Habib Ibn Mazahir (R.A) — 70 Saal Ki Umar Mein Karbala Ki Sab Se Bari Wafa Ki Dastan

**Habib Ibn Mazahir (R.A) ki zindagi wafadari, iman aur qurbani ki be-misaal misaal hai. 70 saal ki umar mein bhi unhon ne Imam Hussain (R.A) ka saath chhorna qabool na kiya aur Karbala ke maidan mein apni jaan Islam ki khatir qurban kar di. Is video mein janiye Hazrat Habib Ibn Mazahir (R.A) ki zindagi, un ki Imam Hussain (R.A) se muhabbat, aur Karbala ki woh dil hila dene wali wafadari ki dastan jo tareekh mein hamesha zinda rahegi. Agar video pasand aaye to Like, Share aur Subscribe zaroor karein taake aisi mazeed Islami wa tareekhi videos aap tak pahunchti rahein. #HabibIbnMazahir #Karbala #ImamHussain #Muharram #IslamicHistory #IslamicStories #Urdu #DilchaspQisay