Aaj Bazaar Gaya... Order Mil Gaya! 😅

Aaj bazaar sirf samaan lene gaya tha... 😅 Lekin wahan jaate hi ek aunty ne mujhe awaaz lagayi aur bola ki unka samaan riksha mein rakhwa do. ❤️ Maine unki help ki aur phir apni shopping bhi complete ki. Aaj ka vlog bahut simple, real aur dil ko chhoo lene wala hai. Video ko end tak zaroor dekhna aur agar pasand aaye to Like, Comment, Share aur Subscribe karna mat bhoolna. ❤️