Pehli Baar Workshop Mein Kaam Kiya 💪

So guys, aaj ka vlog kaafi alag tha! ❤️ Subah utha to papa ne bola ki aaj workshop mein training ke liye jana hai. Ready hokar vlog start kiya aur breakfast karke workshop pahunch gaya. Wahan dekha ki metal ka kaam kaise hota hai. Lunch ke liye ghar aaya, khana khaya aur phir wapas workshop gaya. Is baar maine khud kaam start kiya – pehle cutting machine chalayi aur uske baad ARC welding bhi ki. Kaam karte karte shaam ho gayi, phir ghar aaya, fresh hua, nashta kiya. Papa bazaar se aaye, sabne milkar dinner kiya aur mummy ko TV chalana sikhaya. Bas isi ke saath aaj ka vlog end hua. 👍, 💬, 📲 ❤️ karna mat bhoolna.! 🙏🔥 #explore #DailyVlog #WorkshopVlog #WorkshopTraining #NewProject #ArcWelding #Vlogger #IndianVlogger #TrainingDay #PuneVlogger #LifestyleVlog #Vlog #dehu #vipulunfilteredvlog #viralvlog #viralvlog