Nana Hazrat Urs e Mubarak 2022
Assalamualaikum.... Ye Urs e Mubarak 2022 ka hai, Dargah Hazrat Syed Shamsuddin Shah Quadri Aijazi Al Maroof Nana Hazrat CHITGUPPA.... CHITGUPPA TQ Humnabad Dist Bidar Karnataka State Ye Urs e Mubarak Moharram ki 20, 21, 22 ko kiya jata hai Hindustan k kayi zilon se yahan par log aate hain, Dargah ka sandal e Mubarak Tamaam khalifaon Aur Murideen k saath aur urs me tashreef farma Hazraat k saath CHITGUPPA ki Galiyon se hota hua Dargah pahunchta hai, Dargah me sandal Fajr k saath chadaya jaata hai aur subha chiraagan k din k saath shuru hoti hai bahut achcha mahol ka nazara hota hai, shaam hote hote logon ka hujoom aur badh jaata hai esha k baad Qawwal Hazraat apni sureli awaazon se urs me tashreef farma Hazraat ko apne ashaar me Piro lete hain, apni Qawwaliyon se logon ko baandh kar rakhte hain logon ka mann chah kar bhi wahan se ja nahi paata... isi tarah raat ka guzar hota hai......

Nana Hazrath ka Sandal chitguppa

Hazrat Syed Lal Shah urf maula Baba dargah Sharif bhalki karnatak

'आज रंग है' अमीर खुसरो सूफी कव्वाली है। पीर-ओ-मुर्शिद हज़रत निज़ामुद्दीन औलिया की शान

Urs shareef nana hazrath Dawath nama (07-07-2026)

Hazrath Syed Shamshuddin Shah Quadri Aijazi 30th Urs-e-Shareef 2026 | Sandal Mubarak Part 1 #viral

30th Urs-e-Shareef 2026 | Hazrath Syed Shamshuddin Shah Quadri Aijazi#NanaHazrath #30thSandal #viral

SHER KI SAWARI 2022 CHITGUPPA

Nana hazrat dargah qawwali #viral

Mastan Quadri dargah Chengta Shareef

Nana Hazrath ka Sandal Aya Hai. Shams video films

Khwaja mere Karam se jama ne mai baat hai😍👑

#bagdal #dargah #urs #bagdal #sharef#urs #bagdal #sandals #bagdal #urs

Nana Hazrat ka 22 Sandal Mubarak

Junaid Sultani Baba Tajuddin Urs 2026 - Mere Baba Taj Ka Mere Sar Pe Hath Hai - Nagpur Live 2026

TAZKIRAYE ABUL FAIZ || NEW KALAM || 2023

Nana hazrat ka 28 wa sandal|nana hazrat ka sandal aaya hai|nana hazrat ki dargah

91-Urs e mubarak HAZRAT KHWAJA SHAIKH KAREEMULLAH SHAH QUADRI CHISHTI RH CHITGUPPA SHARIF

Happy old age of an elderly couple far from civilization. Apricot season

Hazrat Mola Baba Naqshbandi Dargah Bhalki

