Mera Sehriyan Wala Akbar (a.s) 2005 Original Nohay by #shadmanraza #nohay #merasehriyanwala

Mera Sehriyan Wala Akbar (a.s) 2005 Original Nohay by Shadman Raza. Mera sehriyan wala akbar x4 zakhm dil ke dikhaaon maen kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Lashay akbar pae shah jab pohnchay dil ko haton se tham kar bolay teree furqat nae aye ali akbar aag dil mein meray lagadee hae aag dil kee bhujaaon maen kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Too hae karyal javan aye beta baap tera zaeef hae kitna Noor ankhon ka hogaya rukhsat mujhko ata nahee nazar khayma Lekay khemon mae jaaon mae kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Jisne athara saal paala tha Kaise dekhee gee vo tera lasha Teree shaadi ka tha jise armaan Kaisay jhelegee vo tera sadma Teree maa ko bataoon mae kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Dekh aya hae qaside sughra Rah(a) tak tee hae vo dukhi behna tujko beemar nae bulaya hae vaada sughra ka kyoon bhula dala Gham ye dil se lagaaon maen kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Bhai behnon ka hae ajab rishta Jiska saani kahin naheen milta Roke sughra nae ye likha akbar aik dukhya kee laaj rakhlena Margaya too bataaon mae kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Lutf jeenay maen ab kahan akbar Dil se uththi hae ye fughan akbar subhe ashoor dee thee jo toonay khun rulayegee vo azaan akbar Teree soorat bhulaaon maen kaisay x2 tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Zabt gham ka mohal aye beta Dekhoon kaisay ye zakhm seenay ka Maen to pardes maen akela hoon Dekh kar zakhm kya karoon batla Is pe marham lagaaoon maen kaisay x2 Tera lasha uthaaoon maen kaisay akbar mera sehriyan wala akbar x2 Aisi gurbat me mooh nhi modo Main hoon tanha mjhe na yoon chhodo Kya guzarti hai baap ke dil par Gamzada dil ko yoon nahi todo Apni gurbat bataaun main kaise Tera laasha Shadmaan yeh dua hai khaaliq se Waqt aisa kisi pe naa ayae Jaisa mazhar ne likh diya manzar Shah kehte the bass yahi ro kar Zakhm dil ke dikhaaun main kaise x2 Tera laasha uthaaun main kaise... _______________________________________________________________________________________________ Syed Shadman Raza - Official Facebook Page www.facebook.com/shadmanrazapage Syed Shadman Raza - Official Youtube Channel    / @shadmanrazaofficial  

Ameer Muwiyah RA ki Wafat kaise hoi? Banu Abbas na qabar khodi thi? | Engineer Muhammad Ali Mirza
▶︎

Ameer Muwiyah RA ki Wafat kaise hoi? Banu Abbas na qabar khodi thi? | Engineer Muhammad Ali Mirza

Mera Sehriyan Wala Akbar | अकबर मेरा सहरियाँ वाला अकबर | REMAKE | Shadman Raza Nohay 2023
▶︎

Mera Sehriyan Wala Akbar | अकबर मेरा सहरियाँ वाला अकबर | REMAKE | Shadman Raza Nohay 2023

🔴#4k Live Majlis Aza 3 Safar Ul Muzafar2026 Minderwala Sialkot
▶︎

🔴#4k Live Majlis Aza 3 Safar Ul Muzafar2026 Minderwala Sialkot

Waqt Sajjad as Ne 1994 || Nadeem Sarwar Old Noha Video
▶︎

Waqt Sajjad as Ne 1994 || Nadeem Sarwar Old Noha Video

IRFAN HAIDER Noke-e-Neza Nauha 2005\1426
▶︎

IRFAN HAIDER Noke-e-Neza Nauha 2005\1426

The Man Who Made Satan Change Paths | Maulana Ali Raza Rizvi
▶︎

The Man Who Made Satan Change Paths | Maulana Ali Raza Rizvi

Baba Jan
▶︎

Baba Jan

Pashto New Noha | Ajab Belton Dy | zakir Mehdi Hassan | Muharam 2026/1448ھ #trending #noha #viral
▶︎

Pashto New Noha | Ajab Belton Dy | zakir Mehdi Hassan | Muharam 2026/1448ھ #trending #noha #viral

2 Safar Al Muzaffar Darbar E Yazeed May Bibi Zainab (sa) Ka Khutba | Allama Asif Raza Alvi |
▶︎

2 Safar Al Muzaffar Darbar E Yazeed May Bibi Zainab (sa) Ka Khutba | Allama Asif Raza Alvi |

Sajjad lai ay Mushkil || Lyrics || Katri Bawa || Azakhana Block Syedan.
▶︎

Sajjad lai ay Mushkil || Lyrics || Katri Bawa || Azakhana Block Syedan.

Pani Sakina Ko Pilao | Syed Raza Abbas Zaidi | Taseer Raza Zaidi | Nohay 2026 | Bibi Sakina Noha
▶︎

Pani Sakina Ko Pilao | Syed Raza Abbas Zaidi | Taseer Raza Zaidi | Nohay 2026 | Bibi Sakina Noha

Nohay 2020 | Laila Duain Kijiye Jeeta Rahay Akbar | Syed Raza Abbas Zaidi Noha 2020 | New Noha 2020
▶︎

Nohay 2020 | Laila Duain Kijiye Jeeta Rahay Akbar | Syed Raza Abbas Zaidi Noha 2020 | New Noha 2020

Nadeem Sarwar - Aa Ay Merey Hussain 1998
▶︎

Nadeem Sarwar - Aa Ay Merey Hussain 1998

1 Safar Al Muzaffar Dakhila Bazar E Sham | Allama Asif Raza Alvi |
▶︎

1 Safar Al Muzaffar Dakhila Bazar E Sham | Allama Asif Raza Alvi |

Azmaton ki malika bazar me hamza ali
▶︎

Azmaton ki malika bazar me hamza ali

2 Safar 2026 Majlis / aik Hi Band Pa Majlis Khatam / Zakir Waseem Abbas Baloch / Bazar e Sham
▶︎

2 Safar 2026 Majlis / aik Hi Band Pa Majlis Khatam / Zakir Waseem Abbas Baloch / Bazar e Sham

Khaa Gaye Sham Kay Zindan Main | Shadman Raza | Nohay
▶︎

Khaa Gaye Sham Kay Zindan Main | Shadman Raza | Nohay

Hazrat Usman Ne Quran Kyu Jalaya? | Hassan Allahyari| shia vs sunni
▶︎

Hazrat Usman Ne Quran Kyu Jalaya? | Hassan Allahyari| shia vs sunni

MERA SEHRIYAN WALA AKBAR.DAT
▶︎

MERA SEHRIYAN WALA AKBAR.DAT

1 Safar 2026 Majlis || Sermon of Bibi Zainab (sa) in the Court of Yazid || Maulana Syed Ali Raza ...
▶︎

1 Safar 2026 Majlis || Sermon of Bibi Zainab (sa) in the Court of Yazid || Maulana Syed Ali Raza ...