Hum Hain Mata-E-Koocha-O-Bazar Ki Tarah | Lata Mangeshkar | Dastak 1970 Songs | Rehana Sultan
For more info :- +91992500 2749 +91 98252 88829 Instagram: / jagrutifilms / jagrutifilms #bhuj #kutch #oldhindisongs #puranegane #oldsong Directed by Rajinder Singh Bedi Produced by Rajinder Singh Bedi Screenplay by Rajinder Singh Bedi Starring Sanjeev Kumar Rehana Sultan Anju Mahendru Music by Madan Mohan Majrooh Sultanpuri (lyrics) Cinematography Kamal Bose Edited by Hrishikesh Mukherjee Release date 1970 ham haiñ mata-e-kūcha-o-bāzār kī tarah uThtī hai har nigāh ḳharīdār kī tarah is kū-e-tishnagī meñ bahut hai ki ek jaam haath aa gayā hai daulat-e-bedār kī tarah vo to kahīñ hai aur magar dil ke ās-pās phirtī hai koī shai nigah-e-yār kī tarah sīdhī hai rāh-e-shauq pe yūñhī kahīñ kahīñ ḳham ho ga.ī hai gesū-e-dildār kī tarah be-tesha-e-nazar na chalo rāh-e-raftagāñ har naqsh-e-pā buland hai dīvār kī tarah ab jā ke kuchh khulā hunar-e-nāḳhūn-e-junūñ zaḳhm-e-jigar hue lab-o-ruḳhsār kī tarah 'majrūh' likh rahe haiñ vo ahl-e-vafā kā naam ham bhī khaḌe hue haiñ gunahgār kī tarah

HUM HAI MATA-E- KUCHAO BAZAR KI TARHA FILM- DASTAQ - MUSIC BY MADANMOHAN

Ham Hain Mataa-E-Koochaa-O-Baazaar : Majrooh Sultanpuri : Dr. Radhika Chopra : Mo Verjee Archives®

NICOP Canceled- All British Pakistani Banned to Enter Pakistan.

Naam Gum Jaayegaa (Video Song) - Kinara - Jeetendra, Hema Malini

Iran Broke the Islamabad MoU!! Iran Targeting Brotherly Countries & Ships in Hormuz!! | John Hussain

राज कपूर के स्टूडियो में होली से क्यों करती थीं हीरोइनें इनकार? अनसुना किस्सा The Kapil Sharma show

Life of Dilip Kumar: Love, Heartbreak & Second Marriage | Reza Momtaz

Kahe Koyal Shor Machaye Re | Aag 1948 | Shamshad Begum | Old Hindi Songs | Sadabahar Gane

Hum Hain Mata-E Koocha O Bazaar Ki Tarah I Dastak I Madan Mohan, Lata Mangeshkar I Nirupama Dey

Hum Hain Matay-e-koochao Bazar

Baad Muddat Ke Ye Ghadi by Sonu Nigam & Suman Kalyanpur 💗💞

Jis Din Se Piya Dil Le gaye | Raag Miyan Ki Todi | Fariha Pervez

Original Verses of Hum Hain Mata-e-koocha-o-bazaar ~ Majrooh Sultanpuri (Deleted Antaras)

SHARMILA TAGORE on the BIG BOLLYWOOD STAR She Refused to Speak To | Bollywood | Barkha Dutt

AAP और अकाली दल भी हुए एक्सपोज़ | Khabarhaat

Pankh Hote To Ud Aati Re - पंख होते तो उड आती रे, रसिया ओ जालिमा from Sehra (1963) by Rajashri Bag

Sudesh Bhosle ने की असरानी जी की जबरदस्त mimicry ,देखकर सब हुए हसी से लोटपोट | 🤣 Kapil Sharma Show

Tere Khayalon Mein Hum | तेरे ख़्यालों में हम | Priyanka Mitra | Asha Bhosle Geet Gaya Patharonne

