LAHORE PARTY 2008 - SHABBIR KO SAJDE MEIN
Lahore party (ravi road) reciting noha Writeups Shabbir ko sajday main zibah kisnay kiya hai. Mazloom kay matam say humay roknay walon, ghaar Fatima Zahra ka taba kisnay kiya hai. 1) Khaimay bhi jaalahay toh ridayen bhi uthari Syedaniya saar nangay kharay rooti ti saari Hindu tay Yehudi tay Isayi ya koyi aur Itna toh bata do yeh gunah kisnay kiya hai. 2) Baysheer kay halqhoom peh jab teer laga ta Aur pyaas seh masoom kah haye khooskh gala tah Asghar nay zubaan honton pay jab pehri ti logo Tab khoon seh tar khooskh gala kisnay kiya hai. 3) Zanjeero may jakrah hoowa Sajaad muhari Aur Shimaaray kay zulmo seh daari bibiyan saari Jis bibi ka suraj bhi haya karta tah chup kaar Uss bibi kay saar ko bayrida kisnay kiya hai. 4) Barchi nay jo cheera Ali Akbar kay jigar ko Haye kaisay utaya meray mola nay pisar ko Laila kah pisar lagta ta tasveer Nabhi ki Sarkar-e-risalaat ka haya kisnay kiya hai. 5) Aapno kay bhi maiyat pay nah tum ashkh bahao Na pursa-ay Shabbir peh nah pehray lagao Bay goro kafan run may raha Shah ka lasha Dafna nay ka tab farz-e-ada kisnay kiya hai. 6) Abbas-e-wafa daaray ka parcham hai nishani Yaad aayi isay dekh kaar Karbal ki kahani Jo haath seh Zahra ki duawon kah nateeja Un haathon ko shaahno seh juda kisnay kiya hai. 7) Akhtar ko yeh ek masla sabhi kul ka bata ay Kis jurm may looti gayi Karbal may ridaaen Darbaar may khutba jo parah bintay Ali nay Azaano seh phir shoor bapha kisnay kiya hai. Source nohawriteups.com

Ravi Road - Shabbir Ko Sajde Mein Zibha Kisnay Kiya Hai

LAHORE PARTY 2008 - SUGRAH RO AAKH DI AKBAR HUN - NOHA

Lahore Party Album 4 (2007). Bethe ne baal Piyase pani di Aas.

بین الاقوامی شہرت یافتہ نوحہ خوان حسن صادق سالانہ برائے ایصال ثواب سید محمد ہادی شاہ مرحوم مغفور

Teera da ja namaz ta sajada hussain da sangat shah zaman salar syed ali raza badsha

Haye Veeran Ghara Vich | Ravi Road (Lahore Party) | 22nd October 2016 | Muharram 1438

RAB JANE KAINJ HAQ - LAHORE PARTY 2008

raja_party_2008 (shabbir ko sajde mein)

2 Muharram 2026 / Allama Ali Nasir Talhara / Ashra Muharram / 1448 Hijjri / Majlis e Azaa

Lahore Party (ravi road) - allah jane sain zahra kivain

Dr Allama Majid Raza Abidi| 1st Muharram 2026 | Majilse Aza Live From Aza Khana e Shabbir Faislabad.

Parda duniya ko sikhane wali / Haye Bazar Mai Zainab./ Old Noha

Lahore Party Album 4 (2007). Akbar tu kar Laiya ne karbal Tayarian.

Khat Sughra Da Aya A Akbar Rok Na Sawan Noha ( Vichora ) Amir Ali Najfi 9 Muharam 2025 Sialkot

Masaib Taiyari Karbala | 1st Muharram | Zakir Ali Raza Khokhar #1muharram

Ravi Road | Asghar Khan death | Hay Veeran Gharan Vich | 19 March 2024

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi

janay sham te zainab janay

