हांसी वाले बाबा का पर्चा इतना स्टीक कैसे,भूत प्रेत पितर,मंत्र सिद्धि साधना रहस्य Ft.hansi wale baba
Is powerful podcast episode me Haasi Wala Baba ne apni zindagi ke sabse gehre aur rahasyamay pehluon par khulkar baat ki. Ek achi officer ki sarkari naukri chhodkar dharam aur adhyatm ke marg par chalne ka unka faisla kaise hua – ye kahani sirf prerna nahi, balki ek bada jeevan sandesh hai. Is conversation me bhut pret, parcha nikalna, shamuhik parcha ki prakriya, aur kisi vyakti ka naam batane par jhagde kyun nahi hote – in sab par detail me charcha hui. Baba ne bataya ki jo bhut pret pakde jaate hain unka kya kiya jata hai aur kya pitro ke naam par nikala gaya bhojan sach me un tak pahuchta hai. Iske alawa dada-pardada ke liye khet me mahadi banana kitna sahi hai, tehrevi aur satrvi ka bhojan karana chahiye ya nahi, aur ashirwaad se santaan prapti ka rahasya kya hai – ye sab sawalon ke jawaab aapko is episode me milenge. Khokh bandhwana, parche se shaadi ka samay pata chalna, pichle janam ki jaankari aur apne isht dev ko kaise pehchane – in jaise gehre adhyatmik vishayon par bhi khulkar baat hui. Yeh episode un logon ke liye khaas hai jo dharm, parampara, aur alaukik vishayon ko samajhna chahte hain bina kisi jhijhak ke. 00:00 Trailer 03:05 Itni achi officer ki job chhodkar dharam guru banne ka faisla 08:45 Bhut pret ka naam kaise batate hain 18:50 Senapati ke paas kya shaktiyan hoti hain 28:20 Naam batane par jhagde kyu nahi hote 31:00 Shamuhik parcha kaise nikalte hain 34:30 Pakde gaye bhut pret ka kya karte hain 39:55 Pitro ka bhojan sach me un tak pahuchta hai? 44:45 Dada pardada ke liye khet me mahadi banana sahi ya galat 50:25 Tehrevi aur satrvi ka bhojan zaroori hai ya nahi 59:20 Ashirwad se bacche kaise hote hain 1:01:25 Kya khokh bandhwana sach hai 1:05:30 Parche se shadi ka samay pata chalta hai? 1:06:15 Pichle janam ka pata lag sakta hai? 1:10:15 Isht dev kaun hote hain aur kaise pehchane Guest Haasi Wala Baba (Mahant shri Dr Dinesh Puri Ji) / hansi_wale_baba_g / @shreebalajidhamhaansi Host: Naveen Joon (Founder & Host – The Naveen Podcast) Instagram: / podcastwithnaveenjoon Facebook: / podcastwithnaveenjoon Business Email: [email protected] #HaasiWalaBaba #BhutPret #Parcha #SanatanDharma #Adhyatm #PitroKaBhojan #Tehrevi #KhokhBandhana #IshtDev #PastLife #ShadiYog #SpiritualPodcast#bageshwardhamsarkar #bageshwardham

Dharam, Mahabharat, Radha Rani Explained | Pundrik Goswami Podcast @SriPundrik

जटाधारी तांत्रिक ने श्मशान, भूत, प्रेत पर वो बता दिया जिसे सुनकर रुह कांप जाएगी ! Rudranath Maharaj

भक्ति और शक्ति: मंत्र, सिद्धि, साधना और रहस्य | Ft. Hansi Wale Baba | The Mumta Podcast | EP - 108

Mystical Yogis, Hanuman Chalisa Siddhis & Divine Powers: Tantra Sadhana & Cosmic Energy । Swami Yo

Operation Pakhand Live: हिंदू धर्माचार्य से भिड़े पर्ची वाले बाबा, 10 साल के बच्चे ने खोली पोल LIVE

Manikarnika Ghat Par Kaal Bhairav Sadhna Karne Wale Tantrik Ka Podcast | The Real One

Caught LIVE on Camera! The Truth Behind the 'Miracle Slip' Exposed | Interview with Chamatkari Baba

Navnath Adhyay 7 Part 1 | When Veerabhadra Challenged Machhindranath ⚡ Hareshwar Trembles

9034055050 "दिनेश पूरी महाराज" ने आज के इंटरव्यू में वो सब कह दिया जो कोई सोच भी नहीं सकते?

LIVE !! DAY 01 !! दिव्य दरबार सीधा प्रसारण, 28 जनवरी 2026, श्री बालाजी धाम हांसी हरियाणा

Dhirendra Shastri Ka Sach Kya Hai? Tantra Samrat Ka Khulasa | The Real One

LIVE !! DAY 03 !! दिव्य दरबार सीधा प्रसारण, !! 29 April 2026, श्री बालाजी धाम हांसी हरियाणा

पितृ दोष मुक्ति सिर्फ़ 1 Minute रोज़ का चमत्कारी उपाय | सबकुछ मिलेगा| EP-122

20 रुपये के पत्तासे और काम फिट | विधायक भयाना बनेंगे मंत्री ! Shree Bala Ji Dham |

Jaadu Ya Chamatkar? 😱 Jadugar Samrat Reveals Magic Secrets | Rope Trick, Hypnosis & Miracles

बिना रॉकेट किसी भी ग्रह पर जाने का दावा | एक योगी की चौंकाने वाली बात | Tiwari G Talk Show

Sirf Ek Photo Se Kya Kisi Par Asar Ho Sakta Hai? Real Case 😳 | The Real One

अर्ज़ी कैसे लगाएं Part 3 | श्री बालाजी धाम हांसी Shree Balaji Dham Hansi #HansiDham #Arzi #Mehandipur

हरियाणा की 4 देवियां शीतला माता, बेरी वाली, पाथरी वाली, भंभौरी माता?रोंगटे खड़े कर देने वाली सच्चाई?

