Mahboob Alam Khan Bail Hearing | Farhanuddin Ki Mudakhlat Ki Darkhwast | Janiye Poori Khabar
#Munsif #MunsifNews #MunsifNews24x7 #MunsifDaily #MunsifHyderabad #MunsifIndia #TelanganaNews #hyderabadnewschannel Hyderabad ke high-profile Advocate Khawaja Moezuddin Murder Case mein ek nayi development samne aayi hai. Markazi mulzim Mahboob Alam Khan ki bail petition ki samaat ke dauran complainant Advocate Mohammad Farhanuddin ne court mein intervention application dakhil karte hue bail ki sakht mukhalifat ki. Complainant ka kehna hai ke agar is marhale par mulzim ko bail milti hai to woh gawahon ko mutasir kar sakta hai ya evidence par asar andaz ho sakta hai. Nampally Criminal Court ne dono taraf ke ibtidayi dalail sunne ke baad bail petition par faisla 30 June tak multawi kar diya hai. Yaad rahe ke 23 May ko mashhoor advocate Khawaja Moezuddin ko Mansahib Tank area mein ek SUV se takkar maar kar qatl karne ka ilzam hai. Police ke mutabiq yeh ek planned conspiracy thi jiska talluq waqf properties ke legal dispute se bataya ja raha hai. Latest Hyderabad News, Court Updates aur Breaking News ke liye channel ko Like, Share aur Subscribe karna na bhoolein. #hyderabadnews #khawaja #murdercases #mahboob #alam #bailhearing #breakingnews #hyderabadupdates #courtupdates #crimenews #urdunews #indianews #munsif #munsifnews #munsifnews24x7 #munsifindia #telangananews #telanganaupdate #dailyupdates #latestnews #courtnews

The AI factory: the rewiring of India's tech industry | FT Film

Telangana SIR 2026 Ground Reality | Enumeration Form, BLO, Acknowledgement & Draft Roll Explained

Inside Israel’s torture prison camps | One on one with Khaled Mahajna

🔴LIVE: नजीबाबाद, बिजनौर में AIMIM की विशाल जनसभा | बैरिस्टर असदुद्दीन ओवैसी का ख़िताब

How To Build World-Changing Companies | Kanwal Rekhi With Shereen Bhan | Silicon Valley

Balochistan Incident | Karachi Family Killed in Armed Attack on Car in Balochistan’s Dasht | Do Tok

Modi Sarkar के खिलाफ खुला एक और मोर्चा -अब Rajnath Singh देंगे इस्तीफा ! Congress | BJP | #dblive

Bangladeshi Mom and Daughter Arrested and Deported for Stealing in America

पहले भी Ketan Agarwal की हत्या की कोशिश कर चुकी थी Siya Goyal, किस गलती ने चढ़ाया पुलिस के हत्थे?

Modi Strategy : बाबा हो या मंत्री..सबका नंबर आयेगा! हर मुद्दे पर बली का बकरा तैयार!

20 Worst Plane Near Misses

عاصم منیر کا غنڈا راج

Supreme Court rules against Trump as it releases term's final decisions | Special Report

LIVE: Asaduddin Owaisi speech Najibabad Bijnor Uttar Pradesh

Amazing Process of Making Millions of Padlocks & key In Factory | Manufacturing process

Frantic search for survivors ends with heroism and heartbreak after Venezuela quake

US-Iran stop attacks! ईरानी Air Defence system बना US सरदर्द! US ने क्यों दिए 6 अरब डॉलर!

Asaduddin Owaisi Ne Bhara SIR Form | Telangana Voters Se Ki Badi Appeal

New York City: Expectations vs Reality

