Quran ki hifazat ka Zimma aur Allah~Ayaat ka Nasikh aur Mansookh Tehqeeq~02052008 ¦¦ Maulana Ishaq

Quran ki hifazat ka Zimma aur Allah~Ayaat ka Nasikh aur Mansookh Tehqeeq~02052008 ¦¦ Maulana Ishaq Main topic - : Allah ki Quran ki hifazat ka zimma aur Qurani ayaat ki nasakh aur mansookh ka tehqeeqi jaiza 03:15 - : Allah ka qura ki hifazat ka zimma lena khatm e nabuwwat ki daleel hai. Kaafiron ka tahreef e quran kay baray me propagandah. Quran ko mashkook karnay wali ahadees kia kia ilmi haisiyat hai? Imam ali raza aur imam al raazi ka quran se takranay wali ahadees par fatwa. Hazrat Ayesha (ra) par bohtan ka waqia aur Allah ka ayaat utarna. Asool e hadees ka bayan. 11:18 - : Tehreef e quran k baray me aik ayat se ghalat istadlal. Zana ki saza par quran ka hukam aur ulma ka ikhtilaf. Hazrat umar ra kay dor me aik ayat kay baray me ikhtilaf. Sharab ki halat me namaz na parhnay ka bayan. Quran me ‘’ Illah ma sha Allah’’ ki tafseer aur kuch ayaat ka hawala. 23:51 - : Kia Allah ne quran ki kuch ayat ko nasakh kar dia? Pichli kitabon me tabdeeli aur quran me naye ahkamaat ka bayan. 48:49 - : Allama Muhammad khizri ki kitab se quran ki ayaat nasikh o mansookh ka bayan. Sahi muslim ki aik hadees se quran ki ayat kay nasakh aur mansookh ka masla. Hazrat Abdullah ibn e masood ki shan aur un par quran kay hawaly se aik bohtan. Imam jalal udin sihyooti kay mutabiq quran me 2 surah (hafas aur khala) nahi han. Hazrat ubai bin kaab par quran hawalay se aik ilzam. Sahi bukhari me aamash ravi par tabsarah. Qurani ayaat me waqat kay sath sath ahkaam kay badalnay ki hikmat. Rajam ki saza par ilmi behas. Quran aur kitabullah me kia faraq hai? 46:10 - : Hazrat umar kay dor me rajam wali ayat par ikhtilaf ka bayan. Dharam paal aur molana sanaullah amritsari kay manazray ka bayan. Quran ki azmat ot martaba. Quran me Allah ka chahnay se kya matlab hota hai? 51:48 - : Tafseer e namoona se qurani ayaat kay nasikh aur mansookh honay ka radd. Kya quran hazrat usman kay dor me jama hua tha aur shia sunni kashmaksh. Quran ki tarteeb Nabi (saw) ne hi batai thi. 56:28 - : Ghareeb aur zaroorat mandon ki madad ki appeal. Qari faqeerullah saab ki ahliya ki madad kay liye appeal

03.khutba-e-juma 2011 : Rasool Allah (saww) ki baddua - maulana ishaq
▶︎

03.khutba-e-juma 2011 : Rasool Allah (saww) ki baddua - maulana ishaq

Hazrat Adam Hawa(a.s) aur iblees from Quran and other sources قصہ آدم حوا اور ابلیس Maulana Ishaq
▶︎

Hazrat Adam Hawa(a.s) aur iblees from Quran and other sources قصہ آدم حوا اور ابلیس Maulana Ishaq

Surah Al Hasher - Molana Ishaq (RA)
▶︎

Surah Al Hasher - Molana Ishaq (RA)

Hube Ahlebait Bughz e ahlebait Ahadees aur Kalam e Iqbal Mola Ali HUSSAIN karbala • Maulana Ishaq
▶︎

Hube Ahlebait Bughz e ahlebait Ahadees aur Kalam e Iqbal Mola Ali HUSSAIN karbala • Maulana Ishaq

Ramzan - Namaz #molanaishaq #namaz #ramzan
▶︎

Ramzan - Namaz #molanaishaq #namaz #ramzan

Qalb e Muneeb kasay hasil Karen | Maulana Ishaq | Fri-30112007 | Maulana Ishaq Official
▶︎

Qalb e Muneeb kasay hasil Karen | Maulana Ishaq | Fri-30112007 | Maulana Ishaq Official

MUST WATCH , Answering Critical Questions about Quran    Maulana Ishaq
▶︎

MUST WATCH , Answering Critical Questions about Quran Maulana Ishaq

Hazrat Ali (AS) Life Story & 4th Khalifa of Islam | Molana Ishaq
▶︎

Hazrat Ali (AS) Life Story & 4th Khalifa of Islam | Molana Ishaq

11.khutba-e-juma 2012 : ignoring Quran is the reason of decline of Ummat-e-Muslima - maulana ishaq
▶︎

11.khutba-e-juma 2012 : ignoring Quran is the reason of decline of Ummat-e-Muslima - maulana ishaq

Maulana Ishaq Madni Q&A Session part 1 | Asri hazir ki taleem
▶︎

Maulana Ishaq Madni Q&A Session part 1 | Asri hazir ki taleem

Hassan Allahyari - Quran | Molana Ishaq -Brother Kashif Ali
▶︎

Hassan Allahyari - Quran | Molana Ishaq -Brother Kashif Ali

Maulana Ishaq - Nabi e Akram SAWW ka Akhri Rasool Hona - fri 22042005
▶︎

Maulana Ishaq - Nabi e Akram SAWW ka Akhri Rasool Hona - fri 22042005

قادیانیت کیا ہے ؟؟؟ Qadiyaniyyat - Maulana ISHAQ
▶︎

قادیانیت کیا ہے ؟؟؟ Qadiyaniyyat - Maulana ISHAQ

ALLAH Ka Noor | Hazrat Awais Qarni | Molana Ishaq
▶︎

ALLAH Ka Noor | Hazrat Awais Qarni | Molana Ishaq

Iblees Ki Majlis e Shura - Maulana Ishaq
▶︎

Iblees Ki Majlis e Shura - Maulana Ishaq

Maulana Ishaq-Jang e Siffeen kai haqaik-fri-17022006
▶︎

Maulana Ishaq-Jang e Siffeen kai haqaik-fri-17022006

35-Questions with Maulana ISHAQ Madani رحمہ اللہ (By Mujahid Sami Bhai, Recorded on 28-Jan-2013)
▶︎

35-Questions with Maulana ISHAQ Madani رحمہ اللہ (By Mujahid Sami Bhai, Recorded on 28-Jan-2013)

Questions & Answers | Sunday Lecture | Maulana Ishaq | Sun-26032006-2 Maulana Ishaq Official
▶︎

Questions & Answers | Sunday Lecture | Maulana Ishaq | Sun-26032006-2 Maulana Ishaq Official

Shia ka Aqeedah e Imamat aur Khatam e Nabuwat? Maulana Ishaq Ra
▶︎

Shia ka Aqeedah e Imamat aur Khatam e Nabuwat? Maulana Ishaq Ra

Ulma e Soo, Islam Aur Ghuraba- Molana Ishaq Madni
▶︎

Ulma e Soo, Islam Aur Ghuraba- Molana Ishaq Madni