Haideri Iqtedaar Hai Zainab (sa) || Wiladat e Sani e Zehra س || Shaban || Syeda Sabika Rizvi
❤️Haideri Iqtedar Hai Zainab (sa)❤️ ❤️JASHAN E WILADAT E DUKHTAR E SHEHZADI E KONAIN ع ZEENAT E HAIDER ع BIBI ZAINAB ع TAMAM AHLAY EMAAN KO BOHOT MUBARAK ♥🙏🏻 Kalam : Ahmed Bhagat (Late) Vocalist : Syeda Sabika Rizvi Audio : ODS Composed by Own Rizvi Video & Releasing : TNA Records ♥💕Allah Shaban K Babarkat Mahinay K Sadqay Main Sabki Mushkilain Asaan Farmayein, Ameen Bahaq e AbaAbdillah ع ♥💕 Iltemas e Surah e Fatiha Marhoom Ahmed Bhagat & Marhoom Asghar Rajani🙏🏻 lyrics Sani e Zehra (sa) Binte Murtaza (as) Khuwahar e Hasnain (as) Zainab e Kubra (sa) ×2 Ya Zainab (sa) Ya Zainab (sa) ×2 Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Sani e Zehra (sa) Binte Murtaza (as) Khuwahar e Hasnain (as) Zainab e Kubra (sa) Guftugu mein Ali (as) ka lehja hai ×2 Baap ki yadgar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Waris e ismat o taharat hai ×2 Maa ki ayina dar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Iltemas e dua Imam (as) karen ×2 Wo tahajjud guzar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Pardah rakha hai bay rida hokar ×2 Deen ki pardahdar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Chun Tujhko imtehan ke liye ×2 Marzi e Kirdigar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Naam reh jaye rehti duniya tak ×2 Sabar ka shahkar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Dardmando ka ek sahara hai ×2 Ghumzado ki pukaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Naam Ahmed ka ho ghulamon mein ×2 Ye Sabika ki hai dua Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) Haideri haideri iqtidaar hai Zainab (sa) Syeda (sa) ka waqar hai Zainab (sa) ×2 Please Like, Share & Comment.💕 #SyedaSabikaRizvi #BibiZainabManqabat #HaideriIqtedarHaiZainab

Shaban Ki Teesri Hai |New Shaban Manqabat 2025 | Amad e Maula Imam Hussain ع Syeda Sabika Rizvi

Janab e Abdul Muttalib Ka Khubsurat Waqia || Maulana Mirza Mohammad Athar || All Related Islamic

💚 Haal e Dil Kis Ko Sunaen | Heart Touching Naat Sharif 2026 | Beautiful Madina Kalam 2026

Syeda Fatima

Surah Yaseen (سورة يس) | Soothing Quran Recitation to Calm Your Heart & Mind | Ala Aqel #surahyaseen

Tu Na Aya Ghazi (as) | Farwa Jonpuri

😢 Karbala Ki Pehli Shahadat Ka Dardnaak Waqia | Muharram Ka Pehla Bayan | Peer Ajmal Raza Qadri

Ghabrayi hai zainab noha , salam / by umme farwa

Best Rubaiyat | Shan e Syeda Zahra Paak s.a | Zain Saeedi ~ In Shorkot City

Bazar e Sham Aur Darbar e Yazeed | Syria Full History | Karbala Series یزید کا محل | #bibizainab

Gahr Fatima Zahra as Ka Ajab Shaan Ka Gahr Hai | Manqabat BibinZahra a.s 2024 | Syeda Sabika Rizvi

Waqia Karbala Full Story | Shahadat Imam Hussain (R.A) | 10 Muharram | Peer Ajmal Raza Qadri

Hind aur Bibi Zainab SA l Masaib Sham l Maulana Syed Ali Raza Rizvi

Zindaan e Shaam | Syeda Sabika Rizvi | Bibi Sakina Noha 1447-2025 | Ghulam Abbas Kamani

The Powerful Tasbih I Recite for Every Hajat | Life-Changing Shia Amal

Kharasach with Engineer Muhammad Ali Mirza

Gareeb Mochi Ki Beti Aur Jakhmi Shehzade Ka Qissa | Hindi Urdu Islamic Moral Story #moralstory |

Rawangi Of Imam Hussain (R.A) from Madina to Karbala on 28 Rajab | Peer Ajmal Raza Qadri

