Bhairav Aa Gaye, Hanuman Aa Gaye — Kya Ye Sach Hota Hai? | The Real One
Aaj kal social media par aksar suna jaata hai — “Bhairav aa gaye”, “Hanuman ji aa gaye”, ya kisi ke upar koi devi-devta aa gaye. Lekin kya sach mein aisa hota hai? Ya kai baar ye sirf attention ka khel bhi ho sakta hai? Is podcast mein पीठधिश्वर स्वामी आलोक महाराज जी ke saath tantra aur bhakti ke beech ke sabse gehre sawalon par khul kar baat hui hai. Negative energies, depression aur aaj ke samay mein youth ki mental state ko samajhne ki bhi koshish ki gayi hai. Saath hi ye bhi samjhaya gaya hai ki tantra mein alag-alag mudra aur techniques ka kya role hota hai, aur bhakti ka marg kaise sirf sharanagati (poori samarpan bhavna) par tikta hai. Conversation ke dauraan Maa Kali ke tattva, samay aur shakti ka sambandh, Maa Baglamukhi ki sadhana aur yagya ki shakti, Maa Pratyangira aur Vipreet Pratyangira Devi ke antar jaise kai rare spiritual topics par bhi gehri charcha hui hai. Agar aap spirituality, tantra aur bhakti ko ek naye perspective se samajhna chahte hain, to ye podcast zaroor dekhiye. Ho sakta hai is discussion ke baad aapka nazariya poori tarah badal jaaye. ⸻ 👤 Guest Details पीठधिश्वर स्वामी आलोक महाराज जी 📞 Contact No: 9818133665 📸 Instagram https://www.instagram.com/srimaabagla... ⸻ 🔗 CONNECT 🎬 Clips Channel / @therealoneclips 📸 Instagram / dvrma3 📱 TR1 Clips Instagram / tr1.clips 📘 Facebook / dvrma701 🎧 Spotify https://open.spotify.com/show/4ZMq3LY 📩 Business Enquiries [email protected] ⸻ ⏱️ TIMESTAMPS 00:00 Highlight 02:30 Yogini Mohini inko siddh kara jaa sakta hai ya sab fake hai? 08:27 Aaj Kal bachhe Depression mein kyu jaa rahe hai? 14:47 Aap kisko maante ho — Tantra ya Bhakti? 22:21 Tantra mein bahot saari mudraon ka prayog 34:42 Baglamukhi mein yagya ki shakti 36:20 Aaj kal sabse zyada divorce kyun ho rahe hain? 42:40 Politician aur Maa Baglamukhi se juda ek case 49:42 Maa Pratyangira aur Vipreet Pratyangira Devi mein antar 54:54 Aapse kaise jude 56:50 Outro ⸻ ⚠️ Disclaimer: Ye podcast sirf awareness aur spiritual discussion ke liye hai. Guest ke vichaar personal hain. Har vyakti ka anubhav alag ho sakta hai — viewer apne vivek ka upyog karein.

Ghost Problems Aur Tantra Ka Ultimate Samadhan! | Horror Podcast | The Real One

Paisa Aana Shuru Ho Sakta Hai 😨 Maa Kamakhya Ka Hidden Truth | The Real One Clips

Sanatan, Dheerendra Shastri Aur Danda Nyoliwala Par Khulkar Boli Sadhvi | The Real One

CIGARETTE DE Bolne Lagi Ghost Entity Kya Ye Possession Tha? 😳 | The Real One

Kaampishachini Ke 18 Cases Ne Sabko Hairaan Kar Diya 😳 | The Real One Clips

हनुमान जी मेरे सामने प्रकट हो गये थे || Hanuman ji ke chamatkar, sunderkand, chalisa ft karan lad

Reality of Tantra S*x, यक्षिणी Ki साधना Ki Sachhai & More ft. Deep Verma | Realhit

Secrets of Ramayan: Shambhala Mystery, Time Travel REAL story & Hanuman Ji | Eeshaan Mahesh | ST-139

TRUTH About Aghoris Revealed By Avdhoot Alakhram | 400 Year Sadhna, Rituals, Myths, Facts | TRS

Live Shoot Mein Aatma Aayi… Camera Band Karna Pada!

Holi Par Mujh Par Jinn Ka Hamla… Par Peeche Kaun Tha? | The Real One

Raat Ko Kisi Ki Presence Feel Hui 😨 Real Experience | The Real One Clips

Black Tantra Ne 21 Preton Ko Jaga Diya – Aghori Ka Real Experiment | The Real One

Ghosts Are Real? Paranormal Science That Will Shake Your Beliefs | RAM ASHOK KUMAR | BMS 5

हिंदू तांत्रिक VS मुस्लिम तांत्रिक कौन है असली शक्तिशाली मुस्लिम तावीज़ VS हिंदू यंत्र ताकत #kali

Mel Maran Meldi: Real Ghost, Bhairav, Muslim Tantra | Kissey Podcast | @SHREEMAHAKALIDARBAR

मुंबई मैं दिखा डरावना मसान |Horror Story in Hindi | Conjuring Stories | Mysterious Horror Story |

Pehli Baar Podcast Par Himalayan Yogi — Gyan, Samadhi Aur Tantra Ka Sach | The Real One

The Terrifying Satan Ritual That Destroyed My Family |RealTalk Clips

