Old Nauha - Kartay hain matam haram Abbas ka
Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Poet: Janab Raqam Saheb Reciter: Ali Yazda Rizvi ================== Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Rahta hain sakhvi alam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Hai lab-e-naher hua kya ghazab Teer laga mashk-e-Sakina par jab Aa gaya hoton par dam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kahtey hain ro-ro ke yeh ahl-e-Haram Jao Hasham Sabr-o-Raza aur karam Kis taraf bhoolen ge hum Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Le ke Shanenshah-e-Wafa say hayaat Choomne qadmon ko badhi khud furhaat Dekhte jaao hasham Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Shah ke ghamkhaar par har ek pal Shah ke azaadaar par har ek pal Hota hai ab bhi karam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Phir mere maula se na sambhla alam Pani baha ho gaya thanda alam Mashk me shayad tha dam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Ab bhi hai basheer par maqtal ki yaad Rahti hai baqi Shah-e-Karbal ki yaad Phir bhi hai oocha Alam Abbas Ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Gham se Sakina to wahin ruk gaye Shah-e-Madina ki kamar jhuk gaye Jab hua baazoo qalam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Ab kahan bujh payee gi dukhya ki pyaas Toot gaye Bali Sakina ki aas Ho gaya baazoo qalam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Ashk ke lahoo ro diya charkh-e-gohan Ro diyea be-sakhta Shah-e-Zaman Dekh ke chalni alam Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kahtey hain ro-ro ke yeh ahl-e-Haram Jao Hasham Sabr-o-Raza aur karam Kis taraf bhoolen ge hum Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Naize pe us paara-e-Quran ke saath Jaye hain ghamkhaar bhi aza ke saath Padhta hai nauha Raqam* Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka Kartay hain Matam haram Abbas ka Ho gaya marna sitam Abbas ka ===== Please Comment / Like / Share / Subscribe. You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like my Official Facebook Page : / oldnohay #OldNohay #NohaWordings #QadeemiNauha #NauhaLyrics

Hogaya Marna Sitam Abbas Ka | Uzair Abbas | Mola Abbas Noha | Haye Alamdar | New Noha 2024

Aaram Kahan - Nasir Zaidi | Nohay 1989 | Old Nohay | Bibi Zainab Noha 2020

محرم کا چاند | Muharam ka chand | Allama Talib Johri

Zehra ki dua hai ye matam - Ali Rizvi Sachay

Jab Karbala Ki Simt Barha Haq Ka Rehnuma | Noha Khuwan Janab Sachay Bhai #ZulfiqareHaideri

Thi Sada yeh Zainab ki aaye tum nahin Baba - Old Nauha From Lucknow by Janab Mahir Lucknowi Saheb

Beti Ali ki Turbat e Zehra Par aayi hai

Ashra Muharram Allama Asif Raza Alvi| 1 Muharram |

Nadeem Sarwar 1990 Nohay Tamam Alam Main Aaj Matam Hussain Baikas Ka Ho Raha Hay || Old Nohay Nadeem

Tu Na Aya Ghazi (as) | Mir Hasan Mir

Abbas Abbas and Darya pe shor M Murtaza bh Sidhpurwala

Nadeem Sarwar - Mujhe Abbas Kehtey Hain 1997

Old Noha - Lucknow: Ashoor Ko Jalte Khaimon Mein - Qadeemi Nauha, Kalam Janab Fazl Hussain Lucknowi.

Abbas (as) Pani Lao || Ustad Syed Ali Zia Rizvi First Time After 30 Years In Pakistan

🔴 Live Majlis E Aza Chand raat Muharram 2026 New rizvia Karachi | Allama Syed Arif Hussain kazmi

old nohay | Jungle me bhare ghar ko luta aayi hai zainab | जंगल में भरे घर को लुटा आई है ज़ैनब

ab tak hai zabano pe alamdaar alamdaar

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi

IRFAN HAIDER Noke-e-Neza Nauha 2005\1426

