝐩𝐞𝐫𝐦𝐢𝐭𝐭𝐞𝐝 𝐛𝐲 𝐜𝐨𝐩𝐲𝐫𝐢𝐠𝐡𝐭 𝐬𝐭𝐚𝐭𝐮𝐭𝐞 𝐭𝐡𝐚𝐭 𝐦𝐢𝐠𝐡𝐭 𝐨𝐭𝐡𝐞𝐫𝐰𝐢𝐬𝐞 𝐛𝐞 𝐢𝐧𝐟𝐫𝐢𝐧𝐠𝐢𝐧𝐠 𝐧𝐨𝐧 𝐩𝐫𝐨𝐟𝐢𝐭 𝐞𝐝𝐮𝐜𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧𝐚𝐥 𝐨𝐫 𝐩𝐞𝐫𝐬𝐨𝐧𝐚𝐥 𝐮𝐬𝐞 𝐭𝐢𝐩𝐬 𝐭𝐡𝐞 𝐛𝐚𝐥𝐚𝐧𝐜𝐞 𝐢𝐧 𝐟𝐚𝐯𝐨𝐮𝐫 𝐨𝐟 𝐟𝐚𝐢𝐫 𝐮𝐬𝐞 𝐂𝐨𝐮𝐫𝐭𝐞𝐬𝐲 :- 𝗔𝗡𝗝𝗨𝗠𝗔𝗡 𝗚𝗨𝗟𝗭𝗔𝗥-𝗘-𝗤𝗔𝗦𝗜𝗠𝗜 𝗔𝗟𝗟𝗔𝗛𝗔𝗕𝗔𝗗 …....….....…………….............................................. ➡️𝗪𝗔𝗧𝗖𝗛 𝗧𝗢 𝗦𝗘𝗘 𝗢𝗨𝗥 𝗣𝗥𝗘𝗩𝗜𝗢𝗨𝗦 𝗩𝗜𝗗𝗘𝗢𝗦 𝗙𝗢𝗟𝗟𝗢𝗪 𝗧𝗛𝗘 𝐂𝐇𝐀𝐍𝐍𝐄𝐋 𝑯𝑶𝑴𝑬 𝑷𝑨𝑮𝑬 °°°°°°°°°°°°°°ᴏғғɪᴄɪᴀʟ ᴡᴇʙsɪᴛᴇ°°°°°°°°°°°°°°°°° ➡️ɪɴsᴛᴀɢʀᴀᴍ ᴀᴄᴄᴏᴜɴᴛ👇🏻 https://www.instagram.com/_anjuman_gulzar_... ➡️𝙵𝙰𝙲𝙴𝙱𝙾𝙾𝙺 𝙰𝙲𝙲𝙾𝚄𝙽𝚃 𝙻𝙸𝙽𝙺👇🏻 https://www.facebook.com/profile.php?id=61... TO WATCH MORE UPDATES ON YOUTUBE PLEASE CLICK BELOW LINK 😊 @ANJUMAN GULZAR-E-QASIMI ALLAHABAD / @gulzar-e-qasimi °°°°°° 𝗜𝗙 𝗬𝗢𝗨 𝗝𝗢𝗜𝗡 𝗧𝗛𝗜𝗦 𝗣𝗟𝗘𝗔𝗦𝗘 𝗦𝗨𝗕𝗦𝗖𝗥𝗜𝗕𝗘 𝗢𝗨𝗥 𝗖𝗛𝗔𝗡𝗡𝗘𝗟 𝗔𝗡𝗗 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗦 𝗧𝗛𝗘 𝗕𝗘𝗟𝗟 𝗜𝗖𝗢𝗡 𝗗𝗢𝗡'𝗧 𝗠𝗜𝗦𝗦 𝗔𝗡𝗬 𝗨𝗣𝗗𝗔𝗧𝗘𝗦 𝗞𝗘𝗘𝗣 𝗦𝗨𝗣𝗣𝗢𝗥𝗧𝗜𝗡𝗚 𝗞𝗘𝗘𝗣 𝗟𝗢𝗩𝗜𝗡𝗚 𝗣𝗟𝗘𝗔𝗦𝗘 𝗪𝗔𝗧𝗖𝗛 𝗧𝗛𝗘 𝗩𝗜𝗗𝗘𝗢 𝗧𝗜𝗟𝗟 𝗧𝗛𝗘 𝗘𝗡𝗗😇😇 ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• #NOHA #ANJUMAN_GULZAR_E_QASIMI #anjumangulzareqasimiallahabad #matam ➡️ SUBSCRIBE ➡️ LIKE ➡️ SHARE THANKS FOR WATCHING THIS VIDEO TAGS: #gulzareqasimi #gulzar #anjumangulzareqasimi #anjgulzareqasimialld #majlis #majliseaza #azadarinetwork #azadarehussain #azadar #islamicvideo #islamicshorts #hadith #quran #imamhussain #allahabad #viralvideo #video #highlights #karbala #karbalastatus #viral #islamabad #pakistantv #indiatv #ayyamefatimiya #ayyameaza #hayehussain #pyas #muharram #hussainibneali #yaabbasas #yahussain #maulaabbas #salamghazi #aliunwaliullah #yaali_as #labbaikyahussain #karbobala #najaftokarbalawalk #arbaaen #arbaeenwalk #aashura #karbal #azadari #salamyahussain #mankuntomaula #ishqeali #haqebibizehra #bulb #rasoolallahﷺ #yaalimadad #maulaabbas #shianeali #gulzareqasimi #_anjuman_gulzar_e_qasimi_alld_ #zeeshanhaiderallahabadi #gulzareqasimi #maulaabbas #_anjuman_gulzar_e_qasimi_alld_ #newsalam #salam2026 #muharram2026 #muharram1448 #azadari2026 #majlis2026 #karbalalive #karbalamubarak #ahlulbayt #ahlulbaytlovers #imamhussainas #yahussainas #labbaikyahussain #yaabbasas #maulahussain #shabbeashur #azakhana #matamdari #shias #shiaislam #islamicrecitation #salamvideo #nohavideo #azadariehussain #hussainforall #karbalamovement #gulzareqasimi #allahabadazadari #barelikalam #faiyazraibareli #shadabzaman #taliballahabadi #shabihabbas #askarabbas #haider #imamali #bibiZehra #arbain #arbaeen2026 #imammehdi #yaalimadad

Baba Mere Seene Me Sina Toot Gayi Hai | Amir Ur Rizvi | Anjuman E Naqviya Allahabad | Nauha 2026

मेरे बेज़ुबान,मेरे बेज़ुबान,मेरे बेज़ुबान असग़र || नया नौहा || अंजुमन गुलज़ार-ए-क़ासिमी, इलाहाबाद ||

Tumse kahta tha na jao Abbas | Anjuman Naunehal e Husaini | Mehrab Ali Azmi Karbalai

18 बनी हाशिम के ताबूत और अलम की ज़ियारत 😢 | मलिक टोला मऊ की यादगार अज़ादारी 2026 | Mau Azadari

New Noha "Haye Zainab Ka Khula Sar Nahi Bhoole Sajjad" #dariyabadazadari #newnoha #allahabadazadari

New Nauha 2023 || Qaid khane me Sakina ko qaza aayi hai || Ghulam Abbas

Rare & Exclusive Majlis | Khateeb-e-Akbar Maulana Mirza M. Athar | Safar-e-Imam Husain a.s.

Anjuman Gulzar-e-qasimi || Sughra Ne Likha Khat me || Kalaam Jb. Talib Allahabadi Sb 4th Muharram

Iran's attacks: Kuwait seeks help from PAK Army | Request for deployment of TROOPS and Fighter Jets

Abbas Mera Naam Hai Haider Ka Laal Hoon | Anjuman E Naqviya Allahabad | 4th Moharram | Asghar Manzil

Uske Bazu Na Rahe | Purdard Noha 3 Muharram Anjuman Sipah e Hussaini Ariya 2026/1448

ANJUMAN GULZAR-E-QASIMI ||Aye Shahe Karbala Alvida Alvida || Kalaam- Zeeshan Haider Sb.

FARWA KE JIGAR GOSHEY HO FARZAND E HASAN HO, KAM UMRI ME BETAAB PEHENNE KO KAFAN HO || JB. JAFAR SB.

Nohay 2019 | Utho Sakina Chalein Karbala | Mir Hasan Mir New Noha 2019 | Shahadat e Bibi Sakina (س)

Koi Wada Sare Bazar Bahut Yad Aaya | Ustad Fazle hallauri | Yaume Abbas a.s 2023

Noha:- "RAWA HAI SEENA e AKBAR SE KHOON KE DHARE" by Anjuman Hussainiya Qadeem.

NAUHA | GUZRE DINO KO KARTE JAB YAAD BAAR BAAR | ANJUMAN HAIDERI RGTD. KOPAGANJ - MAU #haqqezehrasa

Sajjad A.S Di Zindagi Muk Gai Ae | Zawar Markazi Matami Sangat Rawalpindi | 27 Muharram 1448 |2026

Abhi Khanjjar Na Chala | Noha | Matami Anjuman Jawwadiya Reg.Banaras

