Jumbo Jutt feat Faraz Anwar - Jumbo Jutt

  / jumbojutt   http://www.jumbojutt.com Uth recrods present Jumbo Jutt with their debut track JUMBO JUTT! Featuring Faraz Anwar. "Jumbo Jutt" is comprised of : Vocals / Lead Guitars - Mohammad Ali Suhail Bass - Saad Shams Drums - Adeel Hussain Rythm Guitar - Ammar A Ali Produced by Omran "Momo" Shafique and Gumby. Video director: Zeeshan Parwez. Cameramen: Bilal Khan, Shahrukh Khurshid, Zeeshan Parwez. Lyrics: Kalay andheron main chupay Kahan hai woh insaaf jo tumnay dilana tha Ujalon main bassay Kyun tor rahay ho jinko tumne sanwarna tha Behron ko awaaz na do Koi na aye ga yahan Barish yeh nahi, ye aansu waseb ke Jinko awaaz di, woh haami fareb ke Libaas ke peechay chupay hain inke gunnah Ab kon ayega naya hai dor-e-jahiliya Jaago soye huay Koi na ayega tumko bachane wala Kursiyon main bethay rahay Tumhara rakhwala bus tumhi ko dabayega Behron ko awaaz na do Koi na aye ga yahan Sab aaddi ho chukay hain Barish yeh nahi, ye hain aansu waseb ke Jinko awaaz di, woh haami fareb ke Libaas ke peechay chupay hain inke gunnah Ab kon ayega naya hai dor-e-jahiliya Yeh hum nahin Kya yeh hum nahin? Yeh kaise hum nahin? Yeh hum hi tou hain....