Ishq Tamasha Episode 21

Ishq Tamasha Episode 21 Ishq Tamasha Ki Tamam Qistain Dekhnay Kay Lie Yahan Click Karain! 👉    • Full Episodes | Tamam Iqsat | Ishq Tamasha   Rushna aur Mirha cousins hain; Rushna ki maa, Chachi jaan Mirha se nafrat karti hai aur use khandan se door rakhna chahti hai. Rushna, Arham ki mohabbat ko galat samajh kar Mehrab ko Arham samajh kar uske khayal bunane lagti hai, aur Arham ko uski shakl ke sabab mana kar deti hai. Mehrab, Arham ki Rushna se shaadi karwana chahta hai, magar ghalati se Mirha ko kidnap kar leta hai. Mirha ko Chachi jaan apne ghar nahi aney nahi deti aur is wajah se woh Mehrab ke ghar rehne per majbur ho jati hai. Cast: Junaid Khan Aiman Khan Kinza Hashmi Faizan Khawaja Furqan Qureshi Director: Danish Nawaz Writer: Misbah Nosheen Producer: Momina Duraid (MD Productions) #IshqTamasha #HUMTV