Aisy amaal? jo aik muslman ko islam se bahir kr skty hn by br imran
ایسے اعمال جو ایک مسلمان کو اسلام سے باہر کر سکتے ہیں Subscrib“Fight to shirk” 100% Quran o Hadees channel’ Is channel pr apko 100% quran o hadees k mutabik byanat sun skty hn” Sirf ulma haq k byan upload keay jaen gy jo 100% quran o hadees k mutabik bat kren” Shirk nek aamaal ko aag ki tarah jalata chala jata hai. Quran e paak me Allah taala ne Hazrat Ibrahim, Ishhaq, Yakoob, Dawood aur suleman alaihimussalam samet 18 paigambaro ka naam lekar farmaya, “Agar ye sab shikr karte(18 Ambiya jinme ye sab bade bade Ambiya shamil hai) to inke bhi aamaal inse zaya ho jate.” To Khah koi paigambar bhi kyu na ho lekin agar wo bhi shirk kare to unke bhi aamaal zaya ho sakte hai. Shirk ki jadd(root): Shirk ki sabse bunyadi wajah ya sabse bunyadi sabab kisi ki Muhabbat me gulu hai. Kisi bhi nek insan, kisi bhi Paigambar ke Muhabbat me gulu, muhabbat me hadd se badhna. Gulu hadd se badhne ko kahte hai. Hadd se badhne ka matlab ye hai ki insan, us insan me atak kar Allah ke ahkaam ko bhul jaye. Allah ke hudud ko paamaal karne lage. Us insan ki Muhabbat Allah ki Muhabbat se badh jaye. Qaum e Nooh ki misaal apke samne hai ki unke bade bade but; yadd, swaa, Inko wo pujte the aur ye unke Qaum ke buzurgaane-deen ke nek logo ke but the. In ke yaha jab koi shaks boht nek hota aur apni neki me boht mashhoor ho jata to log uski baat ko Allah ki baat ke barabar ya usse bhi badhkar karar dene lagte. Aur jab wo faut ho jata to uski but bana kar use pujne lagte aur kahte ki inhone hamko Khuda se milaya hai, Lihaza hamare Khuda yahi hai. Jese ek Urdu ka bhi sher hai

Naujawan Ki Namaz Jise Dekh Kar Allah Muskurata Hai | Peer Ajmal Raza Qadri

Riyadiisuu arkay ka hor dhimashadiisa| wuu dhuunty Natnyhu| xuuthi & ciraq O hal mar weeraray sucuud

😭 हज़रत अय्यूब (अलैहिस्सलाम) और उनकी वफ़ादार बीवी का वाक़िया | हर मुसलमान को ज़रूर सुनना चाहिए

Election Boycott in Kashmir - 3 Videos 3 Kahani - Imran Khan August Me Jail Se Bahar? Political Fate

Mufti Salman Azhari New Bayan 2026 | Hazrat Tajuddin Baba Urs Nagpur

Rehasyamayi Kali Billi Aur Gareeb Ladke Ka Qissa | Hindi Urdu Islamic Moral Story #moralstory |

Wo Jin Par Nazar e Karam Hui | Sain Ajmal Raza Qadri #ajmalrazaqadri #ajmalrazaqadribayan

Dangerous Animals Caught Being Friendly

Police Arrested a Man who supplied the Poison || Breaking News from Valencia Town Incident || Update

INSANE! Top 5 Primitive Recycling & Most Amazing Manufacturing Factory Processes in the World!

سورة البقرة كاملة, رقية للبيت, وعلاج للسحر | القارئ علاء عقل - Surah Al Baqarah

Unforgettable Truths of Life | Atal Haqeeqatein | Heart Touching Bayan by Peer Ajmal Raza Qadri

گھر میں رکھی یہ 3 چیزیں فوراً باہر نکال دیں | برکت اور جادو ختم کر دیتی ہیں | ڈاکٹر اسرار احمد

Draining a Wild Pond | Catching a Giant 10KG Turtle & Lots of Big Fish for the Village Market

NAFS Ke Raaz | Ibn Arabi | Hindi/Urdu

تلاوة هادئة تريح القلب والعقل 🤍❤️😴 | ساعة كاملة🕛 | Calm Quran Recitation

Mandi Bahauddin to Johannesburg: Transnational Murder & The Law Explained!

Chehry Ka Parda Farz Hai Ya Nahi? Hijab in Islam | Quran o Hadith Ki Roshni Mein | Haq Ki Awaz

Maulana Sahib new Pashto Bayan | Maulana Bijligar Sahab | Bijligar Mola | مولانا بجلی گھر صاحب

