Shaadi Ke Din Anu Ke Saath Hua Sabse Bada Shock | Arya Ka Bhai Jaanta Hai Rajnandini Ka Sach

Aryavardhan ki baraat ke beech ek aisa raaz saamne aata hai jo sabko hairan kar deta hai. Dulhan bani Anu ke kamre mein Arya ka bhai achanak aakar use gale laga leta hai aur bina kuch kahe wahan se chala jata hai. Anu confusion mein pad jaati hai ke aakhir yeh sab kyun ho raha hai. Kya Arya ka bhai sach mein jaanta hai ke Anu hi Rajnandini hai? Kya shaadi ke din koi bada sach saamne aane wala hai? Full suspense aur emotional update ke liye video end tak dekhein.