Raja Singh Ko Hogi 7 Saal Ki Jail ? | Revanth Reddy Ka Bada Action
Hyderabad ke Goshamahal MLA T. Raja Singh ek nayi badi mushkil mein phans gaye hain. 27 March ko Ram Navami juloos ke dauran diye gaye aise bayan jo Muslim community ko seedha nishana banate hain — in par Kachiguda Police Station mein baaqaayda shikayat darj karai gayi hai. Shikayat sirf ek insaan ne nahi balki muqami rehne walon aur mukhtalif community members ne mil kar file ki hai. Unka kehna hai ke Raja Singh ke alfaaz aur lehja intehai uksane wala tha jo Hyderabad jaise aman pasand shehar ke liye khatra hai. Sirf local police nahi — shikayat karne walon ne DGP, Police Commissioner, DCP, ACP aur Kachiguda ke zimmedar afsaraan tak seedha apni awaaz pahunchai hai. Unka mutalba saaf hai: *Foran giraftari aur sakht kanooni karwai.* Shikayat karne walon ne kaha — yeh maamla siyasat ka nahi, insaaf aur Hyderabad ke aman ka hai. #RajaSingh #HateSpeech #RamNavami #Hyderabad #Goshamahal #KachigudaPolice #HyderabadNews #TelanganaNews #MiyaBhaiNews #BreakingNews #RajaSinghArrest #CommunalHarmony #Telangana #HyderabadPolice #RevanthReddy

Mumbai Local Stabbing : Mayank Lohar का M@rder करने वाले Roshan Suvarna की कैसे हुई गिरफ़्तारी ?

Police Raid On Spa Centres Shocks Hyderabad | Hidden Rooms, Missing IDs & 46 Cases Registered

उत्तराखंड और हिमांचल बॉर्डर पर निहंगों ने तोड़ा, | Titer News |

Bollywood Exposed- Steroid, Fake Beauty, S*x, Party | Simi Chandoke on Body to Beiing | Shlloka

Raja Singh Vs Asaduddin Owaisi On Bhojshala Dispute Masjid Vs Mandir

Raja Singh Ne Diya Unki Viral Video Ko Lekar Bayyan Mein Ne India Ke Muslim Ko Nahi Kaha ?

AIMIM MLC Par FIR GHMC Drive mein | Sahil Akbar Arrested | Charminar Zone Controversy

Raja Singh Vs CM And Owaisi, Azharuddin Bane MLC | GHMC Demolition Aur Telangana Weather

Iran attacks ship on Hormuz!ईरान के सामने बेबस US? Iran remembers Imam Hussein ...

DCP V. Satyanarayana Strictly Warned MLA T. Raja Singh Against His Communal Speeches | BBN NEWS

अयोध्येच्या राम मंदिरातले रावण!

Raja Singh Giraftar Chori Se Banswada Ja Raha Tha | CM Revanth Reddy Powerful Speech | Jubilee Hills

UJJAIN - MOHARRAM - CAR BL#ST-ATS ACTION| Face to Face

भाषण मत दो मुझे ! | जिनके बच्चे जलकर मरे उनसे क्या कह दिया मुख्यमंत्री ने ? | Deepak Sharma |

Hyderabad Old City Mein Bulldozer Action | AIMIM MLC Ne JCB Rok Di | GHMC Ka Bada Operation

MLA Raja Singh Ne Asad Uddin Owaisi K Talluqse Kya Kaha Suniye | 7h Tv News |

Bandi Bhagirath Misses Police Summon in POCSO Case Inquiry | Telangana News

రాజాసింగ్ కి ఫోన్ చేసి షాకిచ్చిన సైబర్ నేరగాడు || Scam Call to MLA Raja Singh || LegendTv

अपने ही जाल में फंसे प्रधानसेवक | 3 चहेते मुख्यमंत्रियों ने किया बेड़ा गर्क | Deepak Sharma |

