Karbala Ka Woh Din Jab Imam Hussain Shaheed Hue |1-10 Muharram Ka Pura Waqia.

Karbala ki kahani sirf 10 Muharram ke din se shuru nahi hoti, balki iske peeche kai aham waqiat maujood hain. Is video mein humne 1 Muharram se lekar 10 Muharram (Ashura) tak ke aham waqiat ko tareekhi tartib ke saath bayan kiya hai. Is video mein aap jaanenge: ✅ Imam Hussain (RA) ka Karbala pahunchna ✅ Karbala mein qiyam ke dauran pesh aane wale waqiat ✅ Pani band kiye jane ka waqia ✅ Ahle Bait aur wafadar saathiyon ki qurbaniyan ✅ 9 Muharram ki ahmiyat ✅ 10 Muharram (Yaum-e-Ashura) ke waqiat ✅ Karbala ka paigham aur is waqie se milne wale sabaq Ye video Karbala ke waqie ko mukhtasar nahi, balki 1 se 10 Muharram tak ke silsilewar andaaz mein samajhne ki koshish hai, taa-ke har dekhne wala is azeem qurbani ke pas-e-manzar ko achhi tarah jaan sake. Agar video pasand aaye to Like, Share aur Channel ko Subscribe karna na bhoolen.