Tere Liye Chale The Hum Tere Liye Thahar Gaye - Adeem Hashmi | तेरे लिए चले थे हम तेरे लिए ठहर गए

Tere Liye Chale The Hum, Tere Liye Thahar Gaye Adeem Hashmi तेरे लिए चले थे हम तेरे लिए ठहर गए अदीम हाशमी تیرے لئے چلے تھے ہم ، تیرے لئے ٹھہر گئے تو نے کہا تو جی اٹھے، تو نے کہا تو مر گئے کٹ ہی گئی جدائی بھی کب یہ ہوا کہ مر گئے تیرے بھی دن گزر گئے میرے بھی دن گزر گئے تو بھی کچھ اور اور ہے ہم بھی کچھ اور اور ہیں جانے وہ تو کدھر گیا جانے وہ ہم کدھر گئے راہوں میں ہی ملے تھے ہم راہیں نصیب بن گئیں وہ بھی نہ اپنے گھر گیا ہم بھی نہ اپنے گھر گئے وقت تری جدائی کا اتنا طویل ہو گیا دل میں ترے وصال کے جتنے تھے زخم بھر گئے وہ بھی غبار خواب تھا ہم بھی غبار خواب تھے وہ بھی کہیں بکھر گیا ہم بھی کہیں بکھر گئے کوئی کنار آب جو بیٹھا ہوا ہے سرنگوں کشتی کدھر چلی گئی جانے کدھر بھنور گئے بارش وصل وہ ہوئی سارا غبار دُھل گیا وہ بھی نکھر نکھر گیا، ہم بھی نکھر نکھر گئے اتنے قریب ہو گئے، اتنے رقیب ہو گئے وہ بھی عدیم ڈر گیا، ہم بھی عدیم ڈر گئے آبِ محیطِ عشق کا، بحر عجیب بحر ہے تَیرے تو غرق ہو گئے، ڈوبے تو پار اتر گئے اس کے سلوک پر عدیمؔ اپنی حیات و موت ہے وہ جو ملا تو جی اٹھے وہ نہ ملا تو مر گئے Tere liye chale the hum, tere liye thahar gaye, Tu ne kaha toh ji uthay, tu ne kaha toh mar gaye. Kat hi gayi judaai bhi kab, yeh hua ke mar gaye, Tere bhi din guzar gaye, mere bhi din guzar gaye. Tu bhi kuch aur aur hai, hum bhi kuch aur aur hain, Jaane woh tu kahan gaya, jaane woh hum kahan gaye. Raahon mein hi mile thay hum, raahen naseeb ban gayi, Woh bhi na apne ghar gaya, hum bhi na apne ghar gaye. Waqt hi judaai ka itna taweel ho gaya, Dil mein tere visaal ke jitne thay zakhm bhar gaye. Hota raha muqabla paani ka aur pyaas ka, Sahara umad umad padhe, dariya bhar bhar gaye. Woh bhi ghubar-e-khwaab tha, hum bhi ghubar-e-khwaab thay, Woh bhi kahin bikhar gaya, hum bhi kahin bikhar gaye. Koi kinaar aab jo baitha hua hai sarngon, Kishti kudhar chali gayi, jaane kudhar bhanwar gaye. Aaj bhi intezar ka waqt hanoot ho gaya, Aisa laga ke hashar tak saare hi pal thehar gaye. Baarish-e-wisaal woh hui, sara ghubar dhal gaya, Woh bhi nikharnikhargaya, hum bhi nikharnikhargaye. Aab-e-mohabbat ka behr ajeeb behr hai, Tere to ghark ho gaye, doobe to paar kar gaye. Itne qareeb ho gaye apne raqeeb ho gaye, Woh bhi Adeem darr gaya, hum bhi Adeem darr gaye. Is ke sulook par Adeem apni hayaat o maut hai, Woh jo mila toh ji uthay, woh na mila toh mar gaye. Related queries: adeem hashmi heart touching poetry sad poetry heart touching urdu poetry urdu shayari urdu ghazal poetry status shayari status hindi poetry #urdupoetry #sadpoetry #hearttouchingpoetry #adeemhashmi #ghazal #music #nostalgia #urdupoetry #lovepoetry Welcome to my Youtube channel Baz Gasht! Please don't forget to like and subscribe @BazGasht Thanks for watching 😃 Please subscribe BazGasht Channel and also hit Bell Icon 🔔 for more interesting and similar videos 💙 Let's build a community 💙 Subscribe Here 👉    / @bazgasht   Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational, or personal use tips the balance in favour of fair use. Title: Tere Liye Chale The Hum Tere Liye Thahar Gaye - Adeem Hashmi | तेरे लिए चले थे हम तेरे लिए ठहर गए Writer: Adeem Hashmi عدیم ہاشمی (1 اگست 1946 - 5 نومبر 2001) Narrated By: Nasir Rehman

Tu Boht Dair Se Mila Hai Mujhe - Ahmad Faraz Poetry | Urdu Shayari
▶︎

Tu Boht Dair Se Mila Hai Mujhe - Ahmad Faraz Poetry | Urdu Shayari

Meri Baat Beech Mein Reh Gayi میری بات بیچ میں رہ گئی Amjad Islam Amjad Poetry
▶︎

Meri Baat Beech Mein Reh Gayi میری بات بیچ میں رہ گئی Amjad Islam Amjad Poetry

Unko Bhi Humse Mohabbat Ho Jaruri To Nahi (Cover) | Soulful Ghazal
▶︎

Unko Bhi Humse Mohabbat Ho Jaruri To Nahi (Cover) | Soulful Ghazal

Noor Jahan & Dilip Kumar Parody Makes Everyone Laugh | Moin Akhtar Funniest Speech Ever | Old Event
▶︎

Noor Jahan & Dilip Kumar Parody Makes Everyone Laugh | Moin Akhtar Funniest Speech Ever | Old Event

Sahir Ludhianvi Poetry | Ay Shareef Insano | ساحر لدھیانوی | Urdu Poetry Recitation | War and Peace
▶︎

Sahir Ludhianvi Poetry | Ay Shareef Insano | ساحر لدھیانوی | Urdu Poetry Recitation | War and Peace

Top 25 Facts about Allama Iqbal's family, Is Allama Iqbal's family Qadiani?| Allama Iqbal Life story
▶︎

Top 25 Facts about Allama Iqbal's family, Is Allama Iqbal's family Qadiani?| Allama Iqbal Life story

Ek Mulaqaat with the Legendary Kaifi Azmi | A Timeless Conversation..!
▶︎

Ek Mulaqaat with the Legendary Kaifi Azmi | A Timeless Conversation..!

MUSAFIR | Bulleh Shah Shayari Sufi Song | 15 Minutes Deep Peace | Soulful Qawwali 2026
▶︎

MUSAFIR | Bulleh Shah Shayari Sufi Song | 15 Minutes Deep Peace | Soulful Qawwali 2026

Us Ke Dushman Hain Bahut Aadmi Achchhā Hoga | Nida Fazli Shayari
▶︎

Us Ke Dushman Hain Bahut Aadmi Achchhā Hoga | Nida Fazli Shayari

The Questions Every Child Asks About God! | Grandpa Explains | خدا کو کس نے بنایا؟ |2015
▶︎

The Questions Every Child Asks About God! | Grandpa Explains | خدا کو کس نے بنایا؟ |2015

I Rescued a DYING Black Panther Cub. Years Later, She Gave Me HER BABIES!
▶︎

I Rescued a DYING Black Panther Cub. Years Later, She Gave Me HER BABIES!

Ahmad Faraz Peotry
▶︎

Ahmad Faraz Peotry

Ahmad Faraz, Annual Sir Syed Day Mushaira-1999 (USA)
▶︎

Ahmad Faraz, Annual Sir Syed Day Mushaira-1999 (USA)

“Je Rab Milda” | Devotional Soul-Stirring Sufi Punjabi Kalam | Hazrat Baba Bulleh Shah 2026
▶︎

“Je Rab Milda” | Devotional Soul-Stirring Sufi Punjabi Kalam | Hazrat Baba Bulleh Shah 2026

BAZICHA-E-ATFAL HE DUNIA 3-21 Jagjit Singh Movie Mirza Ghalib ORIGNAL VIDEO HQ English Subtitle
▶︎

BAZICHA-E-ATFAL HE DUNIA 3-21 Jagjit Singh Movie Mirza Ghalib ORIGNAL VIDEO HQ English Subtitle

Hamesha Der Kar Deta Hoon Main | Munir Niazi | 1987 Delhi Mushaira | VHS Archives | Jashn-e-Adab
▶︎

Hamesha Der Kar Deta Hoon Main | Munir Niazi | 1987 Delhi Mushaira | VHS Archives | Jashn-e-Adab

Best of Allama Iqbal | Top 10 Famous Shayari With Meaning
▶︎

Best of Allama Iqbal | Top 10 Famous Shayari With Meaning

Michael Bennett Tells His Story, Then Sings “Stand By My Grave” | AGT Style
▶︎

Michael Bennett Tells His Story, Then Sings “Stand By My Grave” | AGT Style

जब लड़की देखने आए उत्पल दत्त - उत्पल दत्त की हसी से लोटपोट कर देने वाली कॉमेडी - Kissi Se Na Kehna
▶︎

जब लड़की देखने आए उत्पल दत्त - उत्पल दत्त की हसी से लोटपोट कर देने वाली कॉमेडी - Kissi Se Na Kehna

Parveen Shakir | Life, Poetry, Struggle & Legacy of an Iconic Urdu Poet | Sakib Mazeed
▶︎

Parveen Shakir | Life, Poetry, Struggle & Legacy of an Iconic Urdu Poet | Sakib Mazeed