Bachchon Muaf Karna | 4 Moharram Noha | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat 2026

4 Moharram 2026 | Noha 2026 | Jab Yaad Aaye Bete Zainab ye Boli Rokar Bachchon Muaf Karna 2026 Anjuman Sipah-e-Hussaini - Bhanauli Sadat 2026/1448 | Noha Aon-o-Mohammad 2026 Bachon Muaf Karna | बच्चों मुआफ करना | بچوں معاف کرنا Poet- Nadeem Abbas Sultanpuri Recited by- Anjuman Sipah-e-Hussaini - Bhanauli Sadat Zuhair Qain Sultanpuri, Abutalib Sultanpuri, Anzar Husain, Nadeem Abbas, Mohammad Abid Lyrics Bachon Muaf Karna : Azadaron aaj ek ghamzada maa ko unke bachon ka pursa pesh karna hai jisne kabhi apne bachon pe giriya na kiya. Magar ye shahzadi ek maqam wo aata hai ki apne bachon ko yaad kar k bekarar hoke roti hain. Jab ye kafela karbala se madine pohcha janabe zainab s.a apne ghar me dakhil hui toh do chote-chote bistar nazar aaye. Janabe Zainab s.a ne Karbala ka rukh kar k kaha aye Aun-o-Mohammad mujhe maaf kar dena mai tumpe giriya na kar saki... Jab yaad aye bete zainab ye boli roker Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnasseb madar Bachon muaf karna x2 1. Shabash mere sheron amma ki laaj rakh li Dariya pe bhi pahuch kay tumne piya na pani Aye mere mohammad, aye mere aon, aye mere dularon Shabash mere sheron amma ki laaj rakh li Dariya pe bhi pahuch kay tumne piya na pani Aye mere chand taron qurban jaun tumpar Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnasseb madar Bachon muaf karna x2 2. Tum hi batao pyaro roti mai tumpe kaise Tukde bine hasan kay dil ko hila rahe Aye mere mohammad, aye mere aon, aye mere dularon Tum hi batao pyaro roti mai tumpe kaise Tukde bine hasan kay dil ko hila rahe Mai bhool jati kaise wo dardnaak manzar Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnasseb madar Bachon muaf karna x2 3. Jis naujawan ko maine aththarah saal pala Dekha sena me uska uljha hua kaleja Aye mere mohammad, aye mere aon, aye mere dularon Jis naujawan ko maine aththarah saal pala Dekha sena me uska uljha hua kaleja Fursat na de rahi thi ek pal bhi yaad-e-akbar Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnasseb madar Bachon muaf karna x2 4. Gurbat me jo gareeb-e-zahra ka aasra the Kaate gye wo bazu abbas-e-bawafa kay Aye mere mohammad, aye mere aon, aye mere dularon Gurbat me jo gareeb-e-zahra ka aasra the Kaate gye wo bazu abbas-e-bawafa kay Abbas ki judai thi koohe dard mujhpar Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnaseeb madar Bachon muaf karna x2 5. Waali ka mere sar pe saaya hai ab bhi baki Bhabhi rabab ki to duniya ujad chuki thi Aye mere mohammad, aye mere aon, aye mere dularon Waali ka mere sar pe saaya hai ab bhi baki Bhabhi rabab ki to duniya ujad chuki thi Pursa mai unko deti ya bain karti tumpar Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnaseeb madar Bachon muaf karna x2 6. Shayed Nadeem us dam bachon ne ye kaha ho Ham jante hain amma guzri hai aap pe jo x2 Sharminda ham ko keeje na aap ab ye kahkar Bachon muaf karna Rone na pai tumpar ye badnaseeb madar Bachon muaf karna x2 Access-: Azadari Nauha bachchon muaf karna Anjuman sipah-e-hussaini, bhanauli sadat Bhanauli sadat nohay 2026 Waiz Hasan Sultanpuri Nadeem Abbas Noha 2026 ►Social Media:- Subscribe :    / azadaribhanauli   Facebook:   / bhanaulisadat   Instagram:   / azadaribhanauli   Hit me up on social media! Instagram:   / shiagraphic.in  

Naujawan Bete Ke Mar Jane ke Baad | New Noha 2026 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2026
▶︎

Naujawan Bete Ke Mar Jane ke Baad | New Noha 2026 | Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat 2026

🔴 Maulana Meesam Zaidi | 7th Majlis | Ashra 1448 2026 | Aliyun Waliullah | Imambada Agha Baqir
▶︎

🔴 Maulana Meesam Zaidi | 7th Majlis | Ashra 1448 2026 | Aliyun Waliullah | Imambada Agha Baqir

New Noha 2024 | Kat Raha hai Baap ka Gala | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat
▶︎

New Noha 2024 | Kat Raha hai Baap ka Gala | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Zakir Syed Farrakh Abbas Bukhari || Masaib
▶︎

Zakir Syed Farrakh Abbas Bukhari || Masaib

Noha Shamma na Jala | Anjuman Haidariya Maniyarpur Sultanpur | Juloos-e-Amari Bhanauli Sadat 2024
▶︎

Noha Shamma na Jala | Anjuman Haidariya Maniyarpur Sultanpur | Juloos-e-Amari Bhanauli Sadat 2024

New Nauha । Hai bachpan magar dikh rahi hai zaeefa । Anjuman sipahe hussaini bhanauli sultanpur ।
▶︎

New Nauha । Hai bachpan magar dikh rahi hai zaeefa । Anjuman sipahe hussaini bhanauli sultanpur ।

Habib Aate Hain | Anjuman Sajjadiya Jalalpur 2026 | Dr Aftab Noha 2026 | New Noha Dr Aftab Raza 2026
▶︎

Habib Aate Hain | Anjuman Sajjadiya Jalalpur 2026 | Dr Aftab Noha 2026 | New Noha Dr Aftab Raza 2026

Karbala Hidden Miracle: Ghazi Abbas's Shahadat & Water Memory Secret in Universe | Syed Haider Jafri
▶︎

Karbala Hidden Miracle: Ghazi Abbas's Shahadat & Water Memory Secret in Universe | Syed Haider Jafri

Amma Tumhara Asghar (as) | Mir Hasan Mir | Nohay 2026 | Muharram 2026/1448
▶︎

Amma Tumhara Asghar (as) | Mir Hasan Mir | Nohay 2026 | Muharram 2026/1448

Markazi Azadari Nishter Park | 6 Muharram 1448 | Allama Shehanshah Hussain Naqvi
▶︎

Markazi Azadari Nishter Park | 6 Muharram 1448 | Allama Shehanshah Hussain Naqvi

New Noha | Janab Shoeb & Taqi Nowganvi | Anjuman e Yadgar | Nowgawan Sadat Azadari 2026 | 1448
▶︎

New Noha | Janab Shoeb & Taqi Nowganvi | Anjuman e Yadgar | Nowgawan Sadat Azadari 2026 | 1448

Noha 2022 ll Bachon Muaf Karna ll Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat
▶︎

Noha 2022 ll Bachon Muaf Karna ll Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat

MAJLIS 5 | 5 Muharram 1448AH - Ayatullah Sayed Aqeel Al-Gharavi SQ
▶︎

MAJLIS 5 | 5 Muharram 1448AH - Ayatullah Sayed Aqeel Al-Gharavi SQ

Noha Aye Mere Chand Ali Akbar | 5 Moharram Bhanauli Sadat
▶︎

Noha Aye Mere Chand Ali Akbar | 5 Moharram Bhanauli Sadat

खुर्शीद असरी का नौहा सुनके रोए अज़ादार | Ludhiana Azadari 2022 | Juloos-E-Aza 19 Safar Ludhiana
▶︎

खुर्शीद असरी का नौहा सुनके रोए अज़ादार | Ludhiana Azadari 2022 | Juloos-E-Aza 19 Safar Ludhiana

Noha Asghar Haye Asghar | Syed Ali Zia Rizvi & Hasan Mohammad Rizvi | Muharram 1446AH/2024
▶︎

Noha Asghar Haye Asghar | Syed Ali Zia Rizvi & Hasan Mohammad Rizvi | Muharram 1446AH/2024

Mir Hasan Mir Ny Kamal Kr Dya || Haram e Imam Ali as || Saleh Raza Karbalai
▶︎

Mir Hasan Mir Ny Kamal Kr Dya || Haram e Imam Ali as || Saleh Raza Karbalai

Ayaz Abbas Noganvi | Sina Ko Khinch Lo Baba | सिना को खींच लो बाबा | Shabbedari 11 Safar mawana 2023
▶︎

Ayaz Abbas Noganvi | Sina Ko Khinch Lo Baba | सिना को खींच लो बाबा | Shabbedari 11 Safar mawana 2023

Shamma Raushan kar ke Ashqon ki Rawani kay Liye | 5 Moharram Bhanauli Sadat
▶︎

Shamma Raushan kar ke Ashqon ki Rawani kay Liye | 5 Moharram Bhanauli Sadat

Sabr Sakeena ko de khuda, Anjuman Sipah e Hussaini, Bhanauli Sadat,
▶︎

Sabr Sakeena ko de khuda, Anjuman Sipah e Hussaini, Bhanauli Sadat,