more angna moinuddin aayo re l Junaid Sultani l 2022 Gagron sharif ll
Songs - more angna moinuddin aayo re Artist - Junaid sultani Album - MMS qawwali Location - Hajrat Khwaja Hamiduddin Chishti Khurasani Mitthe Mahabali sarkar R. A. Jhalawar Rajasthan YouTube Channel MMS qawwali हजरत ख्वाजा हमीदुदीन चिश्ती खुरासानी र अ उर्फ मिट्ठे महावली सरकार के 727 वां उर्स की आप सभी को मुबारकबाद पेश करता है अगर आप भी अपने शहर या गांव के उर्स आपके अपने चैनल "MMS qawwali" पर देखना चाहते हैं तो विडियो में दिए गए नम्बर पर कॉल कर हमसे संपर्क करें #MMSqawwali #khuwjaGaribNawajQawwali #junaidsultani #AshrafiAstana #Qawwali #daguirs2023 #SufiQawwali Aayo ri Aayo Ri More Angana Moinuddin .. Aayo Ri More Angana Moinuddin .. Aayo Ri Aayo, Sakhi Aayo Ri Aayo More Bhaag Jagaayo More Angana Moinuddin .. Aayo Ri More Angana Moinuddin.. Aayo Ri More Añgna Añgna … More Añgna Añgna .. More Khwaja Ji Añgan, Añgna … Añgan, Añgna … Chishti Raaja .. Añgna Chisht Ke Raaja .. Añgna Aye Chisht Ke Raaja Añgna .. Aye Chisht Ke Raaja Añgna .. More Angana Moinuddin Aayo Ri Aao Re Chishtiyo Hori Khelo More Añgana Moinuddin .. Aayo Ri Aao Re Chishtiyo Hori Khelo More Angana Moinuddin .. Aayo Ri Meri musibaton ka kharidar hai khwaja Hum saare ghariboñ ka madagar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Aye kam-naseeb hind ke raja se maañg lo Qismat meiñ jo nahi hai wo Khwaja se maañg lo. Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Aañsu hamari aañkh se jis dam chhalak gaye Aisa karam hua ke muqaddar chamak gaye Khwaja Moinuddiñ ki sakhawat ajeeb hai Itna ataa kiya hame, gin gin ke thak gaye. Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Chaukhat hai unki phoote naseeboñ ke waste Bheje gaye hain Khwaja ghareeboñ ke waste. Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Mastane khud hi aate hain masti meiñ jhoomne Khawaja Moinuddin ki galiyoñ me ghoomne Adna sa ye namoona hai Khwaja ke ishq ka Paidal bhi log aate hain Choukhat ko choomne. Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Ham the gunahgar, bahishti bana diya Jis pe nigah daal di Chishti bana diya Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Chishti charagh jalata hai Khwaja ke desh meiñ Ghurbat meiñ kaun palta hai Khwaja ke desh meiñ Satta mein koyi aaye hameñ koyi gham nahi Khwaja ka raaj chalta hai Khwaja ke desh meiñ Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Shohrat Jo meri pahle thi do haath badh gayi Jab se karam hua meri auqaat badh gayi Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Apni Nisbat pe koi rang na chadhne deñge Phool to kya! koi patta na ukhadne deñge Wo mera daamne hasti na ujadne deñge Mere Khwaja mera kuchh bhi na bigadne denge Ho madadgar hai khwaja Ho madadgar hai khwaja Toofan meiñ bhi kashti salamat hi rahegi Us paar Muhammad ﷺ hain, Han… To is paar hain is paar hai Khwaja. Dushman ke aage jhuk nahi sakta kabhi wo sar Jis sar pe tere naam ki dastaar hai Khwaja. Naam-e-Mueen lete hi gham door ho gaye Kitna azeem naam asardar hai Khwaja. Ishq-e-Muinuddin mein bik jayega Junaid Mujh ko yaqeeñ hai mera kharidar hai khwaja.

Saans Chalti Rahe Meri Tere Aa Jane Tak ll Sufi Gajal l Junaid Sultani l MMS qawwali

Aayo Re Morey Angna Moinuddin "Beutiful Qawwali" of NAZIR EJAZ FARIDI QAWWAL

Mujhe to Ali Chahiye - Most Viral Qawali of Denkanikottai yarab baba urs by Nusrat Qadri

Aaj dulha Bane Mere Mahabali आज दूल्हा बने मेरे महाबली l Junaid Sultani l MMS qawwali l Gagron urs

Anish Nawab New Munqawat || Maula Ali Ali | मौला अली अली क़व्वाली | Matiya Mau Qawwali 2023

🫀Mehfil Mein Goonji Dilkash Qawwali | 🌸 Jab Bhi Wo Benaqab Hota Hai Sufiyana Qawwali !

ढफली बजा कर किया सबको दीवाना || More Angna Moinuddin Aayo Ri || Juned Sultani 814 Urs 2025 Qawwali

रबी उल अव्वल 2024 की सबसे शानदार Naat || Junaid Sultani || Mohamamd Ki Sawari Aai

Humpe tere Bade Ahsan Mitthe mahabali Maharaja ll Sarfaraz Anwar Sabri ll MMS qawwali l Gagron urs

Wo Gharana Mere Hussain Ka Hai | Juned Sultani | V.K. Studio Jamnagar

Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad- Mukarram Warsi l Qawwal l MMS qawwali

Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada - English & Urdu Lyrics

Jab mushkilo mein tum ko pukara mahabali ll Sarfaraz Anwar Sabri l Qawwali l MMS qawwali l Gagron

Rubaru mere Jo Teri Zaat Hai रूबरू मेरे जो तेरी जात है l Junaid Sultani l MMS qawwali l Gagron urs

ज़िंदा शाह मदार की पूरी महफ़िल मस्ती में डूब गयी | Mukarram Warsi | Ye Chamak Ye Damak Sab Kuch Sarkar

Ham Tere Ishq Mein Kho Gaye Junaid sultani gazal

Karo Kirpa Khawaja Maharaja , #Qawwali , Sarfraz Chishti , Urs Nazarali Sarkar , Hadiyana

Shah-e-mardan _ALI like my video and subscribe my channel

NEW QAWWALI || Mora Angna Saja De Khawaja Bhaag Jaga De || NAZIR EJAZ FARIDI QAWWAL @AjmerStudio

