ZINDAGI EK KIRAYE KA GHAR HAI || SLOWED AND REVERB || REVERB NAAT ✓

Zindagi Ek Kiraaye ka ghar hai , Ek na ek din badalna padega Maut Jab Tujko aawaaz degi , Ghar se baahar nikalna padega Ruth jayeingi jab Tujse khushiyaan , Gam ke dhaanche pe dhalna padega Waqt Aesa bhi aayega nadaan , Tujko kaanton pe chalna padega Itna maazur ho jaayega Tu , Itna majboor ho jaayega Tu Ye jo makhmal ka chola hai Tera , Ye kafan mein badalna padega Kar le Imaan se Dil ki safaaii,  Chhod de Chhod de Tu buraaii  Waqt baaki hai ab bhi sambhal ja , Warna dozakh mein jalna padega Aesi ho jaegi Teri haalat , Kaam aayegi daulat na taakat Chhod kar Apni unchi haweli , Tujko baahar nikalna padega Jalwa e Husn bhi jaa baja hai , Aur khatra to bhi hai ziyaada Zindagaani ka ye raasta hai , Har kadam par sambhal na padega Baap Bete ye Bhai Bhatije , Tere saathi hein ye jeete jeete Apne aangan se uthna padega , Apni chokhat se talna padega Hai bahot hi buri chiz Duniya , Kyun samajta hai Duniya ko Apna Baaz aa ja gunaahon se warna , Umar bhar Haath malna padega Pyaar se sabko Apna banaale , Jis Qadar Ho sake Tu Dua le Mat laga aag nafrat ki nadaan , Warna Tujko bhi jalna padega Baal se bhi baarik hai rasta , Aur Talwaar se bhi tez tar hai Uspe gathdi gunaahon ki lekar , Hashr mein Tujko chalna padega Gam ke maron ki haalat pe nadaan , Has raha hai magar yaad rakhle Ashk ban ban ke Aankhon se Apni , Ek Din Tujko dhalna padega Qabr mein jis gadi jaayega Tu , Nekiyaan kaam aayeingi Tere Baaz aaja gunaahon se warna , Hashr tak haath malna padega Chaahta hai agar surkh rooi , Chaahta hai agar nek naami Ye adaa chhodni hogi Tujko , Is chalan ko badalna padega Hai agar Tujko Insaan ban na , To Yaksar Meri baat sun le Chhodni hogi har ek buraai , Khwaahishon ko kuchalna padega Zindagi Ek Kiraaye ka ghar hai , Ek na ek din badalna padega Maut Jab Tujko aawaaz degi , Ghar se baahar nikalna padega Hindi : ज़िन्दगी एक किराए का घर है , एक ना एक दिन बदलना पड़ेगा मौत जब तुझको आवाज़ देगी , घर से बाहर निकलना पड़ेगा रूठ जाएंगी जब तुजसे खुशियां, गम के ढाँचे में ढलना पड़ेगा वक़्त ऐसा भी आएगा नादाँ , तुझको काँटों पे चलना पड़ेगा इतना माज़ूर हो जायेगा तू , इतना मजबूर हो जायेगा तू ये जो मखमल का चोला है तेरा, ये कफ़न में बदलना पड़ेगा कर ले इमां से दिल की सफाई , छोड़ दे छोड़ दे तू बुराई वक़्त बाकी है अब भी संभल जा, वरना दोज़ख में जलना पड़ेगा ऐसी हो जायेगी तेरी हालत, काम आएगी दौलत ना ताकत छोड़ कर अपनी ऊँची हवेली , तुझको बाहर निकलना पड़ेगा जलवा-इ-हुस्न भी जा बजा है, और खतरा तो भी है ज़ियादा ज़िंदगानी का ये रास्ता है, हर क़दम पर संभालना पड़ेगा बाप, बेटे, ये भाई, भतीजे, तेरे साथी हैं ये जीते जीते अपने आँगन से उठना पड़ेगा, अपनी चौखट से टलना पड़ेगा है बहोत ही बुरी चीज़ दुनिया, क्यों समझता है दुनिया को अपना बाज़ आजा गुनाहों से वरना , उम्र भर हाथ मलना पड़ेगा प्यार से सबको अपना बना ले, जिस क़दर हो सके तू दुआ ले मत लगा आग नफरत की नादाँ, वरना तुझको भी जलना पड़ेगा बाल से भी बारीक है रास्ता, और तलवार से भी तेज़ तर है उसपे गठड़ी गुनाहों की ले कर , हश्र में तुझको चलना पड़ेगा गम के मारों की हालत में नादाँ, हस रहा है मगर याद रख ले अश्क बन बन के आँखों से अपनी , एक दिन तुझको ढलना पड़ेगा क़ब्र में जिस गड़ी जाएगा तू , नेकियाँ काम आएंगी तेरे बाज़ आजा गुनाहों से वरना , हश्र तक हाथ मलना पड़ेगा चाहता है अगर सुर्ख रुई , चाहता है अगर नेक नामी ये अदा छोड़नी होगी तुझको , इस चलन को बढ़ना पड़ेगा है अगर तुझको इंसान बनना, तो यकसर मेरी बात सुन ले छोड़नी होगी हर एक बुराई , ख्वाहिशों को कुचलना पड़ेगा #8daudio #islamic #naat #slowedandreverb #explore #youtubeshorts #youtube #naatsharif

Terii Rehmato Ka Dariyaa || Best New+Old Version Lyrics || Slowed reverb
▶︎

Terii Rehmato Ka Dariyaa || Best New+Old Version Lyrics || Slowed reverb

Bhalai Kar Bhala Hoga slowed and. reverberate
▶︎

Bhalai Kar Bhala Hoga slowed and. reverberate

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammad || Slow & Reverb | Naat | Owais Raza Qadri
▶︎

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammad || Slow & Reverb | Naat | Owais Raza Qadri

মেরে মাওলা 🥰 kabe ki ronak | slowed+Reverab ||Gulam mustafa Qadri || #naatsharif #naat #makkha
▶︎

মেরে মাওলা 🥰 kabe ki ronak | slowed+Reverab ||Gulam mustafa Qadri || #naatsharif #naat #makkha

दुनिया की सबसे ज्यादा फेमस क़व्वाली - Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai - Anis Sabri - 2023 New Qawwali
▶︎

दुनिया की सबसे ज्यादा फेमस क़व्वाली - Zindagi Ek Kiraye Ka Ghar Hai - Anis Sabri - 2023 New Qawwali

Ab Yaad Na Aao Rehne Do (Slowed and Reverb) -  || Nasheed || Tabeeb E Qalb
▶︎

Ab Yaad Na Aao Rehne Do (Slowed and Reverb) - || Nasheed || Tabeeb E Qalb

Qayamat Aane Wali Hai Slowed + Reverb
▶︎

Qayamat Aane Wali Hai Slowed + Reverb

Mohammad Na Hote Toh [ Slowed + Reverb ] DJ Alam Palamu
▶︎

Mohammad Na Hote Toh [ Slowed + Reverb ] DJ Alam Palamu

Jaga Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai || Emotional Kalam || Ghulam Mustafa Qadri || Slowed & Reverb ||
▶︎

Jaga Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai || Emotional Kalam || Ghulam Mustafa Qadri || Slowed & Reverb ||

Allah hu Allah hu ,Qawali by Nusrat Fateh ali Khan,One of the greatest Qawali
▶︎

Allah hu Allah hu ,Qawali by Nusrat Fateh ali Khan,One of the greatest Qawali

Dar E Nabi Par Ye Umra Bite #naat || Slow And Reverb ||
▶︎

Dar E Nabi Par Ye Umra Bite #naat || Slow And Reverb ||

Mohammad Na Hote To Kuchh Bhi Na Hota | (slow & Reverb) #chisti_g9 #muhammad #muhammadﷺ
▶︎

Mohammad Na Hote To Kuchh Bhi Na Hota | (slow & Reverb) #chisti_g9 #muhammad #muhammadﷺ

Jagha Ji Lagane ki Duniya Nhi Hai - Ghulam Mustafa Qadri
▶︎

Jagha Ji Lagane ki Duniya Nhi Hai - Ghulam Mustafa Qadri

Lab pe aati hai dua banke tamanna meri || slowed + reverb || old memories || happiness time || 🤎🤎🤎
▶︎

Lab pe aati hai dua banke tamanna meri || slowed + reverb || old memories || happiness time || 🤎🤎🤎

shah e mardan ali
▶︎

shah e mardan ali

Chal Deen Ki Tabligh Main ( Slowed & Reverb ) Shaz Khan & Sohail Moten Lofi Naat @Islamic_Lofi.
▶︎

Chal Deen Ki Tabligh Main ( Slowed & Reverb ) Shaz Khan & Sohail Moten Lofi Naat @Islamic_Lofi.

Zameen o Asman m har zuban se la ila nikla  Slow+reverb| The peaceful place
▶︎

Zameen o Asman m har zuban se la ila nikla Slow+reverb| The peaceful place

SUKOON PAYA❤| SLOWED AND REVERB
▶︎

SUKOON PAYA❤| SLOWED AND REVERB

Dar Bara Ho To | SLOWED & REVERB
▶︎

Dar Bara Ho To | SLOWED & REVERB

Bhalai kar bhala hoga | islamic music | slowed & reverb| popular music #youtube #islamic #newvideo
▶︎

Bhalai kar bhala hoga | islamic music | slowed & reverb| popular music #youtube #islamic #newvideo