How to Fix Answer on Wrong Place in Board Exams | FBISE & NBF Special Guide

Kia aap ne board exams mein jawab galat jagah likh diya hai? 😰 Don't worry, kyunke aap akele nahi hain aur iska hal bohat asaan hai! Is video mein hum baat karenge: Board exams mein agar answer galat jagah likh dein toh kya hota hai? Paper checker marks kaat-ta hai ya nahi? Practical solution kya hai jo aap on the spot kar sakte hain. Ye video khas tor par Class 10 aur Class 9 ke students ke liye banai gayi hai taakay aap ki mehnat zaya na ho. Abhi dekhein aur apne doston ke sath share karein!